Trading kertay huay darna nahi chaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kertay huay darna nahi chaiye
    Forex trading aik aisa bahtreen online business hai jiss mai market ki movement trader kay saamnay ho rahi hoti hain. Uss kay saath saath her movement ka record bhi time frames kay hisaab say he mojud bhi hota hai. Koi bhi trader kisi bhi chart ko open ker kay live currently movement bhi daikh sakta hai aur pichli saari movement kay trends bhi daikh sakta hai. Account mai her qisam kay option jo trading ko mehfuz banatay hain woh bhi mojud hotay hain jinn say traders ko safety milti hai. Iss liye kabhi trading kertay huay darna nahi chaiye. Jo traders darr darr kay trading kertay hai woh ghaltiaa kertay hain ya phir achi trades ko miss ker laitay hain. Trading mai risk ko mange ker kay chances lainay say he kaamyabi milti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kertay huay darna nahi chaiye

    اصل پيغام ارسال کردہ از: deltashot پيغام ديکھيے

    agar aap trading karte Hain to aap ko darna nahin chahie kyunki trading hi sabko chatting mein hamen kafi jyada paida hota hai aap apni trading co kanta nahin kar sakte hain se darne ki Koi bhi jarurat nahin Agra mehnat kar diya aapne network ko theek tarah se chalate Hain to aap ek na ek din bhi kamyab hote hain chitra hai mehnat karni chahie jiski wajah se Ham kamyab
    • #3 Collapse

      Re: Trading kertay huay darna nahi chaiye

      g tk kaha h ap ny hm ko treading time daqrna ni chahaiy kuk dar sy insan ka confidence khtm ho jata h hm ko khd py yakin rak k r analases k st tread kar k take profit r stop loss laga k satisfied rahna chahaiy hm ko soch samj k st kam karna chahaiy agar hmara analases galat hta ha hmy loss hta ha hmy loss sy sikhna chahaiy ghbrana ni cahhaiy
      • #4 Collapse

        Re: Trading kertay huay darna nahi chaiye

        ap nay bht achi bat ki hay k ager hum trading confuse ho k kerty hain tu is se humain bht baray loss ko face kerna parta hay ager hum pori tarh se relux ho k trading kerty ahin tu fresh mind se ki gai trade se humain bht bara profitr ho sakta hay jub hbhi hum koi trading order open karein tu humain profit ka aik target set ker laina chahiy jis se pahly humain apni trade ko close nhi kerna chahiy is se humain bht ziada faida ho sakta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Trading kertay huay darna nahi chaiye

          Han g jnb bahut achi baat ki hai ap ny k Tradinh k lagty waqat drna ni chahey balkh samjhdari aour dalairy sy trade lagani chahey ,,,,,

          Jaisa k aik mashoore qahawat hai k jo """"""""dar giya wo mar giya"""""""

          Isi liay insan dar ki waja sy hi aksar ghalat trade lga daita hai jis sy wo phans jata hai ,,,,,

          Dar waly factor ko apny ander sy door phaink dain pher kamyabe hn gy ap inshallah....
          • #6 Collapse

            Re: Trading kertay huay darna nahi chaiye

            tReading karte hue Darna Nahin chahie balke apni trading co confidence ke sath start karna chahie aapko Jab Bhi reading karne mein koi confusion ho to use Waqt aapko apni trading start Nahin Karni chahie bulk aapko acchi Tarah Se market ko check kar lena chahie Jab aap market ke movement ko acchi Tarah se confirm kar le aur use main aapko Kisi Kisam ki confusion aur tension Na Ho To tab hi market Mein Apne red open karta hai ki aap apne trade ko lagate Waqt Kisi Ki Kadar na ho balki aap apne self-confidence ke tar per apni date ko open karke use machi kamyabi Hasil kar len market Mein Jab Bhi trading start karen to use Waqt aapko trading karte waqt Darna Nahin chahie balke confidence ke sath Apna work start karna chahie confidence ke jariya se market Mein Apne work equality ko best banaa sake aur Market Se Achcha bonus bhi Hasil kar sake
            • #7 Collapse

