forex me lalach se kesy bacha jaye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me lalach se kesy bacha jaye
    ham trading karty time lalach se khud ko kesy door kar sakty hey hamy esy kon se way use karny chaye jes se ham lalach se bach saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mane is question ka answer phly b diya ha ur b woh hi kaho ga k guys please daily target set kar lo usi pay kam kro jab woh target complete ho jaye then next day trading karo
    • #3 Collapse

      lalach se aap ko khud hi bachna parta ha or agar aap lalach se bachne ki practice demo me karain to aap ko real account me trouble nae ho gi jaise me aap ko khta hu k forex me aone goals bnaain or un ko achieve krne k bd market se bahir ho jaain phr hi aap laalch pr kabo pa sakain gay..
      • #4 Collapse

        ager forexmai app kamyaab hoona chahtay hain to app ko apnay andar se laalaach ko nikalna hooga q k is se buhat loss hoota hay jo app ka dill kehta hay aur market pridiction kehti hay us profit ko hasil kar loo mazeed ka laalaach na karoo
        • #5 Collapse

          forex me lalaach sy bachny k lie hamain practice karni chahye lalach sy bachny wo is tara k ham thora profit earn kar k trading ko close kar dain
          • #6 Collapse

            Brother in really There is no way of avoid greed. It is sentimental things so we should avoid it by our own power. Other persons suggestion will not working in this matter.
            • #7 Collapse

              forex main sochaink app ko greed ni karni hai or agar app greed karo gy to app ka toatal invest loss mainchala jye ga or app k hath mai kuch ni aye ga sirf mistke he aye gi
              • #8 Collapse

                bhai jan forex trading business men success hasil krny ky liy lalch sy avoid krna boht zarori hy lalch sy avoid krny ky liy ap ko daily target set krna boht zarori hy or proper stop loss or take profit ka use krna boht zarori hy stop loss or take profit use kr ky ap greed sy avoid kr sakty hen
                • #9 Collapse

                  Assalam-O-Alaikum jahan tak mera khyal hay kay forex trading kay business me laluch say sirf aur sirf aik he sorat me bacha ja sakta hay kay hum apni daily planning karen aur apna daily ka target set kar kay trading karen.
                  • #10 Collapse

                    forex mein agar ap lalach se bachna chahte hain to apko chahiye ke ap is mein khoob mehnat karen aur is mein proper money management ke sat trading karen.
                    • #11 Collapse

                      forex trading ke market mai ap ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh money mangement ke sath chalein aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha market mai lalach se bache kuin ke large profit dekh ker har koi lalach kerleta hai aur phir wohe ous ko loss dete hai market mai.
                      • #12 Collapse

                        ji sahi kaha aap n forex mein hume lalach se kaisy bacha jay uss k liye hume thori si aur mehnat krna hu gi jo k shai hai so hume forex mein se kuch leny k liye hume thori aur mehnt krna hu gi thanks
                        • #13 Collapse

                          forex main lalach se bachne k liye ham ko khud hi apne aap ko samjhaana pare ga k kam se kam profit bhi acha hota hai kuch naa hone se to kuch hona behter hota hai is liye k ham ziada profit k chakkar main kam profit se bhi haath dho lete hain is liye lalach se bachna bohat hi zaroori hai
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            bhai ye problem sabhi kay sath ati ha kay zyada tar traders apny emotions pe control nhe kr skty es lye khud es cheez ki practice krni chahye aik to es trah kr skty hain kay hum aik target rkh lay aur usi kay hisab se chly aur demo pe kam kry aur jtni bari entry mil rhi ho humy enter nhe hona chahye kyu kay es trah he hum apny ap par kabu rak skty hain aur lalach ko kam kr skty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X