Jald bazi na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    business main jald bazi nahi honi chaeye kyun k yahan apko profit k sath loss bhi hota hai koi bhi open karne se pehle full concentration k sath analysis dekh k indicator ki help leni chaheye jaldi se decision na len ye na ho baad ma pachtana pare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Bohat sary log forex ko is liye join karte hain k raaton raat ameer ban jain lekin ye galt hai kun k forex main jaldbazi loss ka bais hai aur hamesha consistent profit k liye chahiye k thora profit lekin consistent ho to best hai.
       
      • #318 Collapse

        ap ager trading krna chah rahy hain to ap ko koi perahani han to usko zehn sey nikal dy au mind ko fresh kr lay jald bazi sey kam na lain aur aram sy trading kry ye ap ke laye fiada mand hain acha profit gain kr sakty hain
         
        • #319 Collapse

          business hmesha soch smjh kr krna chahye kyn k acha business krny ke lye planing krni chahye ..
          • #320 Collapse

            jald bazi se to jaldi account loss main chala jata hai aur behtar yahi hai k achi tarah analyze kar k phr hi koi trade open karen aor ap ko koi tension na ho kiun ap ne apni trade achi tarah analyse kar k hi open ki thi weasy analyse kar k hi tradingachi rehti
            • #321 Collapse

              jald bazi har kam mai hi nuqsan pohchati hai apko isliy ap koshish kare kay relaxed mind jab ho tab hi trade lagaye aur sabar rakhe aur ziada kay lalach ma sab kuch mat ganwa bethe.
               
              • #322 Collapse

                Trading jis time bhi ap kary to bikul fresh mind sa kary kiyu kay trading ma ghalti kay koi chance nahi hoty hay aur agr ap ghalti usi time karty hay jab ap greed ma a jay ya phir jaldbazi ma kay jaldi sa trade open kru kay urgent profit ho kay balance bharta jay lakin ya bilkul ghalat hay kiyu kay forex ma work kary aur profit gain kary kay lia practice aur learning bht zaruri hay
                 
                • #323 Collapse

                  Of course right our quick and emotional work makes us loser, and failure in the forex trading business so we just need to keep our mind relax, and be patience during the trade, and before the trade we need to make ourself disciplined.
                     
                  • #324 Collapse

                    Jald bazi se avoid karen jald bazi me kia hoa kam hamen loss deta ha is lye jo bi kam kia jae wo khoob soch samajh k kia jae Forex trading me jald bazi ra result hamen loss ki soorat me milta ha bilkul fresh relax mind k sath trading karni chahiey or ye bi suna ho ga ap ne Jaldi ka kam shetan ka.
                    • #325 Collapse

                      forex aik aesa km ha jsme hme bilkul bhi juld bazi nh krni chahie ku k thori si juld bazi se hm bht kuch kho skte, is km me hme bht relax mind rhna chahie
                      • #326 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                        Kayi log forex trade ko sirf or sirf high profit earn kerne ka source samajhte hain or us k liye kisi sahi galat ka bhi nahi sochte or jald bazi main koi bhi faisla ker laite hain so meri sab ko yehi advice hai k relaxed zehan k sath koi naya decision karain.
                        yar jald baazi se yekeenan bht bht nuksaan hota hai sab se bara nuksaan jald bazi ka yehi hai k hamen pata b hota hai k ham ne buy kerna ya sell mger ham jald bazi me aa ker bary volume se ghalt decison le lety hain jiski waja se bara nuksan hota
                           
                        • #327 Collapse

                          yess brother you are right ... koi b kaam jald bazi may kabhi sai ho hi nai sakta hy .....kyun k agar app jald bazi me koye decision le to apke wo decision galat ho sakta hai, aur tread karne me kabhi bhi jald bazi nai karna chayee, so jab bhi kam kare ya koi bhi decision le to jald bazi me na le..........
                           
                          • #328 Collapse

                            yes brother you are right ... koi b kaam jald bazi may kabhi b sai nai hota hy .. or in forex trading / ya bussiness may tw kabhi bhi jald bazi may lia hua faisala sai nai hua ..... jald bazi ka faila hamesha loss karwata hy .. na ke profit !!!
                             
                            • #329 Collapse

                              Dear kisi bhe kaam may jald bazi karny say aksar nuksan ka samna karna parta hay is liay har kaam ko sabar hoslay aur tsali say karna haiya q kah jaldi ka kaam shetan ka hota hay forex trade may bhe jald bazi aksar nuksan ke waja banti hay is liay during trade aap ko koi bhe faisla jaldi nahe karna chaiya
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                Forex trading may jald baze karnay walay zeyada ter loss he karrtay hay jalde baze karnay walay forex may nakamyab hotay hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X