trading karny ky rules

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: trading karny ky rules

    trading k rules ma bhut sy positive rules shamil ha jis ma first of all to ap ka balance trading k liye acha hona chahye ha or phr apny balance k mutabiq apni trading ko open karen ager balance kam ha to kabi bi big trade ko open na karen and trading karny sy pehle lazmi jan lyn k trading kaise ki jati ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: trading karny ky rules

      Gee appny bilkol theek rules batein hsi agar hum os trah rules ko proper follow karein or lalach nahi karein balky sabar sy kaam marein to hum zarror kamyab hongy
      • #18 Collapse

        Re: trading karny ky rules

        amy market ky rules ko folllow kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gan kar saky gy hum is ma mahne karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge hum is mai raat mai be kam mkra sakty hain hum is mai dn ma be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam arkty han to hamra loss hain is mai hamara koi be boss nahi haon
        • #19 Collapse

          Re: trading karny ky rules

          Assalamu Alaikum Forex friends ji han doston Forex trading scai rules hote hain agar aap trading ke rules ko follow Karenge tabhi aap trading Mein acchi earning kar Sakenge trading ke Rul Jaise ke market ko analyse karna market ki movement ko Dekhte Hue trailer gana lot size choose karna indicator Lagate Hue trading may participate karna na minimum level per hi trade lagana Apne capital ko Dekhte Hue ine Sab Baton per Amal karte hue hi aap trading Mein Kamyab ho sakte hain chat Patra ko follow karna chahie
          • #20 Collapse

            Re: trading karny ky rules

            asa he hain trading ky rules ko pora karna be kamyabe ke alamit hai agar trading karny ka experience nahe hain to hamy pahly practice kar lyne chahey ta ky trading ka experience hasil kar saky yai aik asa karobar hai jis ko hum aik din mai nahe samj saky is main student be kam kar sakty hai or is mai house wife han to hamy is mai part time ky liey join karna ho ga
            • #21 Collapse

              Re: trading karny ky rules

              is k bary main pracice karni ho gi tab h hum run karin gay so hamain rules ko follow ka k hi hum acy say trader ban sakty hain aur hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karien gay so hamain trader banany k liye learning karien gay so hamain is k bary main anlayse karni ho gi tab hi hum run karin gay so hhamain is k bary main ener hony ysay pahly is k bary main earn karien gay
              • #22 Collapse

                Re: trading karny ky rules

                dear membr i hope u fine am also fine hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karein gay so hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karin gay so hamain is k bary main prratiice karni ho gi tab hi hum run karein gay so hamain is k bary main enter hony say pahly is k bary main ghr main beth k hi hum paisa kama skaty hain so hamain is k bary main ghr main beth k hi hum acha earn karein gay
                • #23 Collapse

                  Re: trading karny ky rules

                  Ji bilkul aap sahi kah rahe ho hamen rules jarur Follow karna chahie aur acche tarike se posting ke kam ko bhi karna chahie kyunki jitna achcha Ham kam karenge aur kitni acchi quality wali Ham post cricket karenge ham utna hi jyada benefit Diya Jayega kyunki yahan per aapki post ki quality ko analysis Kiya jata hai jitna achcha Ham yahan per work karenge aur active mind Ho karke freshman Ho karke kam karenge utna hi jyada hamen benefit hoga agar Ham achcha work hi nahin karenge tab hamen kuchh bhi profit nahin hoga to jyada bonus yahan se gain karna Hai to hamen acchi tarah kam Ko samajhna hoga aur mehnat bhi karni hogi Jeet ne jyada mehnat karenge aur jitna jyada focus ke sath work karenge utna hi jyada hamen benefit hoga
                  • #24 Collapse

                    Re: trading karny ky rules

                    trading karna asan be nahe hai hamy trading seekny ky liey aik sal la jata hai yai is ky be zeyada time laga sakta hai trading muskil hote hai lykin na mumkin nahe hote har muskil ky bad asne hote hai hamy is mai kabe be paryshan ho kar trading nahe karne chahey kue ky hum paryshni mai sahe kam nahe kar sakty to hamy is mai cool mind sy he trading karne chahey yai aik acha karobar hai
                    • #25 Collapse

                      Re: trading karny ky rules

                      Hamen buying and selling ke Har EK rule ko observe karke hello marketplace Mein trading Karni chahie Hamen kabhi bhi trading ke Rul ko ignore nahin karna chahie bahut set trader Aise Hote Hain Jo buying and selling ke Rul ko ignore kar dete Hain Jiski vajah se unhen apni buying and selling mein kabhi bhi achcha result Nahin Milta vah apni buying and selling Mein Hamesha nakam hello Ho Jaate Hain isliye Agar Ham Chahte Hain Ki Hamen apne commercial enterprise Mein acchi kamyabi Mile aur ham apni buying and selling Mein Achcha profit Hasil Karen To Hamen Hamesha buying and selling ke rules ke in accordance ki marketplace Mein buying and selling Karni chahie
                      • #26 Collapse

