Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.
    Forex mai agar hum sahi proper kaam karein or sahi analysis kar k trade lein or money management or risk management ko pora follow karein to humy profit kam hoga lekin loss bhi kam hoga. Agar hum zeyada profit chahty hain account k hisab sy to hum bari lot or overtrading karengy jo k lalach k nishani hai. Lalach mai insan tention mai bhi ho jata hai jis sy or bhi loss hony lag jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

    Lalach hamare delo ko kamzor kr deta hai forex trading me is ka hamen koi bhi faida nahi melta sewaye nuqsan k. Aur lalach se hamaen har sorat me door hona chaheye. is ka nuqsan bhi itna bara hota hai k maximum account lalach ki waja se hi wash ho jate hn.apki baat bulkul thek hai k Forex trading over trading lalach lka natiza hoti hai. Over trading karna forex me hamare leye kisi lalach se kam nahi aur is se hum apne account se hath dho tak beth jate hn. Over trading se forex me hamara apna account ksis khas kabil nahi rehta aur is se hamen bohut hi ziada nuqsan uthna par jata hai. Forex trading me over trading se bachne k leye hamen apne account ka leverage bohut ziada kam rakhna chaheye, takeh hum apne account se sahi manon me asal faida hasil kar len aur kam leverage k waja se hum over-trading jase bemari se mehfoz reh saken.
    • #3 Collapse

      Re: Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

      ha ye sab se bari galti hai apni ak tu market jab move karti hai zeyda tu ham bhokhla jati hai aur baar baar order lagaty hai aur small profit lente hai lekin order galtlag jae tu es ko zeyda loss pe close karte hai aur baaz loos tu es mai volumebe zeyda laga dete hai aur jis se loos hota hai bs es ko control karo k jab market zeyda volatile ho tu ap es mai kam he trading kare save raho bs
      • #4 Collapse

        Re: Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

        dear friend forex trading mn lalach sa aksr nuksan he hota ha keun k forex trading mn jo log ziada profit k lalach mn over trading krtay hn sur baghsir sochay smjhay trade mn big lot size use krtay hn to jb unki trade loss mn jati ha to jald he account bhi wash ho jata ha
        • #5 Collapse

          Re: Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

          Lalach hamare delo ko kamzor kr deta hai foreign exchange buying and selling me is ka hamen koi bhi faida nahi melta sewaye nuqsan k. Aur lalach se hamaen har sorat me door hona chaheye. is ka nuqsan bhi itna bara hota hai ok most account lalach ki waja se hello wash ho jate hn.apki baat bulkul thek hai okay Forex buying and selling over buying and selling lalach lka natiza hoti hai. Over buying and selling karna foreign exchange me hamare leye kisi lalach se kam nahi aur is se hum apne account se hath dho tak beth jate hn. Over buying and selling se foreign exchange me hamara apna account ksis khas kabil nahi rehta aur is se hamen bohut hello ziada nuqsan uthna par jata hai. Forex buying and selling me over buying and selling se bachne okay leye hamen apne account ka leverage bohut ziada kam rakhna chaheye, takeh hum apne account se sahi manon me asal faida hasil kar len aur kam leverage ok waja se hum over-trading jase bemari se mehfoz reh saken.
          • #6 Collapse

            Re: Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

            ein lalich belkul bhe ni karni chihay tab he ham log frex say bohut ache earning hasell kar saktay hein ye aik bohut acha online business hey jes mein ham lg khob mehnaat say kaam kar kay boht ache earning hasell kar saktay hein forex mein hamen nline ho kar kaam kar
            • #7 Collapse

              Re: Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

              Assalam Walekum bhai ham Aksar Yahi Galti Karte Hain Ki Ham aur trading Karte Hain aur aur aur trading se Hamen nuksan Hota Hai. Sabse pahle Forex rules follow karne chahie. Hamen technical analysis karne chahie fundamental analysis Karni chahie money management plan follow karna chahie risk management plan follow karna chahie. Aur Hamen small lots Lene chahie. Thanks to all follow the rules
              • #8 Collapse

                Re: Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

                Yes dear forex trading mein jo trader lalach karty hain wo loss he karty hain because lalach mein aa kar hamesha traders bari lot laga lety hain aur money management nahi karty over trading karty hain tu ap ko main ye batana chahta hon k ap forex market mein jab bhi tarde open karyn tu analysis karny k bad he open karyn aur apny emotions aur greed par full control karyn tab ap apna account safe rakh sakty hain because ye aik online market hai aur is mein ap ko market k analysis aur movement par focus kar k trading karni chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

