Learning with earning
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    Vo to zahir hy dunya mein seekh ker to koi nahi aata.. aap jis bhi field mein jate ho aapko vo kam seekhna perta hy start se chahe aap kitna bhi educated ho because her kaam ki apni apni requirements hoti hein.. is tara forex mein bhi aane ke baad seekhna perta hy phir jab aap practice krenge to slowly slowly apki knowledge increase hoti jyegi or sath hi apko acha experience bhi ho jyega
     
    Dont Spam The Forum.. ..

    :(I hate Spammers..:(

    ;)Make Bonus Of 200 USD;)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      bandy ko itna ilam to hona chaheeye k wo kab trade lagaie aur kab na lagaye aur agr koi trade ghalti se lag bhi jati hai to usy kaisy handle kry..
      • #483 Collapse

        Yes dear forex trading ek bohat hi advance business ha or agar hame ek acha trader banna ha to hame issko achi tarha learn karna hoga or ye ek essa detail business ha jisme apko daily kuch na kuch seekhne ko milta ha issliye hame iss business se earning karni ha to hame isski learning bhi continue rakhn pade gi.
        • #484 Collapse

          pele learning fr earning jb learning complete ho gi to earning start ho gi wo bhe all condition ko dek kar agr ap ne all condition ko deka to fr ap ky leye koe masla nahe ho ga best to ye ky full confidence ky sath learn kya jy jb bahrosa ho jy ky ap me es pr pora orat sakta he to fr earn kya jy
          • #485 Collapse

            best ahmal he ky learning se pele earning na ki jy jo bhe jaldi earning ki tarf rookh krty he wo loss he karty he un ko benefit nahe hota he wo akhar me bagh jaty he best to ye ky pele completely seka jy aor os ky bad practically kam kya jy to
            • #486 Collapse

              Ji janab jaise jaise aap earn karte hen usi se aap learn bhi karte hen. earning mean spending time on forex trading aur trading jitni zyada karen usi hisab se aap us ki hikmat e amali ko samajhna shuru karen ge. aur usi hisab se aap learn bhi karen ge. and dont forget to share what you learnt.
               
              • #487 Collapse

                Learning ke boht se tareeky hen jin men ye forum bhi boht acha option hai. aur earning waqai men boht kuch sikha deti hai. per sath sath nuqsan ko bhi mad e nazar rakhna chahiye k jo haasil kiya hai kahin us ko bhi ganwa na bethen aur kuch zyada hi learning ho jay.
                 
                • #488 Collapse

                  Mere khyal me trsding group bna kr karni chahiye agar ap ek group me trading kare gay to ap ziada faida hasil kar sakty hai. Jab order lagana ho to geoup k sub members analysis kary or jis k analysis perfect .
                  • #489 Collapse

                    never cease to discover more on media and knowledge which could produce advantages for your progress individuals employment opportunities. A forex trader is much like the leaky suitable container currently filled with mineral water, plus the mineral water can never always be full although it will be continuously recharged
                       
                    • #490 Collapse

                      han ye bat hy ap trade karnay k laayq ho bhi gay ho tab bhi apka learnig ka amal jaari rehta hy ye wo amal hy jo kabhi na khtam honay wala hy han mager aisa nhi hy k ap trade shuru karnay say pehlay ap jaan boojh kar achi tarha say na seekhay aisa mat karen balkay trade shuru karnay say pehlay ap seekhnay ki apni sari kaushish karlen
                      • #491 Collapse

                        dear aap ki baat bilkul theek hy kih forex atrdeing aik aisa business hy jis ko ham jitna ziada learn karee gy to ham utna hi ziada earn bhi kar sakien gy is liy hamien chhaiey kih forex atrdeing ko achi tarah learn kar ky hi tardeing kareen taa kih ham kamyab hoo sakien
                        • #492 Collapse

                          g haan forex mai kaam k wqt hmain achi trahs y learn krna chahye or continuous learn e krty rehna chahye eska hmain bohat faida milay ga hum learn bhi krty jayen gy or earn bhi achi trha kr len gy
                          • #493 Collapse

                            bilkul ap ki baat durast hai hamain forex main trading kernay se pahlay thora bohot ilam hasil ker lena chahiye.. kam se kam itna ilm to hasil ker lena chahiye ke forex main trading kaisy hoti hai or trading ke liye kon sa waq sab se behter hai
                            • #494 Collapse

                              hhan g learning with earning hoti hy is baat main ko shalk nahenjab insaan ko kuch mail raha ho to insaan ko boht achi taran seekhta hy aur dep main ja kar usko samjhta hy keon key usko wahan sey eaning ho rahi hoti hy agar kuch na miley to dil he nahen karta seekhney ko
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                Bhai main khud es baat per agree krta hun k forex main learn with earn hota ha kiun k market news market analysis or bohat say tools hoty hain jin ko hum learn kr k acha profit earn kr sakty hain.
                                Forex strategies for beginner click here .... :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X