Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay
    Forex market ko agar ham kesi be technique ka use kar key es ko understand kar len gey to hamary orders loss me nahi ja sakty hey, hamy technical aur economic news se market ko samjny ki aur es ki movement par nazar be rakna ho gi agar ham ye kam achy tareeqy se kar saken gey to market ko samjna hamary ley asaan ho ja jes ka benefit hamy ye hasil ho jata hay key ham trading me loss nahi kar saken gey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay

    Forex Trading me market ka samajhna bohut aham hn aur apki baat bhi bulkul thek hai k Forex trading me agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay.Market news pe nazar rakhna bohut bari khobi hai. Market news hi aksar awqat hamare analysis ko nakam banati hai. Is ki waja se forex trading me bohut zyada taghayur peda hota hai. Forex trading k commodities to sare ka sara market news k zere asar hota hai. Aur is me market me changing ki waja se bohut values apni position tabdeel kar deti hai. Agar market news k sath hamare analysis bhi itefaq kar jaye to is se hamen bohut zyada faida mel jata hai aur hamara target bohutvjald achieve ho jate hen. Mehnat se agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Forex market ko agar ham kesi be technique ka use kar key es ko understand kar len gey to hamary orders loss me nahi ja sakty hey, hamy technical aur economic news se market ko samjny ki aur es ki movement par nazar be rakna ho gi agar ham ye kam achy tareeqy se kar saken gey to market ko samjna hamary ley asaan ho ja jes ka benefit hamy ye hasil ho jata hay key ham trading me loss nahi kar saken gey.
      G haan aapki baat bilkul sahi hai ziadatar member market ko samajh hi nahin paate aur vah usmein trade open kar lete hain jiski vajah se usko loss ho jata hai iski mian bataiye hoti hai chemtrade open karne mein jaldbazi karte Hain agar Ham sabar ke sath kam Karen aur market ko sahi tarike se study Karen aur signal indicators ko istemal karne ke bad analysis Karen to hamen trading mein kabhi bhi loss nahin hoga aur ham ismein profit hasil karenge.
      • #4 Collapse

        Re: Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay

        Yes dear Agar forex market ko samajhne ke bad aur practice karne ke bad kam start karen To Hamen fayda hoga Forex trading mein maximum traders Jo new beginners Hote Hain wo loss Karke is market Ko Chor Dety Hain iski Wajah Yahi hoti hai k wo less knowledge aur Less practice ki wajah se loss kar dete Hain Agar real account per trading Se Pahle acchi Tarah learning Hasil ki Jaaye aur demo account ki practice ki Jaaye Uske bad real account per kam kiya jaaye to kamyabi milegi Jab Bhi forex market Mein Koi trade place karni ho to market ko different angle se analysis Karyn apni trading strategy ke mutabik technical aur fundamental analysis Karen Uske bad trade lagaen aur trade Lagate Waqt ek baat Ka Khyal rakhen lot size Apne account ki accordingly select Karen over trading na Karen aur Har trade mein stop loss ka use must Karen agar aap Is Tarah Soch samajhkar trading Karenge to aapko loss kam hoga aur profit Jyada hoga
        • #5 Collapse

          Re: Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay

          Dear friend forex trading men loss business ka hissa hey iss liay loss se bachna namumkin hey kiun k iss men experts ko bhi loss ho jata hey iss liay agar pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir fresh aur cool mind k sath soch samaj kar trading karen tu loss kam aur profit ziyada hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay

            g han bilkul ager apko market k bary ma understanding hogi to he to ap market ma win kar sakty ho ager ap ko pata hi nhi ha k market ma kam karna kaise ha to ap us ma earning kaise karo gy ap to loss kar do gy.
            • #7 Collapse

              Re: Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay

              Forex trading mn kamyab hony k ly ye bht zaruri h k pehly esko achi trh sanmjha jay k es business mn kamyabi k ly kia requirements hn aur wo kon sy sources hn jahan sy help milti h. Jo jo bad factors hn unko kaisy decrease krna hota h. Practical experience ki bht zayada value h to knowledge k sath sath usko bi zarur time dena ho ga ta k hr tip/strategy verified ho. Phir ja kr humain trading mn profit mily ga
              • #8 Collapse