                  G han bilkul forex trading me is ka hamen koi bhi faida nahi melta sewaye nuqsan k. Aur lalach se hamaen har sorat me door hona chaheye. is ka nuqsan bhi itna bara hota hai k maximum account lalach ki waja se hi wash ho jate hn.apki baat bulkul thek hai k Forex trading over trading lalach lka natiza hoti hai. Over trading karna forex me hamare leye kisi lalach se kam nahi aur is se hum apne account se hath dho tak beth jate hn. Over trading se forex me hamara apna account ksis khas kabil nahi rehta aur is se hamen bohut hi ziada nuqsan uthna par jata hai. Forex trading me over trading se bachne k leye hamen apne account ka leverage bohut ziada kam rakhna chaheye, takeh hum apne account se sahi manon me asal faida hasil kar len aur kam leverage k waja se hum over-trading jase bemari se mehfoz reh saken trading Karte Hain aur aur aur trading se Hamen nuksan Hota Hai. Sabse pahle Forex rules follow karne chahie. Hamen technical analysis karne chahie fundamental analysis Karni chahie money management plan follow karna chahie risk management plan follow karna chahie. Aur Hamen small lots Lene chahie. Thanks to all follow the rules.....A
                  ​"Try try again until you succeed"
                  • #10 Collapse

                    Re: Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

                    Over excitement or overconfident Hona Hamesha kam ko kharab karte hain. Hamesha limit Mera kar Soch Samajh Ke akalmand Insan Ki Tarah Vista kam se kam Karen Ho se kam Karen kabhi bhi jazbati. Hokar lalach Mein Aakar kam na Karen Hamesha nuksan uthaenge is better hai ki aap Pur School hokar Apna mind set Karke prepare hokar mentally FIR kam, Karen intelligence bahut behtarin overconfident hone se Soch samajh ke kam Karen battery MAH Mein kam Karen Taki best results aapko optimal results Milenge Hamesha reasonable working Karen overconfident Kabhi Na Ho Soch Samajh Ke planning ke sath Kiya Gaya kam Hamesha aapko profit karwata Hai Best earning deta hai tu soche usko follow Karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

                      Forex mein jo trader over trading Karti Hain Aur lalach Mein Aakar market mein jyada risk Lete Hain vah Kabhi Bhi Kamyab Nahin Hote Kamyab hone ke liye Hamen words mein jyada Se Jyada risk ko manage Karne Ka Tarika Aana chahie Jitna Jyada Ham risk ko manage Karenge Aur lalach Ko avoid karte hue Forex trading business Mein kam Karenge Ham Kamyab Ho Jaenge Hamari earning Hamare confidence aur Hamare struggle per focus Karti Hai Hamen Jitna Jyada focus Karenge aur lalach covid Karenge Ham Kamyab Ho jaenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: AbdulBasit421 پيغام ديکھيے
                        Forex mai agar hum sahi proper kaam karein or sahi analysis kar k trade lein or money management or risk management ko pora follow karein to humy profit kam hoga lekin loss bhi kam hoga. Agar hum zeyada profit chahty hain account k hisab sy to hum bari lot or overtrading karengy jo k lalach k nishani hai. Lalach mai insan tention mai bhi ho jata hai jis sy or bhi loss hony lag jata hai
                        Yes friend forex market me jo treader trrad aik he waqt me open karte he aur ya zayada lot ke sat market me treasing karte he ye treDer market me lalachbkarre he aur zayada earning ke lalach me ye treader zYada loss kar lete he is waja se kisi be business lalach nahi karni chaya aur soch samaj ke sat kam karni chaya
                        • #13 Collapse

                          Re: Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

                          forum main practice karni h gi tab hi hum run karein gay so hamain is k bary main grhr main beth k hi hum acha earn karny k kabil ho sakty hain but hamain cahye is k bary main entr hony say pahly is k bary main practice karn ho gi tab i hum loss say bach sakty hain but hamain emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum real main kam kar sakty hain but hamain chahye is k bary main earn karien gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

                            Assalamu Alaikum Jab aap lalach karte hain to are properly men market ko analyse Nahin Karte aur na hi Apne equity aur apne experience ko Samne rakhte Hain balki Kauwa trading karte hain aur Badi Laut Lagane Ki Koshish karte hain Taki aap jald se jald Amir Ho jaen lekin Agar Ek bhi lot size galat lagta hai aapke in experience ki vajah se to aap ko bahut bada nuksan ho sakta hai aur aap ki sari investment Ja sakti hai hai isliye Hamesha Kahate Hain ki overtrading se bacche aur lalach na Karen aur Chhoti lot size ke andar trading Karen tar ke Agar aapko loss Hogi Sahi to Aapka pura account wash Na Ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lalach mai overtrading or bari lot lagti hai.

                              hamy lalch ko katam kar ky kam karna chahey ta ky hum is mai kamyabe hasil kar saky yai aik asa karobar hia jo ky usa or china jasy bary bary mumlik main be pahl cuka hai hum is mai jitna be kam karty ha yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hum is ko apa life time career be bana sakty hai hum is mai din mai be kam kar sakty hai or hum is mai rat mai be kam kar sakty hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X