Do's and dont's in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    ji bilkul sahi kaha .....I am agree with your post. I think we need a lot of patience, practice, hard work and knowledge for become a good trader...................forex me ap jb b ao is me 1 plan le ao aur ap k pass knowledge aur investment 2no lazmi hona chhaya ta k ap is k mutabik 1 achey tarekay se trade kr sako
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      I will be accept the submit. I do believe we'd like plenty of endurance, training, work and also information regarding turn into a excellent dealer. And also we must steer clear of our own hpye, inner thoughts, above investing and also above self-confident inside forex trading.
      • #108 Collapse

        thank you so much brother for sharing this information speciallly for newbies un k lia ye kafi achi batain hain aur jo traders in batoun per amaal kerna seekh jatay hain aur wo ek din zaroor kamyaab hojatay hain specially decision lenay main juldi na kerain soch samaj ker trade lagayain aur greedy na banain
        • #109 Collapse

          forex trading market men hamarey liey learning woh wahid vrasta ey jo amen forex set jitwa sakta hey . forex trading men koi bhee simple traeeqa nahee hey trading ka is men gape trading hee thoree simple hey jo her week key start men hotee hey .forex main bohat sa kamk hoty hain jo difernt hoty hain jo peoepl educted hain wo forex ko simple patternt laty hain aur jis ki eduction nahe ha wo forex ko simple patternt nahe samjhty .
          • #110 Collapse

            g han bhai aap bilkul theek keh rhay ho hamen forax men kaam krny k lie hard work ki zrorat he hamen chahiye k ham jald bazi men koi bhi faisla na kren hamen soch samaj ker trade krni chhaiye taa k ham aik achy trader bn jyn or hamen trade krty ue overconfident kbhi bhi nhi hona chahiye iss se bhi hamen loss ho jata he
            • #111 Collapse

              yes dear ,, well ap kay sab kay sab point bohut hi zada help fuil hain in kay liye thanks in sab kay sath ap ko jis cheez pay zada say zada focus kernay ki zaroorat hoti hain wo money management hi hain ,ap ko thoray bonus kay sath bhi money management ki waja say achay profits ho saktay hain.
              • #112 Collapse

                yes you figured out correct things. we need good level of knowledge to do our trading in right way. agar hum baghair knowledge hasil kiye apni trading start kar detay hain to humein sirf loss aur disappointment hi ho gi apni trades main. humein chaiye ke practice ke through apnay aap ko aik acha trader banayein.
                • #113 Collapse

                  I am agree with your post. I think we need a lot of patience, practice, hard work and knowledge for become a good trader. And we need to avoid our greed, emotions, over trading and over confident in forex.
                  • #114 Collapse

                    dosto or bahiyo new comers k liye sb se best yah he 2 ways hain ju is topic mein discuss kiye ja rahe hain agar ap lalch karein ge tu kabhi b profit ganrate nhe kr sakein ge ik bar tu profit acha nazar aye ga lakin lalch he ap ko mare ge aur wohi bat practice makes everythng perfct so new comers shuld practice 1st....
                    • #115 Collapse

                      Hats off
                      points to ap ny kafi achay baty hain brothers par in par koi amal bi kary to bat hay na main to aksar ziada loss hoty daik kar trade close kar daita hun aur bad main pir pareshan hota hun kay jaldi kar di
                      • #116 Collapse

                        Asalam O Alaikum dear apney bohat achi thread kiya hai waqai trading karte hoye humien greedy nahi hona chahiye or na hi emotions mein a k galat decision karo khud ko loss sey dor rakho
                        • #117 Collapse

                          practice se hamesha hi faida hota hai is liye hamein hamesha practice karte rehna chahiye bagair ksi lalach k....aur apna kam patience se krna chahiye be sabre nai hona chahiye.....aur apne ap pe confidence hona chahiye over confidence aur less confidence se bachna chahiye....
                          • #118 Collapse

                            Yes , dear aap ne ek bohat he achi aur bilkul thek bat kahi hai aur main kahna chahta hun k ham ak achi learning aur practice k zairye sy ak achi earning kar sakte hen aur is k elawa agar greed ko avoid kar den is buisness sy to ham ak bohat he achi kamyabi hasil kar skte hen
                            • #119 Collapse

                              g mre brother ap ne bilkul thek kaha hai Forex trading business mein humain in sub point say ahtiyati kerni chahye.Forex trading business bhot best online business hai lakin humain Forex trading mein greed nahi kerni chahye,,....///
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Well bro u have started a really nyc thread here .. humein last k 3 points se wakai ehtiyat krnii chahaye ye huenmin loss ki taraf ley jaty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X