love your work

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    love your work
    my dear kam chahe koi bhi ho agar hum mehnat se aur mohabbat se karain tu zaror kamyab ho sakte hain forex me bhi agar hum khub mehnat karain tu easily kamyabi mil sakti hai.
    :o love FOREX without any condition :o
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    kisi b kaam mein success hasil krny ka sirf ek hi tareeka ha k hm hmary kaam se pyaar kary kyu k sirf aisa hi krny se koi b apny kaam mein expert ho skta ha or success hasil kr skta ha.
    • #3 Collapse

      forex trading is a world wide online business it has loss and profit too it is highly risky business kam hamesha dil say kerro or mehnat say kerro to kamyaabi hooge.
      • #4 Collapse

        Ge u r right agar hum dil laga kar maynet kren gay to is ka phal Allah b dy ga bhai forex aik asa business ha is ko hum ghr bhaty kar sakty ha is k liye kio office ki zarorat nhi parti i like this work
        • #5 Collapse

          jo log apney work say muhababt kartye hain or us mai agey bharney ki try kartey hain un logon ko forex main acha earn hota hai or es main un ki mahnat ka phal un ko mil jata hai
          • #6 Collapse

            yes dear hume apne kam se mohabbat karni chahiye kiun k work chahe koi bhi ho jab tak hume us se mohabbat nahi hogi hum kamyab nahi ho sakte so hume puri koshish karni chahiye k jo bhi kam karain us me puri mehnat se karain.
            • #7 Collapse

              jee han mere bhai admi ko love to karna hi chahiay kiunk mere hisab mein admi ka jo bhi passion ho us ko us se love karna chahiay tabhi us ko kuch faida hasil ho sakta hae.
              • #8 Collapse

                MIn bi app k baat sy ittefaq karoon ga k app ny his kam mAin bi kamyab honna hy us main app ko but mehnat kerna ho gi pher app target achieved ker sakty hain
                • #9 Collapse

                  hamien appne kam sey love hona chahye kiun ke jab tak app kisi bhi kam sey love nahien karien ge to app us kam ko theek sey time nahien de sakte or kam sey love karne sey kam easy ho jata he
                  • #10 Collapse

                    koi bhi kaam kerne ke liye app ko market mai koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai money management ke sath chalen aur koish kerahe ke app jo hai woh kaam apne shoq se kerahe ho.
                    • #11 Collapse

                      G bilkul koi b kam ho usay dil say or poori niyyat say krna chahiye phir hi usmay kamyab i mil skti hai or usi k sath knowledge b gain hota hai.Trading mai trader ko hr aye din kuch na kuch new learn krnay ko milta hai isi liye zyada say zyada knowledge gain krnay ki koshish krni chahiye.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        Ap bilkul sahi farma rahy ho kaam koi bhi ho usme mehnat karni chahiye. orr apne kaam ko sir se utaarna nahi chahiye bss blky uss se mohabbat krni chahiye. tbhi apko us kaam se apki mehnat ka phal mil sakta hy.
                        • #13 Collapse

                          g bhai forex trading mein apke interest kle hone ki bohat ziyada zaroorat hai aur apko chahiye ke ap is mien kabhi bhi panic nahi hon isko sahi se seekhen aur iski khoob practice karen.
                          • #14 Collapse

                            yeh tu pehly baat hai dear kaam jo b hu bus hmy chahiyeh osy dil laga k kry tu kamyabi miley gi lazmi yeh kaam hi esa hai dear es mai time daina perta forex ko jitna learn karo gy utna hi kamyabi ka chance bany ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G han app ne sahi kaha ha hmen is business me hmeshah soch smjh k kam krna chahe kyun k agr hm is business me soch smjh k kam karty hain tu hm is business me acha earn kr skaty hain or is business se hm career b tb hi bana skaty hain asani se

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X