Jald bazi na karain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #976 Collapse

    Humai forex mai jald bazi nahi karni chaiye agr hum trading be kary to patience se kary har kam mai jald bazi se kam kary gey humai loss ho sakta hn aur humai market mai enter ho kar jlad bazi se decision nhi karni chaiye balkey right time pr patience se decision karni chaiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #977 Collapse

      Kisi bhee trading decision ko kerne se pehle us ke plus aur negatives zaroor chochne chahcye. juld bazee is bsuiness me nuqsan de he aur hamen loss ke saath saath hamree invest se bhee mehroom ker saktee he.
      • #978 Collapse

        ji haan janab bilkul sahi baat ahi forex trading main kabhi bhi jald bazi nahi karna chahye werna hamara hi loss hoga forex main jald bazi hum ko nuksaan pohncha sakti hai aur jitna jaise mile acha hai araam arram se trading kerna chahye soch samjh ke
        • #979 Collapse

          Forex aik aisa kaam hai jahan humyen har step bohot soch samjh k lena parta hai .har kaam ka aik khas time hota hai aur us kaam ko usi time par karna chahye kabhi b jald baazzi na karyen kiu k aksar ye jald baaz bajaye apko faida dene k apke liye nuqsaan ban jati hai
          • #980 Collapse

            mere bhai agar loss uthana chahtey ho to jald bazi karo aap agar nahi uthana chahtey ho to kabhiis busienss me jald bzzi na karo aap warna bhot loss hoga aapko phr aap upset hoge so aisa na karo khayala se trade karo dost
            • #981 Collapse

              Jald bazi ka nuqsan ye hai kay jab hum aik thinking bana lety hain kay aaj humen har haal me trading karni hai or market se profit lena hai or hum bina kisi analysis or position kay blindly market me trading start kar dety hain jis ka result ye milta hai kay humen at the end loss hi hota hai or phir loss hony kay baad humen pata lagta hai kay hum ne jald bazi ki thi. Is liay khud ko cool rakh kar or patience kay sath trading karni chahaiy.
              • #982 Collapse

                asal mai jal bazi mai hum say baz dafa wrong trade lag jate hai jes say kafe trade loss mai jana ka khatar jada hota hai es leya soch samaj ker trde ker na cha he yaa hum ko.
                • #983 Collapse

                  yes my friend, forex ake esa buisness hy jana log lalach mai a k jaldzai ka muzahiara krtay hain aur loss hojata hy unhe. is liay mai yehi kahu ga ke soch samj k decision ena chiay aur greediness b abi nai honi chiay is kam mai...
                  • #984 Collapse

                    is me ap ko jald bazi karny ki bilkul zarorat nahe hai balky is kam ko jitny sukoon sy karyngy utna hi hmare lye acha hoga aur hmen pata chalyga ky hm kya kar rahy hai q k hm jb jald bazi karty hai to hmen pata nahe chalta ky hm sy kya hogaya hai aur hm sy isi me galtiyan bhe hojati hai jo hmen pata nahe chalti hmare lye patients bohat zarori hai is kam me
                    • #985 Collapse

                      G han dear yeh aik bohat achi thread share ki hai humain trading mai kbhi b jald bazi nai karni chahye blky isy itmeenan or tasali sy proper planning kar k karna chahye agr humain isy jald baazi mai karen gy to humian bohat loss hony k chances hon gy
                      • #986 Collapse

                        Ji aapki baat se hum agree kartyhyn kai admiyon ko shouq hota hh aur kayi log sirf or sirf zayada profit drkhkarr forex ko join karty hyn.Aur high earning ke liye aapko hamesha aik perfect mind ke saath sooch karr decision lena chahiye aur jald bazi na krni chhiye.
                        • #987 Collapse

                          juld bazi say humara he nuksan hai is lye hume apna kam sirf aur sirf tawajo say he karna hota hai jiss say hum apna kam karty hain is me humara he fiada hai is ko zror dekhna hota hai is ka he hume fiada hai.
                          • #988 Collapse

                            Gee han hamy Forex trade may kbi bi jald bazi say work nahi karna chahiye kiyu kay is say hamy loss hony kay elawa or kuch hasil nahi ho ga is liye hamy Forex may har work soch samjh kar karna chahiye ta kay hamy baad may kisi bi kisam ki problem na ho.
                            • #989 Collapse

                              jab log demo trading kartain hain tu waha unhain bari investments di jati hain aur wo uncarefully trading kar k un pay kabhi bahot zaida profits bhi earn kar lety hain is liye wo same cheez real mai bhi expect karte hain ko kay aik negative cheez hai aur is jaldi buhut zada earn karne kay chakar mai wo preshani ka samna kartey hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #990 Collapse

                                g bilkul jald bazi kar k hum kafi loss utha sakte han isliye humhe chaia k hum markete ko follow kar k trading karen jis se humhe loss kam ho or profit k chances zaida hon.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X