Can you be a trader without business education
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    I think k kam az kam business ki now how honi lazmi han kyun k business basic knowledge hona chahiay or han na main ya kaha raha hun k business k full knowledge hona chahiay, without business how now aap ko mushkil ho sakti han trading main.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
      Forex invites people from each and every section and profession of world either related to trade and business studies or not. This is providing an opportunity to the non professionals and even students. So do you think you can also be a trader without its education.
      jo baray baray Forex Trader hain un Main Sy mostly log CA (Chatred Accountants) hain..Main Samajhtaa hon K Forex trading har wo insaan Kar Saktaa hai jo k Karobari Zehaan rakhtaa hai or life Main Agay barhnaa Chahtaa hai...forex ko Sekhnaa Sab Say pehlay Zaroori hai... kion K binaa Sekhay You Can't be A Trader
       
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #33 Collapse

        G nhi hum forex trading par without any education kabhi trader nhi ban sakty hai humein forex trading par successful trader bannany k liye knowledge or experience or behtar skills ki zaroorat hoti hai jis se hum successful trader ban sakty hai low risk k sath ziada profit earn kar sakty hai.
        • #34 Collapse

          yes dear is mai ap education k bagair b kam kar sakty hai laikin ap ko is mai bhot zaida mehnat karna ho gi jab apis mai kam karny lagy to ap is mai experience or knowledge level bhot high ho ga jo k ap k liya acha hai
          • #35 Collapse

            nahin g agar hum forex trading main without knowledge aur experience ke work kartey hain to phir hum is main kabhi bhi achi trha se trader nahin ban saktey hain aur always is main loss hi kartey hain.
               
            • #36 Collapse

              g han aap ko forex main kamyabi ke lia kisi aur business ke education ki zarorat nahi hay bal ke forex ke bare main aap ko jitni malomat ziada hon gi aur jitni aap ki practice ziada ho gi wotne hi aap kamyab trader ban sakte hain
              • #37 Collapse

                dear ye baat be apki ki right hai kue k forex main app jitny achay or bary business man ho gay to apko forex k bary main bohat kuch pata ho ga or different countries ki markit ka be kafi had tak apko pata ho ga.
                • #38 Collapse

                  Forex busines keliye yeh bohot hi ziada zaroori hota hey keh hum is business main ko phley achi trha se learn karen aur is main achi trha se education hasil karne ke bad hi hum is main achi trha se successful ho saktey hain.
                     
                  • #39 Collapse

                    Well ye zarori nahi hai keh trading ke lye business education hasil k jae.. agr ki b jae to koi harj nahi hay balky faeda hi hy.. Trading seekhna zaror chahehy.. Wo hum demo account per practice se b seekh skte hain..
                    • #40 Collapse

                      Brother forex trading mein hume sirf forex trading k bare mein knowledge or experience hona chaiye, bqi or kisi b qisam ka koi b business required nai hai is mein , is leye tou yeh aik aesa business ka jata hai jis ko her koi join ker sakta hai , bs is tamam tar system ki samjh honi chaiye tou insan easily successful ho sakta hai.
                      :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                      :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                      • #41 Collapse

                        G bro har kam mai maharat hasil karnay ky liye us kam complete elam hona chahiye tabi to us kam mai maharat hasil kar saky gai.Is liye hamai forex mai kamyaab honay ky liye bht hardwork ki zrorat hai.
                        • #42 Collapse

                          Forex main agar aap bhi expert trader bana chahty hain to aap daily kush time learning main spend karain.is tarah aap daily thoora thoora seekh kar kaafi earn kar sakty hain or apni trading ko improve kar sakty hain.
                           
                          • #43 Collapse

                            according to my point of view trading k liye education must ha,education k bagher banda professional businessman nhi ban sakta.trade k liye education or businessman hona lazmi ha.
                            • #44 Collapse

                              yes sir hum trader bun sakte hain bina kisi business knowledge k kyun k ye aik online bussiness hai or hamare liye ye bohat hi acha bussiness ahi ta ke hum ache paise kama sake lekin me ye manta hu k hum ko sirf forex ko learn karna hai demo account se and earning start..
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                is business main enter hone sey phley hamen is business ke barey main achi education hasil karna bohot hi ziada zaroori hoti hey aur agar hum is main achi education hasil kartey hain to is mian achi trha se kamiyab ho saktey hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X