Loss ! Ye to ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ! Ye to ga
    Asslam u alikum Dear
    Ap sub khariyat se hon gay Allah pak se duaein haen kh ap acha work krein aur karty rahein apko zaror success mely gi pakistan forex forum ky is business mein bahot se loog loss any par pryshan ho jaty haen main ap loogon se yahi kahon ga kh loos ki surat mein ap ne tenstion nahi leni ye to har business mein hota rahy ga agr ap os loss se bachna chahty haen to apko ziada se zida hardworking karni ho gi jetna ziada ap bestway k sqth kaqm.karein gay utna zaida apko loss nahi ho ga aur ap achay andaz ky sath work karty rahein gay loss ki waja se pryshan nahi hona aur lagataar kaam krty rehna hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ! Ye to ga

    lost bhi hota hai ki ke jab kam karte Hain to hamen loss hota hai main trading karni chahie acchi tarah se sikhana chahie aur har chij ko dekhna chahie kyunki Ham kam kar rahe hain to usmein hamen mehnat karni chahie apne kam ko battery banana chahie jitna hamara kam achha hota hai usse mara5hi Ham ne karm ko bechkar banaa paate hain aur apna achcha kam kar
    • #3 Collapse

      Re: Loss ! Ye to ga

      Dear friend forex trading men loss business ka hissa hey iss liay loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur iss men experts ko bhi loss ho jata hey lekin jo log ziyada profit ka lalach kartay hen aur jald bazi se kam kartay hen unn ko aksar loss ho jata hey iss liay loss ko serious len tu loss bhi hamen bahut kuch sikhata hey
      • #4 Collapse

        Re: Loss ! Ye to ga

        Asslam o alikum forex ma hmay kbi loss ho jata ha or kbi bohat profit hota ha loss hony ki sorat ma ma hmay mayon nhi hona chahiy bulky or zyada mehnt kr k hmay loss ko cover krna chahiay isi liay zyada sy zyada mehnt kry or mayos na ho
        • #5 Collapse

          Re: Loss ! Ye to ga

          Assalamu Alaikum and I hope that you will be fine and enjoying your trading in Forex trading business and its a good post on it and I like your views and analysis and I hope that you will keep continue your hard work in this forum and will earn a good amount of income from this forumForex trading is such a business in which everyone can participate who have good trading knowledge and also have good reading skills so are educated personal must join in this forum by sitting their homes and no need to go anywhere and no need of any physical hard work in this forum.
          • #6 Collapse

            Re: Loss ! Ye to ga

            hamy is mai loss or profit ka samana karna parta hai jab hum kam karty howy koi mistake kar daty hai to hamy loss ho jata hai hamy loss par sabar karna chahey hum apne mistake sy seekty he hai hamy kamyabe ky tools ko use kar ky kam karna chahey taky hum is main kamyab trader ban saky or market mai run kar saky yai aik world wide karobar hai yai aik legal karobar hai
            • #7 Collapse

              Re: Loss ! Ye to ga

              Dear brother Jo aapane kaha hai bilkul theek kaha hai jisse mujhe bahut help Mili Hai loss forex business mein ho hi jata hai isliye Hamen Pareshan Nahin Hona chahie balke isko recover karna chahie recover Ham tabhi kar sakte hain Jab Hamara knowledge or experience Achcha Hoga Ham acchi strategy ke sath isme trading Karke Apne dost ko recover kar sakte hain isliye Hamen knowledge ke bare mein learning Karte Rahana chahie pher Ham market ki movement ko Samajh Kar ismein trading Karke Kamyab ho sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: Loss ! Ye to ga

                Assalam-o-Alaikum!
                Dear profit or loss har bussiness ka hissa ha. Agar ap mehnat kr re ho, apki will strong ha to phir ap zruur kamyaab ho gy. Agar apko profit hoga to apko chaiye k ap apny rab ka shukr ada kry. Agar apko loss hota ha to apko ghabrana tp bilkul bi ni ha, himat or hosley se kam lena or sabar krna ha. "Beshak Allah sabr krny walo k sath ha"
                Apko dekhna chaiye k apny kya ghalty ki ha or phir us pe focus krna chaiye. Hmesha apni ghaltiyo se seekhna chaiye.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ! Ye to ga

                  Jab Hum Aap se trading ki market Kuchh Nahin karte hain to use Waqt usse Mein profit or loss equal hote hain isliye Agar Ham market ma se bachna Chahte Hain aur Achcha profit Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen market ko join karne se pahle usko acchi Tarah Se learn karna hoga Uske learning mein jyada Se Jyada time spent karna hoga Jab Ham market ka analysis Karte Hain To Hamen Apne use analyses ko strong karne ke liye demo account ko join karna chahie demo account of Forex trading ki market ka ek bahut hi aisa hota hai Iske jariya se Ham Forex trading ki market ki analysis ko strong kar padhte hain aur Market Mein loss Se Bachkar Achcha profit Hasil kar lete hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ! Ye to ga

                    Dear member Jaisa ki AAP Sab Jante Hain loss aur profit donon Hi Forex Trading ke business ka ek hissa hai Jab Ham Forex trading ke Business mein Apna Kam start Karte Hain To Hamen Jyada experience or knowledge Nahin Hota aapane is business ke related isliye Hamen apne business Mein loss ho jata hai isliye Hamen Jab loss Ho To Hamen confuse Nahin Hona chahie Apne kam mein jyada mehnat Karni chahie mehnat Karke Ham Apne is loss ko profit Mein change kar sakte hain Hamen Apne kam Mein Himmat bilkul bhi nahin Har ne chahie Hamen Apne kam ko Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie Apne kam mein jazbati bilkul bhi nahin banaa chahi
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ! Ye to ga

                      Forex mien loss us waqt hota hai jab hum lalch mien a ker ya phir jald bazi mien kam kare ge tu hume loss to zarror ho ga. Aur agar hum chahte hain ke hum loss se bachae tu hume zyada se zyada practice kerni ho gi aur experience ki buniad per ache se ache analysis kerna chahie tabi hum ache se ache trade laga sake ge aur hum forex business mien kamayab bhi ho ge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ! Ye to ga

                        hamy loss sy learning gain kar ky aik tiemt bale bana akr kam karna o ga pher he hum pasia kama skay gy hum is mai raat ai be ka mkar sakty hain hum is mai posting akr sakty hain hum is mai trad e be laag sakt yahin hum is ai aik din mai aik limit ky mutbaik 50 posst kar sakty hain hum is mai mahnet karty hain to hamy kaamaybe hasal ho jy ge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ! Ye to ga

                          Walikum Assalam bhai bilkul aapane sahi kaha hai K profit or loss Har Karobar Mein Hota Hai per Jab Hamen loss Ho To Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Balke Hamen dubara Aur Bhi Jyada mehnat Karni chahie aur analysis Karni chahie Kyunki loss To Har Business mein ho sakta hai agar loss ki vajah se Ham business change Karte Rahe To Ham kabhi bhi Kamyab Nahi ho Sakte. Forex Duniya Ka Sab Se Bada karobaar hai aur yah Hamen bahut jald hi loss recover karke de sakta hai bus Hamen mehnat Karni chahie.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X