                        Re: trading karny ky rules

                        Assalamu alaikum ummid karta hun Pakistan forex form ke tamam dost Bhai sab khairiyat se honge aapane bahut achcha sawal Kiya hai karne ke roj bilkul trading karne ke roj bahut hi karne ki ke sath karenge to aapke liye accha sabit hoga aap kachi kamyabi milegi hamesha acche traders ke rules ke sath acchi siddons karni chahie to aap acchi kamyabi milegi Pakistan for form per jo jo log uske ke mutabik kam karte Hain to unke liye bahut acche bahut acche kamyabi milte Hain agar aap karenge milega agar aap Pakistan forest yahan per thi uske rules ke mutabik kam kar rahe hain to aapko kabhi na Kam nahin honge aap hamesha acchi kamyabi milegi aapko chahie Pakistan forex form per hamesha acchi kam kar kamyabi hasil karne ke liye acche kam Karen aur aapke liye achcha best hoga hamesha Jo log samay barsa mujhe acchi kamyabi hasil karne ke liye trading scheme rules ka motapa kam karte Hain to aap bahut acche kamyab hote hain hamen Pakistan forex dharmik bahut business per kam Karachi kamyabi hasil Karen acche Kam Karne wale logon ko acchi kamyabi jarur milta Pakistan for bahut achcha online hamen bhi acchi se acchi acchi se acchi kamyabi hasil Karen thank u Allah Hafiz
                        • #27 Collapse

                          Re: trading karny ky rules

                          Walekum assalam forest mein bar aapane bilkul sahi baat hai yaar bahut important information share ki hai ki jab Forex samay apne rules bata raha hai ki in rules follow karte hue hamen trading karni hai to hamen rules ko group walon karna chahie kyunki jab tak Ham rules follow nahin karte hain hamare trading mein achcha profit nahin milta Jo login rules to follow karte hue apne kam ko complete kar rahe hain vah bahut achcha profit asan kar rahe hain isliye forest per kam karte hue apne in rules to follow karna bahut jaruri hai Taki aapko cprofit mil sake
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Tiki پيغام ديکھيے
                            Re: trading karny ky rules

                            trading karna asan be nahe hai hamy trading seekny ky liey aik sal la jata hai yai is ky be zeyada time laga sakta hai trading muskil hote hai lykin na mumkin nahe hote har muskil ky bad asne hote hai hamy is mai kabe be paryshan ho kar trading nahe karne chahey kue ky hum paryshni mai sahe kam nahe kar sakty to hamy is mai cool mind sy he trading karne chahey yai aik acha karobar hai
                            Jab ap apni trading main rules ko banaty hain tu woh ap ko follow be karny hoty hain. Rules har trader kay apny hoty hain. Like kis tarha kis pair pay trade karni hai or kiya lot use karni hai or kon say patterns, analysis kar kay woh apni trade ko open kar kay close karni hai yeh sub ap ko rules kudh bana kar us pay karna hota hai. Baqi ap ap apni trade sy behtar karny kay leye jis kadar practice or apny weak points ko control karain gy us kadar ap ko achi earning hogi.
                            • #29 Collapse


                              Trading karny ky rules


                              Forex trading ek mahir kaam hai jahan aap ko naye niyamon aur tajurbaat ki zaroorat hoti hai. Yeh kisi bhi behtareen trader ke liye aham hotay hain jo apne trading ko behtar bana chahta hai aur nuksan se bachna chahta hai. Is article mein, hum aap ko Forex trading ke kuch ahem niyamon ke baare mein batayenge jo aap ko trading mein madadgar sabit ho sakte hain.


                              Click image for larger version

Name:	S1.jpg
Views:	21
Size:	28.4 کلوبائٹ
ID:	12843675


                              Niyam #1: Plan Banayein aur Us Par Amal Karen

                              Sab se pehla niyam yeh hai ke aap ko ek trading plan banane ki zaroorat hai. Is plan mein aap ko apne trading ka maqsad, entry aur exit points, risk management aur money management ke tareeqay aur trading ki strategies shaamil karne chahiye. Plan banane ke baad, us par amal karna zaroori hai. Bina plan ke trading karna aap ke liye nuqsan deh sabit ho sakta hai.

                              Niyam #2: Risk Management

                              Forex trading mein risk management ka hona zaroori hai. Aap ko har trade mein kitna risk uthana hai, yeh aap ki investment aur risk tolerance par depend karta hai. Aam tor par, ek trader apni investment ka sirf 1% se 3% tak risk leta hai har trade par. Is tareeqay se, agar kuch trades nuksan mein bhi jaayein to puri investment par asar kam hota hai.