              Re: Trading kertay huay darna nahi chaiye

              اصل پيغام ارسال کردہ از: deltashot پيغام ديکھيے
              Forex trading aik aisa bahtreen online business hai jiss mai market ki movement trader kay saamnay ho rahi hoti hain. Uss kay saath saath her movement ka record bhi time frames kay hisaab say he mojud bhi hota hai. Koi bhi trader kisi bhi chart ko open ker kay live currently movement bhi daikh sakta hai aur pichli saari movement kay trends bhi daikh sakta hai. Account mai her qisam kay option jo trading ko mehfuz banatay hain woh bhi mojud hotay hain jinn say traders ko safety milti hai. Iss liye kabhi trading kertay huay darna nahi chaiye. Jo traders darr darr kay trading kertay hai woh ghaltiaa kertay hain ya phir achi trades ko miss ker laitay hain. Trading mai risk ko mange ker kay chances lainay say he kaamyabi milti hai
              Hamesha is Baat Ko Yad rakhen Ke Jab Bhi aapko e-trade lagaen To Darna nahin hai agar aap darte darte trade lagayenge to aapko profit Hasil Nahin Ho sakega Kyunki Jab Bhi aapki trade loss Mein Janna Shuru Hogi to aap apni trade ko close kar denge isliye Darna Nahin chahie
              • #8 Collapse

                Re: Trading kertay huay darna nahi chaiye

                G dost hame apne andar se dar ko nikal dena chahiye kiu ke ye dar hame bohat si cheeze nahi karne deta aur is ki wajah se kamiyabi nahi milty axhi trend mai trading kar saky or yaha par benifit bana saky forex mai ap ko jin batto ka notice lyna chahyay un pr focus rkhna bhi must hy ap ky liyay.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kertay huay darna nahi chaiye

                  hamy is mai confidence sy trading karne chahey ta ky hum is mai sahe trade laga saky agar hum is mai over confidence sy trade lagay gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey ta ky hum is ma agy bar saky hamy loss mai jany wale trade ko close kar dyna chahey
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kertay huay darna nahi chaiye

                    Han g bilkul Forex trading pe ap blindly believe Kr skty hen is ma ksi b trading ka koi b ksi transection ka koi Dhaka chupa treeqa nahi h is lia ap blindly believe Kr skty hen baqi sb dusry fields ki nisbat
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kertay huay darna nahi chaiye

                      Bilkul dar ke kam karne se acha ha ke ap kam he na karo kiu ke risk lena parta ha aur agar ap daro ge to risk kese le sako ge slye humain chahye kay practice kartay rahain aur earning bhi kartay rahain.ta k andaza ho jay or ap ki bat bhe theek hy k trading ki learning jari rakhni chahiay beshak sath sath live trading bhe kar rahy hoon
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kertay huay darna nahi chaiye

                        hamen brave hoga trading karni chahie gana bilkul nahin chahie Jo log darte hue trade karte hain vah hamesha anupshahar uthate Hain isliye jaruri hai ki apni motion per control lakhimpur hokar trade trade lagaen aur acchi income hasil Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading kertay huay darna nahi chaiye

                          forex trading main kam kartay huay kabhi bhi ghabrana nahi chahiay albatta ehtyad ko malhooz e khatir rakhna chahiay.forex waisay to mohtaat ho k kia janay wala kam hai lakin jahan khof aa jae waha koi kam nahi kia ja sakta negativity se mukammal tor par
                          bachna chahiay or ehtyat se forex trading krni chahiay.kabhi kabhi be ehtyati ki waja se loss bhi ho jata hai.pr kabhi aisay mwaqa bhi aatay hain k jab hum moqa se faida utha saktay hain pr khof ki waja se hum us moqa se faida nahi utha patay is liay khof ko apnay
                          qareeb bhi nahi phutknay dena chahiay.be khof ho k trading krni chahiay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading kertay huay darna nahi chaiye

                            Dear friend tradinv us waqt shuru karain jab ap samajhai ka trade kad saktay hain trading main ap ko emotions ko control main rakhna hota hai hamesha expectations say kam karain confidence rahain aur apnay decision par qaim rahain sabr say kam karain jald bazi ya lalch nab karain dar k kabhj kam nah karain balqa bahadari say kam karain aur acha profit hasil karain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading kertay huay darna nahi chaiye

                              G han dear forex members trading krte hue drna nahi chahye blke hisle ke sath kam krna chahye. Agar hum loss se dsr kr trsding nahi lgaen gy to hmen experience kabi bi nahi hasil hoga aur hum is dar se na to trade lgaen gy aur na hi profit gun kr payen gy is lye trading krte hue hmen drna nahi chahye.
                              Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X