Jald bazi+ Over confidence = total loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jald bazi+ Over confidence = total loss
    Asalam O Alaikum.
    Aj ma kuch points btany ja rhi hun jis say loss hota hai or un say bach k raha jye to hum nuqsan say or loss say bach sakty hein
    1. Jald bazi
    Boht say log trade lagny ma jald bazi krty hein or trade close krny m b jald bazi krty hein jis say loss hota hai. Is liye hamisha phly analysis kr k phr trade lagani chahiye .
    2. Over confidence
    Over confidence asi cheez hai jis say insan ma garoor aajata hai is kiye agr humry pasa koi acha knowledge hai to usko achy way ma use kiya jaye na k loss ho over confident ho k trade nahi lagani chahiye.

    Umeed krti hun k apko mery points achy lagy hun gy or samjh aagae ho gi k i say bach k rahna chahiye
    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	2
Size:	9.7 کلوبائٹ
ID:	12469871
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jald bazi+ Over confidence = total loss

    Me bhi apki baat se mutafiq hon k Forex trading me jaldbazi aur over confidence se hamen nuqsan uthana par sakta hai is waja se in cheezon se avoid karna Jalbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us time time karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam tawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazi is avoid karna chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai. Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jald bazi+ Over confidence = total loss

      Assalam o alaikum dear friend jaise k ap ny kha k jaldbazi over confidence J's sy loss to ap y bilkal tk kha ku k forex ik asa business ha ha may insan ko menat time k sath sath chalna parhta ha or lalach ni KR chaiye or jb hum trade lagaty ha to him ko over confidence ni hona chaiye or jaldbazi b ni karni chaiye ku k agr hum jalbazi kry gy or over confidence ho gy to hum ko bot loss hoga or hum tk trh Kam b ni KR saky gy as Lea humy chaiye k confidence ho kr Kam kry or apnay ap par control kry yb hum apny ap par control kry gy to hum tb e kamyab ho sakhy gy or ik acha trader bn sakhy gy
      • #4 Collapse

        Re: Jald bazi+ Over confidence = total loss

        agar hum is mai jald baze sy or confidence sy trading kary gy to hamy loss ho jay ga is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hain hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna ho ga yai aik asa karobar hai jo ky usa or china jasy bary bary mumlik mai be pahl cuka hai hum is mai din mai be kam kar sakty hai or hum is mai rat mai be kam kar sakty hai
        • #5 Collapse

          Re: Jald bazi+ Over confidence = total loss

          Aaj Apne bahut hi Achcha topic share kiya hai ki jaldbazi aur overconfidence trader ke liye market mein bahut jyada nuksan De sabit hote hain Iske jarie Seva market mein bahut Bade nuksan ki taraf Chale Jaate Hain Jo traders market Mein jaldbaji karte hain aur overconfidence jahir Karte Hain To Unka result totally loss hota hai Kyunki vah market Mein Kabhi Bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar paate aur na hi market Mein acchi earning Hasil kar paate Hain market Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen patience ke sath work karna hota hai aur self-confidence ke Taur per work karna hota hai na ki overconfidence ke Taur per
          • #6 Collapse

            Re: Jald bazi+ Over confidence = total loss

            man b ap ki bat sy mutafiq ho hummy jald bazi nahy kar ni chahy
            • #7 Collapse

              Re: Jald bazi+ Over confidence = total loss

              Jaldbazi overconfidence totally loss hota hai jo traders apni life mein jaldbazi aur overconfidence ke jarie Aise work start Karte Hain To unhen Apne business Mein total loss ka Samna karna padta hai Kyunki jaldbaji kis ke sath Kiya Gaya kam Aur jaldbaji Ke Sath ki Gai learning kabhi bhi best Nahin Hoti aap uska Mein Kabhi Bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar paate balki aapko usmein na Kami Ka Samna karna padta hai isliye market Mein Jo Bhi work start karen to use Waqt jaldbaji aur overconfidence se avoid Karen Taki aap ine donon ke jariye se market Mein hone wale nuksan se bachake aur Market ka acchi Tarah experience Hasil Karke market Mein acchi kamyabi Hasil kar sake
              • #8 Collapse

                Re: Jald bazi+ Over confidence = total loss

                jab insan over khamkha bahut jyada busy hota hai aur sabar uske andar Nahin Hota to tabhi nuksan condition Bhar Jata hai insan jab ye socha hai ki Nahin hai main aur kam se paise kamana aur yahan per sirf se majak ke taur per karta hai aur Sanjiv ki se Kam Nahin leta aur har khata main busy hoon aur jaldbaji se kam leta hai to fir jab jaldbaji Hoti hai to fir knowledge Nahin Hota jab Na ho aur sabar ka istemal aap badha de Apne waqt n Karen lagane mein jyada speed Nahin honi chahie jyada safidon taur per jyada nuksan ko farji deti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jald bazi+ Over confidence = total loss

