Theory ya practical experience behter h?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Theory ya practical experience behter h?
    Dosto mn ny ye observe kia h k hum log akser ek hi direction mn lgy rehty hn like kisi ny analyses ki field mn learning jari rakhi hui h to koi just capital ko gi sb kuch samjh rha h. Kuch fundamental ko observe krty hn to kuch sirf aur sirf chart ko hi follow krty hn. Mtlb hum log ek hi circle sy bahir ni jaty jis ki waja humari learning speed ko kafi had tk break lg jati h. Mery khayal mn theory knowledge k sath sath usko practical perform kr k ye bi daikhna chahiey k on ground ye kia/konsa action h aur eski kia importance h q k just read kr leny sy expert ni bn skty aur baghair reading/writing ky hum practical ko samjh ni skty k kis action k kia impact hoty hn. Es ly sb factors pr equal focus krna chahiey q k ek weak points baqi k sb perfect actions ko bi devalue kr deta h. So full mehnat krain ta k future mn ye knowledge/experience helpful ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Theory ya practical experience behter h?

    Mere andaze k mutabiq forex trading me dono kaam me khob improvements honi chaheye aur experience hi level ka hona chaheye. Forex trading me knowledge matlab theory aur practical kaam dono ki khas value hai. Experience k hote howe hamen ghabrana nahi chaheye bulke apne kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhen.Knowledge jitna bhi hasil ho kam hai forex trading me, is waja se jab tak sahi skills aur experience hasil nahi hoti knowledge hasil karna chaheye. Experience k hote howe hamen ghabrana nahi chaheye bulke apne kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhen. Experience hai to forex ka hum sab kuch hasil kar sakte hn aur is buisiness se sahi mano me apna faida ka hosol kar sakte hn. Experience forex trading ka aik aham ansar hai jo hamen apne matloba hadaf tak le k jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Theory ya practical experience behter h?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: AzamFx پيغام ديکھيے
      Dosto mn ny ye observe kia h k hum log akser ek hi direction mn lgy rehty hn like kisi ny analyses ki field mn learning jari rakhi hui h to koi just capital ko gi sb kuch samjh rha h. Kuch fundamental ko observe krty hn to kuch sirf aur sirf chart ko hi follow krty hn. Mtlb hum log ek hi circle sy bahir ni jaty jis ki waja humari learning speed ko kafi had tk break lg jati h. Mery khayal mn theory knowledge k sath sath usko practical perform kr k ye bi daikhna chahiey k on ground ye kia/konsa action h aur eski kia importance h q k just read kr leny sy expert ni bn skty aur baghair reading/writing ky hum practical ko samjh ni skty k kis action k kia impact hoty hn. Es ly sb factors pr equal focus krna chahiey q k ek weak points baqi k sb perfect actions ko bi devalue kr deta h. So full mehnat krain ta k future mn ye knowledge/experience helpful ho
      agar Ham pati ke liye to aur per kam karte Hain to hamen kafi jyada fayda hai chalta hai hamenvaise Hi Kam karna chahie jaise practical hota hai Ham apne kam ko vedar bana sakte hain achcha experience aur accha Lage hamari pahchan hai agar vah hoga to Ham kamyab hote hain mein chitra apni pehchan banani chahie isase hamara network acha hoga Ham kamyab ho sakta ISI tarah mehnat karni chahie apne kam ko thik karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Theory ya practical experience behter h?

        hamy is mai practice karne chahey ta ky hum is mai acha experience hasil kar saky hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum is mai bagar experience ky kam kary gy to hamy is mai acha result nahe hasil ho ga hamy is mai best experience ky sat kam karna chahey ta ky hum is mai acha earning hasil kar saky or apne needs ko pora kar saky yai aik acha karobar hain
        • #5 Collapse

          Re: Theory ya practical experience behter h?