                              Niyam #3: Emotional Control

                              Trading karne waqt apne emotions ko control karna bahut zaroori hai. Ghabrahat aur jazbat se bhari trading karne se aksar nuksan hota hai. Is liye, hamesha apne emotions ko control mein rakhein aur sirf tajziyaat aur facts par amal karein.

                              Niyam #4: Market Ka Gyaan

                              Forex market ko samajhna aur uski trends ko pehchanna trading ke liye zaroori hai. Market analysis ke liye technical aur fundamental analysis ka istemal kiya jata hai. Aap ko market ke news aur events par bhi nazar rakhni chahiye taake aap ke trading decisions mein sahi fesla kar sakein.

                              Niyam #5: Demo Trading

                              Agar aap naye hain Forex trading mein, to demo account se trading karna aap ke liye faida mand sabit ho sakta hai. Demo account mein aap real market conditions mein trading kar sakte hain, lekin bina apne asal paisay invest kiye. Is tareeqay se, aap trading strategies ko test kar sakte hain aur trading skills ko behtar bana sakte hain.

                              Niyam #6: Stop Loss Aur Take Profit Orders

                              Har trade mein stop loss aur take profit orders lagana zaroori hai. Stop loss order lagane se aap apne nuksan ko had se zyada nahi hone de sakte hain aur take profit order lagane se aap apne faiday ko lock kar sakte hain.

                              Niyam #7: Keep Learning

                              Forex trading ek din bhar mein seekhi jaane wali cheez nahi hai. Market dynamics, trends aur strategies hamesha badalte rehte hain. Is liye, trading mein maharat hasil karne ke liye hamesha seekhte rahen aur apne knowledge ko update karte rahen.

                              In ahem niyamon ko yaad rakhne se aap apni trading mein behtari laa sakte hain aur apne trading journey ko successful bana sakte hain. Lekin yaad rahe ke har trader ki apni strategy hoti hai aur har trade risk ke saath aati hai. Is liye, prudent aur disciplined trading ke saath aap apne trading goals ko haasil kar sakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse



                                Forex market mein trading karna ek maharat hai jo tajurba aur istiqamat ki zaroorat rakhti hai. Yahan, kuch ahem rules hain jo naye aur musalsal traders ko madad karte hain unki trading ko behtar banane mein:


                                Plan Banayein aur Us Par Amal Karein:


                                Har trading session ke liye ek plan banayein, jismein entry aur exit points, risk aur reward ratio, aur strategy shamil ho. Phir uss plan ko mazbooti se amal mein laayein.


                                Risk Management Ko Ahmiyat Dein:


                                Apne har trade ke liye risk management ka plan banayein. Har trade mein sirf mukhtasar hissa capital ka istemal karein taake agar trade loss mein bhi jaaye, toh overall portfolio par asar kam ho.


                                Trend Ko Follow Karein:


                                Trend ke sath trading karna zyada munafa dene wala hota hai. Market ke prevailing direction ke sath chalne se aapke chances kamzor hote hain aur aapki trades ka success ratio barh jata hai.


                                Emotional Trading Se Bachen:


                                Trading karte waqt jazbati na banein. Ghabrahat, greed aur fear se bach kar, tajurba aur logic par amal karein. Hamesha apne trading plan ko follow karein.


                                Fundamental Aur Technical Analysis Ka Istemal Karein:


                                Market ki samajh aur trends ko samajhne ke liye fundamental aur technical analysis ka istemal karein. Economic indicators, geopolitical events aur technical indicators ka istemal karein trading decisions ke liye.


                                Trading Journal Banayein:


                                Har trade ki details ko note karein, including entry aur exit points, reasoning behind the trade, aur trade ka performance. Is se aap apni mistakes ko samajh sakte hain aur apni trading ko improve kar sakte hain.


                                Learning Par Focus Karein:


                                Forex market mein hamesha seekhne ki raah chalte rahein. New strategies, market trends, aur trading techniques ko samajhne ke liye kabhi bhi seekhne ki khwahish ko nahi chhoden.


                                Patience Rakhein:


                                Trading mein patience rakhna bohot zaroori hai. Har trade ka results ko wait karein aur har trade ko time dein takay woh apna potential poora kar sakein.


                                Overtrading Se Bachein:


                                Har waqt market mein active rehna zaroori nahi hai. Overtrading se bachein aur sirf high probability setups par focus karein.



                                Trading Ki Education Par Invest Karein:


                                Trading ke maharat ko behtar banane ke liye trading education par invest karein. Courses, books, aur online resources ka istemal karein taake apni knowledge ko barhaya ja sake.



                                Forex market mein trading karna ek challenging lekin rewarding kaam hai. In ahem rules ko yaad rakhte hue, aap apne trading ko behtar bana sakte hain aur apne financial goals ko hasil kar sakte hain.




                                There is a time to go long, a time to go short and a time to go fishing.
                                ​​​​​​​

                                ​​​​​​​

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X