                Re: Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Forex market ko agar ham kesi be technique ka use kar key es ko understand kar len gey to hamary orders loss me nahi ja sakty hey, hamy technical aur economic news se market ko samjny ki aur es ki movement par nazar be rakna ho gi agar ham ye kam achy tareeqy se kar saken gey to market ko samjna hamary ley asaan ho ja jes ka benefit hamy ye hasil ho jata hay key ham trading me loss nahi kar saken gey.
                Ji han bhai aapane theek Kaha Agar market ko understand Kar Le To Hamen kabhi bhi loss Nahin ho sakta Kyunki hamare pass market ke bare mein information on Knowledge Hoga Jiski vajah se Ham apni trade Soch Samajh Ke lagaenge aur Hamen profit hi Hasil hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay

                  Thek kaha agar ham log market ko achy tarha se understand kar jaye gy aur experience gain kare ge to loss se bach sake ge apni har zaorrat ko pora kar skaty hain aur learning karni ho gi tab hi hum real main achy say trade karny main bi koi mushkil na ho ga ta k loss kam ho saky ga ta k hamain is forex main fadia ho saky ga ta k loss kam h o skay ga it is best
                  • #10 Collapse

                    Re: Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay

                    Han g bilkul thk kaha agr Hume forex trading ki terms and conditions Kr techniques smj ma ajein or hum focus ho kr kam krein to Hume ksi b kism ka koi nuqsan nahi ho ga ksi b loss ki koi gunjaish nahi h is lia phky apna mind set clear Kr lein hr trha ki information complete Kr lein apko koi mushkil nahi ho gi or then ap blindly rely kr skty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay

                      g han ager market ko samej ker trading ki jai to loss se bech sakte hen is liye market per nazer rekhni chahye jb tak ap is kaam ko sahe traha kr nhn sakhte hai aur ap ke results regular hone chahye otherwise ap ko apni practice ko continue rakhna chahye aur demo account ka use ap har kism ki practice ke lye easily way mein istemal kr sakhte hai ap ka kisi bi kism ka real loss nhn hota hai is mein
                      • #12 Collapse

                        Re: Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay

                        g han market ko under stand keren ge to hi achi or kamyab trading ker saken ge or loss se bi bech sakte hen jb aik bar practice ki jati he to os ky bad zaroort he nahe parti he mgr work to karna prta he must es keye ky ham jb tak market me bety gy nahe ham ko pata nahe chaly ga k kam market me kis tra krna he
                        • #13 Collapse

                          Re: Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay

                          agar forex trading main kaaam karna hain tu demo account main kaam karna hoga demo account main regular learning karni hoti hain demo account main he kamyabi mil jat ihian demo account main hard work kar k experience ko improve kare loss hota hain tu experience nhe hota hian learning strong nhe hoti hain is liye big loss ho jata hian agr har traders learning ko incrrsss kare experience ko demo account say hasil kare tu best earning ho jygi
                          • #14 Collapse

                            Re: Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay

                            Assalamu Alaikum Forex friends ji han market ko proper tarike se understand kar len to aapko loss ke chances bahut jyada kam ho Jate Hain agar aap market Mein full knowledge Hasil karen to aapko kam se kam nuksan hone ka andesha hai isliye Hamen market ko proper tarike se uski movement ko Dekhte hue is per analysis karte hue hi Hamen Forex per kam karna chahie trade Lagani chahie tha ki Hamen loss ke chances bhi bahut kam ho aapko trading se related Tamam skills ko apply karte hue hi trade Mein kam karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Agar market ko understand kia jaye to loss nahi ho sakta hay

                              Dear frienx forex pr mehnat j baad ap ko jb bonus milay to ap ko isay waste nahi karna chaiya balka us say profit gain karna chaiya us k liay safe trading karain pahlay apnay account build up karai us kay baad trade lagain pahlay trding seekian trading seekhnay k liay ziada time demo accoung pr sp3nd karain us k baad real accoung use karain trade laganay say pahlay market koanalysis karain us k baad apnay experience aur Learning ko mad e nazar rakhtay hua apnay best knk mjtabiq trade lagain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X