          Forex business mein Jo experience hota hai Karne se hi hota hai aur trading ka experience acha woh hi hota hai Jo hum trading kar kay hasil kartay han woh experience sab se acha experience hota hai aur faida bhi us ka hota hai hum ko forex business mein kaamyaab hone kay leye sekhna zaroori hota hai aur is kay leye practice zaroori hoti hai Jo experience practice se hota hai woh hum ko jab Tak kaam kartay han us ka faida hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Theory ya practical experience behter h?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: AzamFx پيغام ديکھيے
            Dosto mn ny ye observe kia h k hum log akser ek hi direction mn lgy rehty hn like kisi ny analyses ki field mn learning jari rakhi hui h to koi just capital ko gi sb kuch samjh rha h. Kuch fundamental ko observe krty hn to kuch sirf aur sirf chart ko hi follow krty hn. Mtlb hum log ek hi circle sy bahir ni jaty jis ki waja humari learning speed ko kafi had tk break lg jati h. Mery khayal mn theory knowledge k sath sath usko practical perform kr k ye bi daikhna chahiey k on ground ye kia/konsa action h aur eski kia importance h q k just read kr leny sy expert ni bn skty aur baghair reading/writing ky hum practical ko samjh ni skty k kis action k kia impact hoty hn. Es ly sb factors pr equal focus krna chahiey q k ek weak points baqi k sb perfect actions ko bi devalue kr deta h. So full mehnat krain ta k future mn ye knowledge/experience helpful ho
            G Han dear ap ny sai kha hy Humne chahiye ki Humko trading karne ke liye thoda sa experience chahie Agar Ham ismein experience istemal kar kar ko chatting karte hain to Fir Ham bahut hi Achcha Saja Sher kar sakte hain Agar Ham trading may experience Aasan Karte Hain To Ham acchi Adnan kar sakte hain Raksha kam kar sakte hain isliye Humko ismein Achcha Prasad Hasil karne ke liye Achcha experience Hasil karna chahie Agar Hamare bahut acchi Hogi aur Na Lage Hoga hamare pass To Ham acchi trading kar sakte hain aur Humko chahie ki Ham demo per practice Karke FIR real account mein kam Karen To Ham bahut hi Achcha kam Karke acchi karne ka sakte hain Ham ko practis karke ismein kam karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Theory ya practical experience behter h?

              Theory experience se b faid a hota ha Lakin jo ap practically khud krte hei us mein ziyada faida hota ha kion k ap ko Kam krna theak se a jata ha agr ap ko trading k liye practical experience Lena ha to ap only demo use krein yeh ap ko kafi ache treeke se trading krna sekhta ha ap jb b use krien demo ko to yeh he smjhein k ap real Mei trading kr rahe hein tb he ap achi practice le payn ge demo se
              • #8 Collapse

                Re: Theory ya practical experience behter h?

                agar hamare pass experience achha hai to Ham kam vs macha kar lete hain aur ham ismein Kam nahin Ho jaate Jo member ko bhi hamen aasani milati hai to bahut hamare experience ki vajah se hi milati hai aur agaram jitna jyada apne aap ko successful banate hain to hamen ismein kamyabi ho sakti hai aur hamesha hi apne aap ko kamyab samajh sakte hain aur bhi jitna jyada aasan kaam hota rahata hai to hamen bhi paida ho sakta hai aur ham apni soch ko nakam nahin banaa sakte Jo logon Ko kamyabi milegi to sirf unki hi apni galti nahin hoti hai vah sirf achcha kam kar sakte hain lekin hamen achcha kam karne ke liye jitna jyada apne aap ko kam yaha banana hai to Ham banaa Kam nahin Ho sakenge aur hamesha ke liye Hi apne aap ko kam karne ke liye fayda hoga aur ham na kam na hone se bhi kamyab Ho jaenge aur ismein hamari minut ka kam hoga agar Jo logon Ko jyada hi main aata sarkari chahie to vah kar sakte hain aur unko aasani hasil ho sakti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Theory ya practical experience behter h?

