Jald bazi na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    ap forex me jaldi ameer ban ny ki koshish na krain aur ap forex me mehnat krain aur is bussiness ko seekhny ki koshish kry aur ap is say hasil krny ki bhi mehant kry aur ap mehant kay bad ap ek achy trader ban sakty hain aur ap acha profit bhi hasil kr sakt hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      yes dear i agree with you that we should keep our mind relaxed while trading in forex trading market and not take any decision in hurry and we may go into loss and we should trade with keen though and after analysis of all view of forex trading market
      • #378 Collapse

        Regarded as the largest financial market in the world with a daily turnover of three trillion dollars, the Forex market provides a venue for traders from all over the world to exchange currencies for both commercial reasons and investment purposes. With trading spanning across the globe done on 24 hours ...
        • #379 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
          Kayi log forex trade ko sirf or sirf high profit earn kerne ka source samajhte hain or us k liye kisi sahi galat ka bhi nahi sochte or jald bazi main koi bhi faisla ker laite hain so meri sab ko yehi advice hai k relaxed zehan k sath koi naya decision karain.
          g haan hmen kabhi b jald baazi ni kerni chye ku k kjab ham aisa kerengy to nuksaan uthaengy ku k hmesha jald bazzi se lagai gai trade nuksaan deti hai soch smjh k trend me rehty huy buy ya sell kerna chye...
             
          • #380 Collapse

            becomjming a successful trader in forex trading you nned to learn more and more from demo trading and i beleive that demo trading is the key to success for live forex trading the more you will use demo account the more you will earn from live forex trading account profit bhi ziada hota hai or loss bhi ziada hota hai.
            • #381 Collapse

              you are making your decisions in any kind of post-haste, it will affect your decions badly. You should always take your time perfectly and think over it sharpfully. Don't fall for hurriness, we need to think to fix a decision before every trade in forex business.
              • #382 Collapse

                Ji han jab log demo trading akrte hain tu waha unhai bari investments di jati hain aur wo uncarefully trade kar k un pay kabhi baray profits bhi earn kar lete hain is liye wo same cheez real mai bhi expect karte hain ko kay aik negative cheez hai aur is jaldi buhut zada earn karne kay chakaru mai wo loss ka samna karte hain
                • #383 Collapse

                  haan mein satisfied hun forum py posting karny sy kyun k yahan posting sy humari kafi knowledge increase hoti hai aur humain acha bonus bhi mill jata hai jis ko hum apny trading account mein invest karty hain aur phir us sy trading kar k profit earn karty hain Forum py posting ik acha advantage hai traders k liye.
                  • #384 Collapse

                    dear koi bhi kam jald bazi se nh karna chahiye or ye to trading hai yahan to har qadam soch samajh ky rakhna chahiye q k jald bazi mai liye gay fesle aksar galat nikalty hai so plz jab bhi ap tradinh karo to dihan se pori market ko analysis kar k trading start karo or sabar rakho
                    • #385 Collapse

                      Yes right we need to avoid the hurry in the forex trading business if we want to get anything from the forex,, we just need to keep full interest in the forex, and keep our mind relax then we can expect to get the success in the forex.
                       
                      • #386 Collapse

                        jee han dear main is bat se agree krtan hun k hmain jalsd bazi nahi krni chahiy ku k jald bazi main insan hmesha mistakes krta hai aur mistakes se hmaian nuqsan hota hai
                        • #387 Collapse

                          hame agar profit karna hai to hum ko jaldbaazee nahi karna chahiye . agar ham aram se din me 5$ kamaye to ye hamare liye kafi hai . aur agar hum ziada kamane ke lach me jaldbaazee kare aur greedy lots lagaye to hum ko kabi succes nahi mil sakta hai .
                          • #388 Collapse

                            kisi kaam ma bhi jald baazi nuqsaan deti hai, chahy foorex ho ya baqi life ka koi bhi kaam kehe hain naa jaldi ka kaam shetaan ka. ham ma se bht se log jald baazi ki vja se apna loss krtte hian, aik rat ma lakh ptti bnnne k lalach se
                            • #389 Collapse

                              forex k business mein jo bhi judl bazi karta hain tu us ko ziada loss he hota hain kyun k jab bhi hum juldi karta hian tu hum se koi na koi mistake ho jati hai jis ki waja se hum ko loss ho jata hain forex mein trading karna se pehla hum ko bhut free mind se trading karni chaya aur bhut cool mind se
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                kuch log raton raton ammeer hony k liy jald bazi karty hein or easy fesly kar lety hein jin sy unhein nuqsam hota hy forex mein jald bazi sy kam nahi lena chaheay balky soch samajh kar trading karni chaheay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X