Jald bazi na karain
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2446 Collapse

    agar hum jald bazi karen gay forex trading main to hum es jald bazi ki waja say market main earning kary ki bijaye market main loss kar sakty hay so humay theak say market par focus karna chahiey kyun keh focs karnay say he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2447 Collapse

      jasy teez raftari anjam mout hota hy wasy es ka b agr kia jaey k jald bazi anjam mout to galt nai ho ga forex trading m jald bazi krny sy just loss he hota hy koi profit a earning nai kr skty es leay aram aram sy skon sy trading kia kryn.
      • #2448 Collapse

        thek bat hay aksar log soch samjah nahe kartay ky loss bhi hojay ga galat trade krkay loss kar detay hain jald bazi krtay hain hamesha trade anaylsis krky samajh kr karo jald bazi nuksaan hay
        :p Yes You Can Do :p
        Honesty + Sincerity = Prosperity
        • #2449 Collapse

          Trading men always hamen market ko analyse krna chahiye jab tak hamen trading ka koi acha signal na mille hamen Bilkul bhi order place ni krna chahiye agar ham emotions me aa ker jald bazi lren ge to ham galat decision le ge jis se hamen loss ho jay ga.
          Hamen trading men jaldbazi k bajaye patience se kaam lena chahiye ta k ham market ko achi tarah se anlyse kr saken aur apni planning k motabiq trading kr saken.
          Forex men succes k liye zaruri hai k hamen forex ko planning k sath trade krni chahiye.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #2450 Collapse

            agar hum jald bazi karen gay forex trading main tab hum esmain achi earning nahi kar sakty to humy chahiey keh forex trading main theak say time dainy main faida hota hay aur humay chahiey keh esmain sabar say kam karen jald bazi main humari trading achi nahi hoti to hum he humari trading achi ho sakti hay
            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
            • #2451 Collapse

              g han hamain jald bazi say avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur hamain market main profit hasil karny main bi asani ho saky gi aur greed ko avoid karny k liye bi hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay it is best job
              • #2452 Collapse

                agar hum jald bazi karen gay to es chakar main humay market main loss ka samnakarna parta hay humay chahiey keh esmain sbaar say kam karen kyun keh sabar say kam akrnay main he faida hota hay jald bazi main humay market main earning nahi hoti ulta humay market main loss ka he samna karna parta hay
                • #2453 Collapse

                  g han i am agree with u hmain jaldbazi may trading nahi krni chaiye ya just isko source of profit nahi smjhna chaiye is sy ap better way may training lay skty r apki business skills b increase hun gi r patience sy kaam lay gay r jaldbazi nahi krain gay to aik achi trading r achi skills hasil kr sky gay..
                  • #2454 Collapse

                    agar hum esmain jald bazi karen gay to es chakar main hum market main earn nahi kar sakty kyun keh jald bazi main humay loss he hota hay es business main money management karty huway trading karnay main he faida hota hay aur sabar say kam karna chahiey humay es business main
                    • #2455 Collapse

                      Ji haan bilkul bhi jaldi nahi karne main bhi apna account bahut Baar jaldbazi Karke wash karwa hai Magar is baar main jaldbazi se kaam nahi kar rahi Aur Main is month trading Nahi Ki Main Yahan Par posting kar ke pahle Apna bonus Hasil kar rahi hoon aur jab mere paas Kafi Zyada bonus Aaj aayega uske baad Phir Main Yahan Par trading apni start karungi Is Tarah Se Main achi trading kar sakti hoon original logo ke paas bonus kaam hai unko chahiye ke woh Yahan Par posting Kare aur apne 2 se 3 month ka bonus ikattha kar le aur uske baad Phir trading kare
                      • #2456 Collapse

                        jaldi kam karty hain to kam karna kafi sai ho sakta hay is main boht log kam karty hain hurry say kam karty hain to trade karna kafi sai ho sakta hay humain demo ka use kar kay achy say kam karna ho ga ta kay market main kam karna asan ho ga trends ko follow kar kay market main kam karna asan ho ga
                        • #2457 Collapse

                          Sahe keh rahay ho ap aksar logo ka yeh haal ha k wo baghir daikhay l market ka trend kis tarf ja raha ha aj k din lowest aur highest value kia thi jis currency pair pay wo kaam krtay hain asiay he trade lga detay hain jo un k leay loss ka sabad banti ha so jald bazi say bachain aur thanday dimgh say trading krain. Thanx
                          • #2458 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                            Kayi log forex trade ko sirf or sirf high profit earn kerne ka source samajhte hain or us k liye kisi sahi galat ka bhi nahi sochte or jald bazi main koi bhi faisla ker laite hain so meri sab ko yehi advice hai k relaxed zehan k sath koi naya decision karain.
                            Jee bilkul Hum Jab paper X-Men trading Kare Toh Hona chahiye ke hum Soch Samajh Kar kaam kare aur jaldbazi Na Kare Agar Hum jaldbazi Karenge toh usse kaam trick tarike se nahi kar Payenge aur Hame loss hoga
                            • #2459 Collapse

                              agar hum jald bazi karen gay to es chakar main humay market main earning karnay kay chance nahi milty humay chahiey keh esmain sabar kay sath kam karen kyun keh sabar say kam kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay es busines smain dil lga kar time dainay main he faida hota hay tab he hum safe reh sakty hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2460 Collapse

                                hurry say kam karty hain to market main kam karna kafi risky ho sakta hay so humain active ho kar kay kam karna ho ga ta kay market main kam karna humary liye sai ho sakay humain low risk main kam karna ho ga demo ka use karna humary liye asan ho sakta hay aram say kam karna ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X