                  Trading k work ki karny k liyea thory bhi zarori ha or practical experience ka bhi hona zarori ha agar in dono chezon main sa aik bhi miss ho jata ha tu phir trading k work main kamyabi nahi Bal k nakami milti ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Theory ya practical experience behter h?

                    Assalamualaikum dear...theoretical or practical dono experiences ki importance ha forex mein.......first of all forex ko smjny k liye theoretical experience zaruri ha jb theoretically knwldge ajata ha TB usko practically apply krny ki Bari ati ha or trade lgany k liye practical experience hona zaruri ha ...jitii zyada practice hogi itny hi best way me trade lgyi ja sky hi...isliye beginners ko chiye k dono levels k experience or focus kren or day by day increase kren experience ta k kamyabi hasil kr sken
                    • #11 Collapse

                      Re: Theory ya practical experience behter h?

                      Gee bhai forex trading me dono kaam me khob improvements honi chaheye aur experience hi level ka hona chaheye. Forex trading me knowledge matlab theory aur practical kaam dono ki khas value hai. Experience k hote howe hamen ghabrana nahi chaheye bulke apne kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhen.Knowledge jitna bhi hasil ho kam hai forex trading me, is waja se jab tak sahi skills aur experience hasil nahi hoti knowledge hasil karna chaheye. Experience k hote howe hamen ghabrana nahi chaheye bulke apne kaam jari rakhen aur kamyabi ki umeed rakhen. Experience hai to forex ka hum sab kuch hasil kar sakte hn aur is buisiness se sahi mano me apna faida ka hosol kar sakte hn. Experience forex trading ka aik aham ansar hai jo hamen apne matloba hadaf tak le k jata ha experience se b faid a hota ha Lakin jo ap practically khud krte hei us mein ziyada faida hota ha kion k ap ko Kam krna theak se a jata ha agr ap ko trading k liye practical experience Lena ha to ap only demo use krein yeh ap ko kafi ache treeke se trading krna sekhta ha ap jb b use krien demo ko to yeh he smjhein k ap real Mei trading kr rahe hein tb he ap achi practice le payn ge demo se.......S
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Theory ya practical experience behter h?

                        mery mind k mutabik forex trading mein practical hona bhot zaroori hai... is business mein aagy sirf wohi insan ja sakta hai jis k pas experience zada ho... or experience sirf practice karny sy hi aata hai... isliye is mein expert hony k liye practically tor par zada acha hona parta hai..........
                        • #13 Collapse

                          Re: Theory ya practical experience behter h?

                          Dono he bahut ahim han theory or practical ye dono 1 sath chaty han tabhe ap kamyab hoty han lakin phely ap ko theory ko comlete karna ho ga is ka bad ap ka parctical shuru hoty han jo ka ap lamy arsy tak karny party han jasy jasy ap agy jaty jaen ga ap ka exprince bharta jaye ga islye dono par tawajo den
                          • #14 Collapse

                            Re: Theory ya practical experience behter h?

                            kuch log aise hote Hain Jo ek Hi direction mein kam karte rahte hain vah chhori aur knowledge ki taraf focus nahin karte Jani ke kuchh log analysis ke upar focus karte hain aur kuchh log chat ke upar Lage rahte hain hamen aisa nahin karna chahie balke hamen tamam jivan ko sath lekar Jana chahie hamen samajhna chahie knowledge green karna chahie uske bad jab Ham achcha kam karke acchi karne ke layak ho jaate Hain isliye jaruri hai ki Ham achcha kam Karenaur theory ko bhi Ham sath lekar jale jis tarah Ham theory ko samajh Kar ismein kam karenge ISI hisab se hamen bhi achcha mil jaega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Theory ya practical experience behter h?

                              Blkul Apkii bt thk h , agr mein apne observation kii bt krun tu mein ne apne life mein ye Sumhja h k theory se ziayda important practical h agr apka practical masha ALLAH sahe h tu ap successful hn , percentage mein dekha jae tu theory ko 45% importance h jb k practical ko 55%.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X