Many people say that forex needs luck

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Many people say that forex needs luck
    I also believe that here luk is also very important.I also think that experience is more important.Wer know that Forex is for experience treader.Without any experience you cant be a success treader in forex market
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mene b yeh perception suni hai k luck is important. lekin me kehta hun k yun kehna gfhalat hai, jab luck hamare hath me nhi nahi to us ki bat kar k dil bardashta kiya hona, aap ani planning, strategy or skills par dhiyan rakhien or khub mehnat se trading karein phir profit ho ya loss use luck par chor dein.
    • #3 Collapse

      forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business yeh bilkul ghalat hay kay forex kay business main luck kam atta hay.
      • #4 Collapse

        no doubt forex mai wo he bande kamyab hote hain jin kai pass acha knowledge and experience hota hai lkn mai is baat ko be maanta ho kai luck kai bagair forex kuch be nahi hai. kaya pata chlta hai market values kai kb changes a jaye in mai . saab kuch aap kai luck par depend karta hai guys
        • #5 Collapse

          experiance aur knowledge k bagir ap tradinng bilkul b nahe kar sakty hain luck py depend karna loss karny k baraber ha hamay apni mehnat py depend karna chae ha na k luck py
          • #6 Collapse

            gee bhai hmien apne trading mein luck ke need hote he lakin hmein apne trading mein important hota he keh hm apne trading mein sahih experience se kam krein aur apne trading mein mhnt krein phr hmein apne trading mein sucess milte he
             
            • #7 Collapse

              nahi forex trading ke business mien jo bhi just luck pe depend karta hai to usko is mien just los shi hota hia is liye ap is mien apne losses ko manage karna seekhen.
              • #8 Collapse

                Nahe easa nahe hy forex main luck un k sath diti hai jo hard worker hoty hain our reality ko accept kerta ho our learning proper ker k forex education gain karey our pher loss us ko nahe ho ga
                • #9 Collapse

                  gee bhai forex trading mein luck pr bhorsa krna sahh nhe hota he aur trader ke lie lazme hote he keh woh apne trading mein sahih experinece se kam krien aur apne trading mein mhnt krein aur apne trading ke planing ache krein aur success haisl krein
                   
                  • #10 Collapse

                    Jo log luck par depend kartey hain woh mehnat nahi kartey aur isi waja sey big profit nahi bana saktey. Is business sey acha profit lenay key leye hard work krna parta hy aur luck ki bajaye learning krna parti hy aur practice kr key experience increase krna parta hy. Hamain luck ka wait nahi krna chaheye aur mehnat sey kamyabi hasil krni chaheye.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      sir baat ya ha kay forex ma apko luck say ziada apka expeirnce kam ata ha qk forex ma luck kabi kabi sath deta ha lakin forex ma experince apko har time kam ata ha jis say ap forex ma tarding krky earning bhi kr sakty ha lakin forex ma apko dakh kr tarding krni chahiye tab hi ap forex ma kamiyab ho sakty haa

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X