Jald bazi na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1036 Collapse

    dear aap ne bilkul sahi kaha hai forex aik seriouse business hai. non serious attitude ka hona aur jald baazi mai ghalat decision lena aap ko buhat nuqsan daiata hai .. aur jald baazi mai kye gaye faisle sahi nahi hote hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1037 Collapse

      Ji han kabi bhi jald bazi na karin. Jald bazi me ap kamm earn karin gay or ap ko loss ziada hoga. Kiu k jab ap jald bazi krty hein or ap loss me h0ty hein kiu k ap right time pe enter nai h0ty. Tab ap ko samag aati he. Is liye greed ko aik side pe kar k trade karin.
      • #1038 Collapse

        forex ek risky buiness hy is main jald bazi karna apny aap ko loss ke taraf ly jana hy ............... is leay ek acha trader kabhi bhi jald bazi sy kaam nahin leta
        • #1039 Collapse

          Yes my brother i agree with you jald bazi na karien jald bazi shetan ka kam he jald bazi karne se bohat bara nuqsan hota he is liye hume chahye ke jald bazi se kam na len balke saba ror tahumal se kam len
          • #1040 Collapse

            forex trade may kbi bi jald bazi say work nahi karna chahiye kiyu kay is say hamy loss hony kay elawa or kuch hasil nahi ho ga is liye hamy forex may har work soch samjh kar karna chahiye ye pure work ha
            • #1041 Collapse

              hamein forex trading mein jald bazi se kaam nae lena chahiye kion k jo kaam ham soch smjh kr krein gay wo jald bazi mein ham se ghalat ho skta ha jiski wja se hamein loss hoga es liye hamein chahiye k har kaam soch smjh k krein ta k ghaltiii na ho ham se
              • #1042 Collapse

                G ap bilkul theek kah rahe han k hamen jald bazi nahi karni chahye or aram se samajh k apna kam karna chchye or lalach to bilkul bhi nahi karna chahye or trading hamesha practice kar ke karni chahye ta k hamen loss na ho or hamen koi bohat bare profit ko umeed nahi karni chchye.
                • #1043 Collapse

                  jesa ka aap na muhavea suna hu ga ka jaldi kam sheetan ka wesa he kuch idher haa agaar aap na is kaam main bhe jald baze ki ur short cut sa kuch inokha krna chaha tu yad rekhna tmhara anjam kafi bhynak hu skta haaa isi wajjah sa aap ko mera mashwera haa kaa ap na jald baze ka muzahira ne krna haaa balqa sakon msa kaam krna haaa
                  • #1044 Collapse

                    Right dear, koye bhi kam ya decision jald bazi me karna nehi chayee, kyun k agar app jald bazi me koye decision le to apka us decision galat ho sakta hai, aur tread karne me kabhi bhi jald bazi nehi karna chayee, so jab bhi kam kare ya koye bhi decision le to jald bazi me na le. Thanks to all.............///////////
                    • #1045 Collapse

                      ji bhai ap ne bilkul theek kaha hai k jald bazi nai karni chahye kiun k hum kabhi kabhi jald bazi mein koi asa faisla kr dety hen jo k hamary leye kafi loss ka sabab banta hai to aram se soch kr faisla lena chahye koi jald bazi nai krni chahye..........
                      • #1046 Collapse

                        yes Dear! aksar log jald bazi karte hain ziada profit kmane ke lia par wo boat ziada riskey hota hay us main loss hone ka boat ziada khadsha hota hay. Trade hmesha soch samjh kar lagani chahe tan ke hum los se buch saken aur hmain jald bazi forex main bilkul nain karni chahe.
                        • #1047 Collapse

                          Patience is the business of foreign exchange, so you do not impoverishment to hotfoot. But we pauperism cards to be palmy if we acquire problems credulousness should do. Thank you for the post.
                          • #1048 Collapse

                            jald bazi toshetan ka kam he. kisi bhi kam men jald bazi nhi krni chahiay specially forex main. forex k sath normal speed men kam kren In Shaa Allah achi earning ho jay gi apki. jald bazi se nuksan bhi ho skta he
                            • #1049 Collapse

                              dekhiye jaldbazi shaitan ki taraf se hoti hy or jo kam ahista ahista kiya jai os mein khuda ki taraf
                              se barkat hoti hy to jo log jaldbazi karte hien wo noqsan mein rehte hine onko is se bachna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1050 Collapse

                                forex trading ka business jald bazi ka nai hai,,,is main ap jitna chahy marzi profit earn kar sakty hain,,issi liye is ko sakoon se karain jald bazi se kabhe faida na hota,,,just loss ho sakta hai,,,,,jaldi ka kaam shahtaan ka kaam hota hai..........

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X