Loss kis waja say hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss kis waja say hota hai
    Assalan o alaikum dear friend main yeb janana chahta hun n loss honay ki oia waja ho sakti hau some time hmari mistakes hoti hain ya hmara mind satisfaction nahi hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss kis waja say hota hai

    Loss ki boht c waja ho skti hai lot size sl tp agr ye sub ma glti o jaye tb b loss ho jata hai us say b bhar k ata h market ka trend jo kabhi b chnge hota rhta hai is liye loss ho jata hai agr loss ma waqt pay trade ko close na kiya jaye to account wash b ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Loss kis waja say hota hai

      i lot size sl tp agr ye sub ma glti o jaye tb b loss ho jata hai us say b bhar k ata h market ka trend jo kabhi b chnge hota rhta hai is liye loss ho jata hai agr loss ma waqt pay trade ko close na kiya jaye to account wash b ho s
      • #4 Collapse

        Re: Loss kis waja say hota hai

        Assalamu Alaikum dear friends Jaisa game Sab Jante Hain Kya mail Ashish vajah Se Hota Hai Kya Kare Jab Ham market ke mood ko check nahin kar de apni trailer Gad Dete Hain Jiska Jaisa main Kuchh pata nahin Hota CarTrade kab kahan Jayegi aur kab kahan Jiska Jaisa mein bahut hi Bada loss hota hai aur ham Pareshan Ho Jaate Hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss kis waja say hota hai

          Loss Hamen lalach karne ki vajah se hota hai Hamen lalach bilkul bhi nahin Karni chahie Kyunki lalach se nuksan hota hai loss Ki Sabse Badi Bajar lalach Hai Kyunki Ham lalach Karke Apne account ko Siya kar dete hain aur Hamari sari ki sari mehnat Jay Ho Jaati Hai Hamen loss se bachne ke liye lalach ko ignore karna hoga aur Sabar ke sath kam karna hoga aur Hamen Apne money management ka Khaas Taur per khayal rakhna hoga tab jakar Ham ismein Achcha result Hasil karne mein kamyabi Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss kis waja say hota hai

            walekum assalam bhai Forex trading main aapko lost sirf ISI vajah se hota hai kyunki aap proper market information hasil nahin karte agar aap proper market information hasil karne ke bad Forex trading mein kam karenge to aapko achcha profit jarur milega isiliye koshish karenge proper market information hasil karne ke bad Forex trading mein kam Karen Taki aap acche se achcha profit Kama sake
            • #7 Collapse

              Re: Loss kis waja say hota hai

              Mery bhai loss us waqt hota hai jb hum trade leny mai jaldbazi karty hain kiyun us waqt hamen market ka koi pta nhi hota hum bghair sochy smjhy trade lw leta hai hum market ka analysia nhi karty jis waja sy loss ka samna karna parta hai agar ap ue sb kuch soch samjh kar karty hain or jaldbazi sy kaam nhi lety tu ap kamyab ho jaty hain ......
              • #8 Collapse

                Re: Loss kis waja say hota hai

                Loss hamasha hamare jald bazi ke wajah se he hota hay jalde ke wajah se he hum sahe or bar waqat fasle nahe lay patay or hum ghality kar bathtay hain is liye hamain ghality nahe karne chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Loss kis waja say hota hai

                  Gee bhai trading main aapko loss sirf ISI vajah se hota hai kyunki aap proper market information hasil nahin karte agar aap proper market information hasil karne ke bad Forex trading mein kam karenge to aapko achcha profit jarur milega isiliye koshish karenge proper market information hasil karne ke bad Forex trading mein kam Karen Taki aap acche se achcha profit Kama sake jaldbazi say suber say kam na layna say analysis na karnya say ager ya sub hum karnya may kamyab ho jay to hum iss may kamyab ho sakta ha iss liya zaada mahnat karya or lerning karya.....S
                  ​"Try try again until you succeed"
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss kis waja say hota hai

                    Reason of loss in Forex.
                    1. Greedy
                    2. without information take a trade
                    3. Overtrading
                    4. follow free signals
                    ine Baton ki vajah se Aksar loss hota hai Jab Ham kisi ke signal follow karte hain. market analysis Nahin karte karte. aur without analysis ke Ham market Mein entry lete hain aur Kafi zyada lot Laga Lete Hain.

                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss kis waja say hota hai

                      Assalam o Alaikum forex members forex trading me loss trading k bary me zyada experience aur ilm na hony ki wajah se hota hy is me market k rate km ya zyada tabdeeli ka andaza nhi hota start me log is se secure treeky se trading krain loss se bachain wo start me zyada experience na hony ki waja se loss ka shikaar ho jaty hn shukriya.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X