Jald bazi na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    ji han bikul bro humey is main jald bazi nhe karne chahiue kyun k jab hum kisi bhi kam main jald bazi akrte hain to humey us ka nuqsan hi hota hai is liye mere khyal main brother jald bazi na krain aram se kam karain
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      g bohat say log forex mein jald bazi kartey hain jiss ki waja say unko loss ho jata hai yeh business life time business hai is mein relex ho kar trading karni chahiye jiss say hum acha profit income earn kar saktey hain
      • #1083 Collapse

        forex trading main zarori hai ke aap ko jald baazi ke barey main pata ho kyu ke some time log decison jaldi leletay hai and some time dair se js se bh nuksaan hota hai trader ko
        • #1084 Collapse

          forex mai agr aap nay successful hona hai to kbe b jald bazi say kaam na len aur trading bht sohc smjh kr kren. Forex trading aisa business ni hai k aapko raton raat ameer bna dai ga. Yeh koe gambling ni hai. So be careful while you are doing business in forex
          • #1085 Collapse

            g han forex pak me jald bazi nahi karni chaye q k jald bazi se humara h nuqsan hai isi liye humey patience ke sath h kaam karna chaye jald bazi nahi karni chaye.
             
            • #1086 Collapse

              Yes my friend you are absolutely right and I concur with you that we eff to be forbearance spell trading and hold to abstain harnesses because It allows neaten a trader unsuccessful and Slushy which is a discipline reasonableness for the red.SO If we can make long animosity then we can be able to make profit and stop our loss.
              • #1087 Collapse

                jald bazi or wo b forex me p ko bohat bra loss de skti ha is lie forex me a ko jald bazi se trade nahi krni chahye g forex me jald bazi se ager ap trade kro ge to pher ap muksan hi uthao ge apni jald bazi ki waja se g
                • #1088 Collapse

                  it is right because it will lead you to loose profit and to take wrong decisions the profit you have earned will also be lost.
                  • #1089 Collapse

                    ji han bikul bro main ap ki abt se agree karta hon k humey is main jald bazi nhe akrna chahie kyun k jald bazi ka nuqsan hi nuqsan hai kyun k jab hum kisi bhi kam main jaldi akrte ho to wo ulta hi hgota hai mee khyal main
                       
                    • #1090 Collapse

                      forex trade may kbi bi jald bazi say work nahi karna chahiye kiyu kay is say hamy loss hony kay elawa or kuch hasil nahi ho ga is liye hamy forex may har work soch samjh kar karna chahiye ta kay hamy baad may kisi bi kisam ki problem na ho and ham trade bio achi kar saky gay yani is business ko estabilish krny k ley time aur mehnt ki zroorat hoti hey. jald baazi sey is business men success hasil nhi ki ja skti. Is men koi shortcut bhi kaam nhi krta
                      • #1091 Collapse

                        dear friend mai ap kai es post kai sath agree karta hoon kai hamy chahiye kai ham forex trading mai jald bazi na kary koinkay forex trading aik hard work business hain jis mai loos bhi hota hai
                        • #1092 Collapse

                          Forex trading me ap nay qadam rakh diya hai tu ap hosla kery jald bazi kery gay tu loss ho jaye ga ap ko ur ap es business say kuch hasil nai ker sakty gay. Forex trading me trade jab kero tu market ka wait kero achay profit ka wait kero.
                          • #1093 Collapse

                            g bhai ap n y bilkul thek kaha hy jo bhe new traders aty hain wo trades ko jaldi main lgaty hain jis sy unhy loss ka samna karna pardta hy is liay mera bhe ye he kahna hy k jaldi bazi main koi bhe trade na lgain
                            • #1094 Collapse

                              asal mai jal bazi mai hum say baz dafa wrong trade lag jate hai jes say kafe trade loss mai jana ka khatar jada hota hai es leya soch samaj ker trde ker na cha he yaa hum ko.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                Forex mai time reaction bohat matter karta hain. is silsaly mai jaldbazi aik bara nuqsan de sakti hai. Lekin sehi time pr trader ko start karna bhi zaroori hai ta ke reasonable profit bhi mil jaye ya kahin aisa na ho k trade peak pr pounch kr wapisi shuru ho jaye or nuqsan ho jaye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X