risk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Dear is business me loss ka kafi risk hota ha isi liye hmen chahe k hm is business me soch smjh k kam kareen is business me hmen loss kabhi bhi ho sakta ha is iliye hmen chahe k hm is business me loss se hmeshah achi learning hasil kiaa kareen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Jnab risk hr business mai hota hai hr cheez mai hota hai directly to hum kisi cheez mai risk nhi letay lakin indirectly hum already risk mai hotay hai.forex trading mai profit or loss dono hi hotay hai lakin agr trader chahay to risk free trading b kr skta hai money management ko use krtay huway or loss say btchtay huway profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
      https://t.me/pump_upp
      • #63 Collapse

        Yeh bat to saheeh hy keh jab tak aap risk nahi lain gey, acha profit nahi milay ga. Lekan hamain yeh kam us waqt krna hy jab hamara experience ho jaye aur hum expert ho jayen. Agar hum without experience key big risk lain gey to nuqsan uthayen gey. Forex aik risky business hy aur is main chhoti si mistake kafi bara loss dey sakti hy.
        • #64 Collapse

          Forex aik risky business hy aur is main kamyabi key leye risk to lena hota hy. Risk leye baghair aap acha profit kaisey banayen gey. Start main aap small risk key sath trading krain, takeh loss kam sey kam ho. Lekan jab aap ka experience ho jaye aur aap ko trading aa jaye to aap high risk key sath trading kr saktey hain aur acha benefit ley saktey hain.
          • #65 Collapse

            ma to ap ko yhi mushwra doo ga kay risk kam se kam ly kyu kay agr ap zyada risk ly gay to phr ap kay lye es market ma rehna boht he muskil ho jay ga kyu kay ayse he traders ma greed ata ha aur greed he loss ki sab se bari reason hoti ha aur es business ma jtna ho sky greed se bchana chahye kyu kay agr ap risk aur greed se bchty hain phr he profit bna sky ga.
            • #66 Collapse

              risk to dekhen har karobar ke andar mojood hai agar chala to chala nahi to pese doobe yeh to aap bhi jante hain lekin forex me aesa nahi hota agar aap ko knowledge or experience hai forex ke bare me to phir aap is business ke zarye bohat pese kama sakte hain .
              • #67 Collapse

                bohat zaida risk lenay pr loss he hota ha is liye risk km lina chaiye agar ap proper analysis kr ke trade krein aur support ya resistance levels ko study krein to sehe trade lga sktey he. risk factor ko km krney ke liye lot size 2% se 5% tk rkhna chaiye.
                • #68 Collapse

                  my dear baat yeh hai k world mein koi business aisa nahi jis mein bina risk liye kuch earn kr pao isi trah forex trading is world ka sab se big business hai is liye forex mein b ap munasib risak k sath achi earning kr sakte ho
                  • #69 Collapse

                    Forex trading business mein agr hum ne ziada profit earn karna hy tu forex trading mein risk bhi ziada laina ho ga kiok agr hum Kam risk se trading karty han tu profit bhi Kam ho ga aur agr ziada risk lain kar trading karain gay tu profit bhi ziada ho ga is liye ziada profit k liye ziada risk laina parta hy
                    • #70 Collapse

                      Bilkul risk le gy tu ye lazmi baaat hain k aaap forex ko acha khasa samjh paygy beshak demo pay b trading karni chahiye par waha is bat ka dar nhe hota ka loss hoga profit hoga or jab live account hota hain tu trader ko yahi soach hoti hain k merket ab kaha jah skti hain live account main vo bhot kuch sakh skta hain main ne demo pay pay bhot kuch sekha par live account pay demo say ziyda
                      • #71 Collapse

                        Dear brother risk to hr business mn hota h. agar hm risk leny sy darty rahen gy to kbi kamyab ni hn gy. Zindgi bazat.e.khud bhi to ek boht bra risk h. ye to koe pta ni k hm ny kb mar jana h. so risk to lena he parta h. agar risk ni len gy to fr hm konsa aasmaan py pohnch jaen gy. agar risk len gy tb he agar acha profit aa gya to zbardast ni to loss ho gya to fr kya h. thora planning sy chala jay to loss kam he hota h
                        • #72 Collapse

                          ager ap cahty hi k ma risk ni lo ga awor ap trading karty wakt daro gay to ap galt faisla la kay galt trade kar bahto gay ap jab b trade karo dimag ko faresh rakh kay paher trade karni cahyea ager ap ko loss hu b gya to apni galti dakho k knh hui hi paher wanh mahant karo
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #73 Collapse

                            G agr ap ne forex trading mein ziada profit earn karna hy tu ziada risk lay kar hi profit earn Kar saktay han kiok agr ap kam risk se trading karain gay tu profit aur loss kam ho ga aur ziada risk se trading karain gay tu profit aur loss ziada ho ga ziada profit k liye ziada risk lain kar hi profit earn Kar saktay han lakin ap ko apne account balance k hisaab se risk laina cahaiye

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X