Movement of stop lose and take profit
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Movement of stop lose and take profit
    As salam alikom dear member me ap sab dosto ye guideness lena chahta hun kay forex trade me hammy stop lose or take profit ko move krna chaiye ya nh jesy aik bar hum ny stop lose lagaya hy or phr usy dubaara say modifying karna thek hy ya galt or hammy iska kia benifit husakta h.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Movement of stop lose and take profit

    g han dear hum apney stop loss aor take profit ko move kar skty hain apni trades key hisab sy ismen koi harj nahi hay keh nahi karna chaheay bulkeh munasib yahi hota hay keh apni trades ko dekhty rehna chahey takeh wqt kay hisab sy changing kar sken
    • #3 Collapse

      Re: Movement of stop lose and take profit

      stop loss or take profit bahut hi acchi terms hai agar aap inke saath Forex trading mein entry lete Hain to aap safely trading kar sakte hain aur acche se achcha profit Kama sakte hain inke related aapko main kuchh information provided kar deta hun stop last basically 1 indicator hai jo aap loss mein lagate Hain aur agar aap usko istemal karte Hain to aap safely trading kar sakte hain aur take profit bhi ek indicator hai ab kar aap pic specific point select karte Hain ki is point per Meri trade profit mein jaane ke bad automatically close ho jaaye aur use per aap apna trade profit ka indicator lagate Hain to aapki trade use path per jaane ke bad automatically close ho jayegi
      • #4 Collapse

        Re: Movement of stop lose and take profit

        Forex trading main safe trading aur achi earning karne ke liye expert traders take profit ka istemal zaroor karte hain. Take profit me aapka account bhi save rahata hai aur aapka account apko acha profit bhi de jata hai. Take profit apki trade profit main set kiye jata hai aur market price jab usko touch karti hai to aapka account close ho jata hai aur apko acha profit hasil ho jata hai. Isliye koshish karen k aap apni trade main take profit ko zarur set kiya karen.
        Forex trading main safe trading karne ke liye expert traders stop loss ka istemal zaroor karte hain. Stop loss aapko big loss se bachata hai aur aapka account bhi save rahata hai aur aapka account washed out nahin hota. Stop loss apki trade loss main set kiye jata hai aur market price jab usko touch karti hai to aapka account close ho jata hai. Isliye koshish karen k aap apni trade main stop loss ko zarur set kiya karen.
        • #5 Collapse

          Re: Movement of stop lose and take profit

          Hamain market movemint ko dakhtay ho stop loss or tak a profit ka istimal kartay hoe aik mahfooz tradin karna chahye ta ke hum acha profit earn karne main kamyab ho sakain
          • #6 Collapse

            Re: Movement of stop lose and take profit

            Agr to apko apni lgai hoi trade pr pura yakeen h to apko sl or tp set kr dyna cahiye or agr apki confusion ho to ap es sl or tp ko change modify bhi kr skty hen forex m es modify ka boht zyada faida hota h jo log es ka sai trah se estmaal krna janty hen wo log es se acha result lyty hen
            • #7 Collapse

              Re: Movement of stop lose and take profit

              treating me stop loss or profit ki trading Hustle karne ke liye hamen trading ke rules aur stop loss aur take profit ki movement ko Janna bahut jaroori hai iske liye hamen market ko analyse karne ka ka tarika aana chahie market ko analyse karke hi ham stop loss or take profit use kar sakte hain aur jitna kam ham stop loss or take profit use karenge utna yahan a profit hasil locker
              • #8 Collapse

                Re: Movement of stop lose and take profit

                afe trading aur achi earning karne ke liye expert traders take profit ka istemal zaroor karte hain. Take profit me aapka account bhi save rahata hai aur aapka account apko acha profit bhi de jata hai. Take profit apki trade profit main set kiye jata hai aur market price jab usko touch karti hai to aapka account close ho jata hai aur apko acha profit hasil ho jata hai. Isliye koshish karen k aap apni trade main take profit ko zarur set kiya karen.
                • #9 Collapse