                  Assalamu Alaikum Ji bhaiya bilkul theek bol rahe hain aisa hi hai Kyunki jab tak aap Forex trading Mein jalbazi ke sath kam Karenge aur Sabar ke sath Kam Nahin Karenge to aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Forex trading main Vahi log Kamyab Hote Hain Jo Jyada Se Jyada mehnat ke sath kam karte hain isiliye agar aap Chahte Hain ki aap Forex trading Mein acche se Accha profit kamai to uske liye aapko proper market information Hasil Karni Hogi aur uske bad Hi Kam karna hoga tab hi aap acche se Accha profit Kama sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jald bazi+ Over confidence = total loss

                    g han jald bazi say kam kahrb hota ha over confidence hony say garoor ata hai jis ka nateeja sirf or sirf loss hi hai is say bach k rhna chahiye phr hai market ma apna nam bana saktybheik
                    • #11 Collapse

                      Re: Jald bazi+ Over confidence = total loss

                      Aoa Forex trading me jaldbazi aur over confidence se hamen nuqsan uthana par sakta hai is waja se in cheezon se avoid karna Jalbazi me trading karna apko kabhi bhi faida nahi de sakti. Is ki waja ye hai k k jald bazi me hum yrade lagate howe market news aur analysis ko nazar andaz kar dete hen jo hamare leye nuqsan ka bahis banta hai. Jald bazi umoman hum us time time karte hen jab market me bohut zyada changing a jaye aur hum samajh rahe hote hen k ye value ab peek ko cho rahi hai to ye is point is wapis ho sakti hai lekin aam tawar pe aisa nahi hota. Kionke market k movement analysis k through hoti hai aur wo value mazeed us se kahi door chali jati hai aur hum jald bazi ki waja se nuqsan kar bethte hen. So hamen jaldbazi is avoid karna chaheye jitna hum se ho sake. Aur apne trade ko bachana chaheye. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai. Fore trading apni behtareen noyeyat ki waja se aik behtareen karobar hai bahut jyada busy hota hai aur sabar uske andar Nahin Hota to tabhi nuksan condition Bhar Jata hai insan jab ye socha hai ki Nahin hai main aur kam se paise kamana aur yahan per sirf se majak ke taur per karta hai aur Sanjiv ki se Kam Nahin leta aur har khata main busy hoon aur jaldbaji se kam leta hai to fir jab jaldbaji Hoti hai to fir knowledge Nahin Hota....A
                      ​"Try try again until you succeed"
                      • #12 Collapse

                        Re: Jald bazi+ Over confidence = total loss

                        Appny ajj bohut he achi thread kar k samjya gai bilkol hum agar apny opar overconfidence karengy or analysis mai bji kisi ki help nahi karengy or profit ko show karty jareingy to appkonloss knelawa kuch nahi gia. App kabhi bhi kamyab nahi ho sakty hab tak app khud par sirf bharosa ba rakhein. Or apni mehnat ko hamesha jaribrakhein
                        • #13 Collapse

                          Re: Jald bazi+ Over confidence = total loss

                          Bhi Mere Pyare bhai aapane Kitni Khubsurat baat ki hai ki overtrading Rover confidence + loss He loss
                          • #14 Collapse

                            Re: Jald bazi+ Over confidence = total loss

                            Walekum Assalam bhai aapane bilkul sahi kaha hai Forex main relax hokar kam karna chahie Kyunki Ek business hai koi dudh Nahin Jo Ham dalte lagakar Jeet sakte hain Jab Ham experience Hasil Karenge tab hi Forex Mein Ham profit kar sakte hain. Forex Mein Vahi log loss Karte Hain Jo jaldbaji karte hain lalchi hote hain over trading Karte Hain. Aur trading Se Bachana chahie aur sakoon ke sath trade Lene chahie.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jald bazi+ Over confidence = total loss

                              Walikum assalam dear!
                              Apny blkul thk kaha k trading me jaldbazi or over confidence se hamesha losss hi hota ha
                              Jaldbazi mein kbhi b trade na lgani chiye or na hi close krni chiye ....lgany se pehly or close krny se pehly trend ko Laxmi dekhna chiye ...
                              Sometimes asa hota ha k trade lgaty wkt trend up hota ha or bd mein trend kafi down chla jata ha jis SE losss horaha hota ha kuch log loss ko brhta dekh k trade ko jaldbazi me close kr dety han
                              Asa blkul ni krna chiye ...blky close krny se pehly trend ki direction ko analyze kr Lena chiye
                              Over confidence kisi b chz ka harm ful hi hota ha ...over confidence se trade me bachna chiye or self confidence develop krna chiye
                              Shukriya 😊

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X