Trading main Stop loss ka faida.??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main Stop loss ka faida.??
    Dear member.
    Stop loss ham q use karty hain .
    Dear jab ham new members both hain or trading practice party hain tu ham ko stop loss
    Is literally lagaty hain. K agr hamari trade loss main agr jati hai tu jo stop loss ham nay select kia hota hai .
    WO loss jesy he pora hota hy. Tu hamara trade close ho jata hy. Or mezeed loss say ham bach jatay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading main Stop loss ka faida.??

    Hamster Plus is vajah se use karte hain ki Jab Ham trade Karte Hain To Ham log se bachne ke liye stop-loss karte hain jaise Ham Chahte Hain Ki Hamari trade acchi ho aur ham Achcha profit Hasil Ho Star Plus karna bahut hi Jaruri hota hai Kyunki Jin Logon ke pass experience Nahin Hota ya FIR vah Apne kam ko theek Tarah Se Nahin Karte unke liye yah bahut jaruri hai ki vah Star Plus Karen aur stop plus se Sabak
    • #3 Collapse

      Re: Trading main Stop loss ka faida.??

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mona123 پيغام ديکھيے
      Dear member.
      Stop loss ham q use karty hain .
      Dear jab ham new members both hain or trading practice party hain tu ham ko stop loss
      Is literally lagaty hain. K agr hamari trade loss main agr jati hai tu jo stop loss ham nay select kia hota hai .
      WO loss jesy he pora hota hy. Tu hamara trade close ho jata hy. Or mezeed loss say ham bach jatay hain.
      Dear Ham Jab forex market again the trading Karte Hain To koi bhi trader hundred percent decorate Nahin Hota isliye Har trader ko chahie ki vah market ke advertisement ke liye apne aap ko mentally prepare Rakhe aur uske liye large me Kuch Aise tools use Karen ki agar Jab market adverse moment Karen uski vajah Se Usko loss Na Ho sabse best Mal Hamara advertisement market ki Liye stop-loss Hai Jo Hamare Anil expected losses ko minimise karta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading main Stop loss ka faida.??

        Trading mn stop loss ka bahut ziada faida hota hy juniors ko
        Q k seniors to stop loss lgaty hi nhi hn lekin juniors ko ziada nuqsan se bchne k liye stop loss lgana chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Trading main Stop loss ka faida.??

          Ap nay sub sahi faida batye hain . Stop loss ka ye bara faida ye bhi hain k stop loss ap ko zayda bary loss say bachata hain stop loss account ko wash nahi honay dyta or stop loss use kar k itna loss dyta hain jo small capital account bardast kar sky or account k capital ko safe rahky . Laken stop loss use karny set karny k liay bhi zaruri hain k money management kary.
          • #6 Collapse

            Re: Trading main Stop loss ka faida.??

            Asalam o alikum dear member
            Trading ma stop loss ka bht faida hm agr loss ho rha ha ho trading ma tu hn stop loss lga kr Issy Bach skty hn is liye hmin chye ka jb b trading krain tu inky rules ko lazmi follow krain tb e hn is ma kamyab hsjty hn or acha profit hasil krskty jitnu zaida mehnat krain gy hmin itna e zaida profit mily ga is liye rules ko lazmi follow krna hga
            • #7 Collapse

              Re: Trading main Stop loss ka faida.??

              Dear brother forex trading men loss stop loss hamaray account ki safety k liay hota hey kiun k iss men stop loss ko use kar k loss ko aik jaga fix kar letey hen iss liay bara loss nhi hota iss liay account bhi safe rahta hey lekin koshish karen k apnay balance k hisab se 30 percent se ziyada stop loss ki limit ko set nah karen
              • #8 Collapse

                Re: Trading main Stop loss ka faida.??

                hamy trade lagany sy pahly is mai stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hain hamy is ko kabe be ignore nahe karna chahey hamy market ko achy sy learn kar ky kam karna chahey hamy is mai best experience or knowledge sy kam karna chahe yai aik asa karobar hai jo ky usa or china jasy bary bary mumlik mai be pahl cuka hai hum is ma live kam karty ha
                • #9 Collapse

                  Re: Trading main Stop loss ka faida.??

                  gee han dear app nain acha sawal kia hai hamain forex main roles ko follow karin gy tohe hum is main kamyab hon gay forex aik best online business hai hamain forex main acha kam karin gy tohe hum is main kamyab hon gay forex main sl lagana say hamara account safe rahta hai hamain forex main tp or sl laga kar kam krain gay to he hum is main kamyab hon gay forex main acha kma karin gay to he hum is main kamyab hon gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading main Stop loss ka faida.??

                    Trading k work main stop loss ka faida ya ha k ham Kahan Tak apna loss bardasht kar sakty Hain wahan Tak stop loss laga kar trade ko close karna hota ha ya bohat hi acha option ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading main Stop loss ka faida.??

                      Asslam o aikum agr ham trading ma kmyab hona chhaty han to hmay trading krty howy stop loss lga lena chhaiy q k stop loss lgany sy aik to ham loss sy bach jay gy or dosra hmara account bhi save rhy ga isi liay hmay chhaiy k trading krty howy stop loss ko zror use kry
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading main Stop loss ka faida.??

                        hamain is k bary main practice karni h gi tab hi hum loss say bach sakty hain aur stop loss ko use kar k hi hum loss ko cover kar sakty ahin so hamain chahye is k bary main enter hony say pahly is k bary main earn karny main bi koi prblm na ho saky gi so hamain chahy is k bary main anlayse karni ho gi tab hi hum run karin gay ta k loss km ho sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading main Stop loss ka faida.??

                          Agar aap Forex trading karte hue stop loss ko use Karenge agr ap dheke Stop loss Jo trader use karte hain vah kabhi bhi last Kasana Nahin Karte isliye Hamesha Stop loss ka use Kya Karen Jo Forex ke rules ko follow karte hain aur acchi experience knowledge ke sath kam karte hain bhaiya aage badhate hain isliye Forex Mein Stop loss main use Kya Karen Kyunki is AAP class kam hota hai jo Los se learning karte hain bhai yah Kshetra Ada Hote Hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading main Stop loss ka faida.??

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: muhammadnoumanraza300
                            Expert traders hamesha apni har trade me stop loss lazmi use karte hain kyun ke stop loss ka bohat faida he is se ham ko sirf required loss hota hai aur account wash hony se bach jata hai.
                            bhai acha stop loss lagao gy tu woh us kay hit honay kay chances kam hoty hain. zarori nahi jab jab ap stop loss lagao gy woh hit ho . ap ko ager aisa lag raha hai ap ka stop loss zaida hit ho raha hai tu ap kay analysis theek nahi ap ko apni learning, practice or strategy mai major changes karny ki zarorat hai. jab tak ap aisa nahi karain gy tu ap bar bar es mai fail hoty rahain gy.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X