                  Re: Movement of stop lose and take profit

                  hello friends Forex forum pay agar aap chahte hain kya aap ka account save ho rahe to iske liye jaruri hai kya aap apne account ki safety ke liye take profit aur stop loss ki limit lagani chahie jitni jyada aap acche tarike se mistake profit Ho Star plus ki limit lagaenge utna hi aapko achcha profit aur acche account safety hogi jisse aap apne account whitewash hone se bacha jaate Hain
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Movement of stop lose and take profit

                    Hello friends Forex forum pay hamen take profit Ho stop loss ke baare mein acche tarike se samajh Lena chahie kyunki isase aapka account se Ho jata hai jab aap yah limit utilise karte hain to aapka account whitewash hone se per chalta hai jisse aap ek acchi trading karne mein kamyab Ho jaate Hain
                     
                    • #11 Collapse

                      Re: Movement of stop lose and take profit

                      Ji han friends.. movement of stop loss and take profit trading business me ek aesa supportive indicator hai jo hamen during trading help karta hai..
                      Chatting ke dauran Ham yah donon indicators use karte hain aur actual mein use karna bhi chahie.. hamen trading mein Stop loss and take profit movement se kam Lena chahie Jahan per stop loss indicator ki zarurat Ho vahan use kar lena chahie to Ham easily loss se buxh sakte hain.. profit or loss business ka part hai but trading mein yah donon indicator hamare liye bahut supportive sabit hote Hain loss mein jaane se pahle hi usse mehfooz Ho jaate Hain or a profit mein aane ke bad profit ka indicator use karke hamari trade automatically close Ho jaati hai..
                      • #12 Collapse

                        Re: Movement of stop lose and take profit

                        Assalamu Alikum members, "Stop Loss aur Take Profit" Trading mein loss say bachnay aur Profit hasil karny k liye bhoat zarori hy, Ager hum apni Trading mein (SL aur TP) set nhi karty to humara investment Risk per hogi isliye humien SL aur TP zaror used karna caheye, aur SL aur TP humein humesha (Support aur Resistance) k mutabic set karna caheye
                        Instaforex is the Best broker
                        • #13 Collapse

                          Re: Movement of stop lose and take profit

                          Hamari trade karte waqt market mamu down to Aati rahti hai lekin Jab Hamara profit Jyada Hone Lage Hamen Lage ki niche jane wala hai to tabhi Hamen fauran Soch samajhkar stop-loss yaabitech profit ine donon mein se Kuchh Na Kuchh laga dena chahie Jo is Waqt hisab se bilkul perfect Ho Kyunki yah donon Hamen loss control karne aur profit course Jyada badhane Mein fayda Dete Hain thank you
                          • #14 Collapse

                            Re: Movement of stop lose and take profit

                            Assalam o aliaikum dear forex members umeed karta hun kay ap sab kheriyat say hungay ji han ap nay bilkul theek kaha hai kay haymarket ki movement was sometime Itni Jyada fast hoti hai ki Ham usko jaldi se close nahin kar sakte isiliye Hamen chahie ke Ham mehnat kar ke sath Karen Taki Ham Ek profit aur stop-loss Laga kar Apne order ko lois caron isiliye Har rate per aapko take profit or stop loss Jarur Lagana chahie Shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Movement of stop lose and take profit

                              Dear mate aap jab Market main Apna Analysis karty hain toh aap ko apni trade layny ka bary main Achy say Maloom ho jata hau or aap jab market ka bary main Achy sa Janty hain ka Market ka Next Move kiya ho sakta hai toh tab aap market main Apna Stop loss or take profit ko be achy sa Handle kar sakty hain or Iss ko market ke movement ka Hissab Sa Move kar sakty hain or apna Profit Grow akr sakty hainap ko hmesha Aisa he kam krna Chea takeh aap ko kam karny main Asani rahy or ap apna Profit Zada or profit Kam kar sakein.
                              Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X