Do's and dont's in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    ga han mere khayal ma agar ap log kuch mehnat karen gy to ap ko is ka faida ho ga. agar ap ne faida hasil karna chahte hen to ap ko kuch cheezen apnani bi paren gen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
      Here we can suggest several things to the new comers in the forex that are do's and dont's of the work here in trade.
      Do's:
      1: Knowledge tracking
      2: Practice
      3: Keep yourself updated
      Dont's
      1: Don't be greedy
      2: Don't take decisions in hurry
      3: Don't be overconfident or less confident
      off couse mein apki bat sy completely agree karta hun k hamen geed bilkul nahi karni chahye or hamen jaldi mein koi trade nahi lagani chahye or hum jo bhi trade lagayen o patience k sath lagayen or jab humara mind relax ho tab hum trade karen.
      • #168 Collapse

        I think we need a lot of patience, practice, hard work and knowledge for become a good trader. And we need to avoid our greed, emotions, over trading and over confident in forex.
        • #169 Collapse

          apny bht achi tips di hain is ko agar ap wakai is py chalty ho to apko faida zaror hota hai kyu market ka apko kuch pata nai hota agar ap is tariky sy ehtiyat ki jaye to apko loss kum hota hai aur profit zayada......
          • #170 Collapse

            haaan g aap na sai cheezain bataen hain inko aap kar be saktay hain aur ni be yeh tamam cheezain bohat risky hain aur yeh buisness be risky hai
            • #171 Collapse

              Jee aap ney aik successful trader banney ke liye bohat useful points bataye hain aur yeh bilkul sach bhi hain forex trading market ke hisaab sey . Main bhi aik new trader hun aur main aap ke yeh points yaad rakhun gi aur mujhe umeed hai ke trading mein yeh merey kaam zaroor ayen gey.
              • #172 Collapse

                Kuch basic cheezein hain jin ka agar forex mein newbies ko aane mein baad karni chahiye aur kuch cheezein nahi karni chahiye, knowledge and learning jahan se mile haasil karni chahiye, market ko smajah kar trading karni chahiye and sabar k sath trading karni chahiye and aap jo nahi karna chahiye woh yeh hai k aap ko greed nahi hona chahiye, jald bazi mein trading nahi karni chahiye and apne emotions per control rakhna chahiye.
                • #173 Collapse

                  Dear Nice effort you did here , Forex trading me kuch cheezain krni chahiye jesay i. practice, ii. knowledge gain, iii. Follow Trend
                  Jab k Forex me kuch cheezain bilkul nahi krni chahiye jesay , i. Lalach ( greed ) ii. Tension iii. Never take Decisions in hurry
                  jab ap in baton ko follow keraingay ap achay trader ban jayengay.
                  • #174 Collapse

                    bilkul sahi baat khi aap ne , , lekin mujhe akhri 3 points bohot ache lage , agr ham khud par qaboo pa len to ham bohot age bharr sakte hai , is liye greed se dooor rehna chahiye .
                    • #175 Collapse

                      dear friends, I am agree with your post. I think we nede a lot of patience, practice, hard wor kand knowledge for become a good trader. And we need to avoid our greed, emotions, over trading and over confid4nt in forex.
                      • #176 Collapse

                        dear brother...! jii haan hum koshish karenge puri kay jo aapne hamen informatuion dii hyy un par aml kar sake...last kay jo points hain wo hamen loss say bacha sakte hain...
                        • #177 Collapse

                          ji han bhai aap ki is posts se hum newbies ko kafi kuch samajh aa gaya hai mere khayal se yahi karna chahiye tabhi hum forex me kamyab ban sakte hain or aap ki post ko follow karne me he kamyabi hai hamari
                          • #178 Collapse

                            g han bprther yeh un he rules mian sey hain jin ko hmain forex keh liey follow kerna hota hey forex mian hmain knowledge ke zroorrat hoti hey aur practice sey hm hm bohat sekhtey hain aur hmain is keh sath touch bhe rehna hota hey aur lalch emotions etc ko acoid kerna hota hey
                            • #179 Collapse

                              bhi ji yha pr hum ko earnig kai liy practice krny pry gi
                              dosra hum ko is kai andr hard work krna ho ga
                              yha pr hum ko greed ko chorana pary ga
                              then phir hi hum is kai andr kamyab ho gai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                ap ne bilkul thek kaha hai Forex trading business mein humain in sub point say ahtiyati kerni chahye.Forex trading business bhot best online business hai lakin humain Forex trading mein greed nahi kerni .....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X