Kamyabi itne saste nahe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kamyabi itne saste nahe
    Forex main kamyab hone ke liye hamain khob mahnat ke zarorat hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kamyabi itne saste nahe

    G bilkul thek kaha apne k kamyabi hasil krna itna asaaan nhi hota isk liye mehnat krna padti hy knowledge hasil krna padta hy daily ka work time per krna padta hy tab insan kamyab hota hy
    • #3 Collapse

      Re: Kamyabi itne saste nahe

      G han forex trading aik tough aur risky business hey iss men kamyabi aasani se nhi milti kiun k iss men kamyabi hasil karnay k liay bahut ziyada hardworking karni parhti hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay achi tarah seekh kar phir demo account pe practice kar k experience hasil karen aur phir time ki achi investment karen aur lalach aur jald bazi se kam nah len aur regular hardworking jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Kamyabi itne saste nahe

        Kamyabi bahut jaruri hai kyunki kamyabi aasani se nahin milati aapko is mein sabse jyadaismein naam taur per jyada koshish ki jarurat hoti hai aur jyada knowledge Katha karna hota hai aap daily basis per market ko upar ka analysis karte rahen tajiya Karen dekhen ke market kaflon Christopher ki market uptrend mein hai ya downtrend mein friend ko samajh Kar jawab trade karenge to aapke munafa ki sharah badh jayegi
        • #5 Collapse

          Re: Kamyabi itne saste nahe

          Ji han aapane bilkul sahi kaha hai ki kamyabi Itni Sasti chij Nahin Hoti ki aap isko bagair mehnat aur struggle ki Hasil karne agar aap apni life mein kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko is kamyabi ke liye bahut jyada struggle aur hardworking karna Hoti Hai tab jakar hi aap apni life mein kamyabi Hasil kar paate Hain Jab Ek trader Forex trading ki market ko join karta hai to use Waqt Uske pass jab tak kar Forex trading ki market ka Achcha experience aur Forex trading se related Achcha analysis Nahin hoga tab tak vah Forex trading ki market Mein Apna work start nahin kar payega aur Agar work start kar de deta hai To vah usmein Kabhi Bhi acchi sakta hai Hasil nahin kar payega agar aap ek acche aur Kamyab Businessman Banna Chahte Hain To aapko apni life life mein jyada Se Jyada mehnat karna Hogi tabhi aap apni life mein Apne Paon per Khade hokar apni Tamam Jarurto ko pura kaise karenge
          • #6 Collapse

            Re: Kamyabi itne saste nahe

            ji han kamyabi hamare liye itni sasti nahin hoti Jo hamen aise muft mein mil jaati hai isko hustle karne ke liye hamare pass bahut kuchh hona chahie aur agar hamare pass ismein bahut kuchh hota hai to bad mein hamen paida mil sakta hai aur ham achcha kam kar sakte hain lekin yah bhi sochana chahie ki agar ham achcha kam karne ke liye aaenge to hamen kam achcha milega aur hamen Na Kar sakenge aur hamare jitni jyada mehnat ki hamen kamyabi milti hai to Ham utna apne aap ko kamyab bana sakte hain aur insaan ko kabhi is mein nakam nahin Ho jaati lekin hamen ismein kamyab hone ke liye har waqt achcha kam karna chahie aur bhi Ham jitna jyada achcha kam karte rahte Hain to hamen itna jyada main Asif fayda milta hai agar Ham apni soch ko nakam samjhenge tu ja Mari apni galti hai lekin main har waqt nikal kyon ko aur apne kam ko dekhna chahie aur bad mein hamara kam hoga
            • #7 Collapse

              Re: Kamyabi itne saste nahe

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mahrkhalil7 پيغام ديکھيے
              G bilkul thek kaha apne k kamyabi hasil krna itna asaaan nhi hota isk liye mehnat krna padti hy knowledge hasil krna padta hy daily ka work time per krna padta hy tab insan kamyab hota hy
              ji han doston aap Sahi kah rahe hain per extracting mein han agar ham kamyab Hona chahte Hain to ham apna Kam experience knowledge aur mehnat ke sath Karen to ham Apne mission mein kamyab jald jald ho sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Kamyabi itne saste nahe

                Kamyab hone ke liye mehnat karna bahut jyada important hota hai mehnat karne wala hi kamyabi Hasil Karte Hain mehnat ke bagair Ham Kabhi Bhi Apne Business mein Kamyab Nahin ho sakte Forex trading ke Business mein Hamen Hamesha Apna Kam Dil Laga kar karna chahie Apne kam ko acche time table ke hisab se karna chahie Apne kam ke liye ek Achcha time table Banayenge Tu Hi Hamar Khet Mein Kamyab Ho Payenge Forex trading ke Business mein Hamen Apna Kam Hamesha professional tarike se karna chahie professional tarike Se Kiya Gaya kam Hamesha Sahi Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kamyabi itne saste nahe

                  ji han bilkul aapane sahi kaha hai ki kamyabi itni sasti nahin hoti isliye hamen isme apni jo bhi kam karne Ho soch samajhkar planning ke sath karte rahana chahie aur apni trading acche planning ke sath Karen jiski vajah se hamesha profit mil sake loss na ho sake
                  • #10 Collapse

                    Re: Kamyabi itne saste nahe

                    Ji han aapke Baat bilkul theek hai kamyabi Itni Sasti Nahin Hai Kyunki agar aap kamyabi Hasil karna chahte hain to aapko mehnat Karni Hogi mehnat ke bagair Kabhi Bhi kamyabi Nahin Mil sakti yah Baat aap sab log Jaan len ki agar aapko acchi success fasil karni hai aur Forex mein apni life ko change karna hai aur Apna future bright Karna Hai To Main aapko batana chahta hun ke aapko Forex mein mehnat se kam karna hoga aur Forex mein apni life ko change karna hoga aur Apna future bright karna hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Kamyabi itne saste nahe

                      koi bhe chez ajkal ka daooor main free nhe ha ap ko mamooli chez ko dekh len to is ki bhe koi qeemat hoti ha agar kamyabi ki bat karen to ye kisi ko asy nhe mil jati ha is ka lye market main bahut zeyada mehnat sa kam karna hota ha time dena hota ha is ko practice karty han loss karty han jab exprince hasil hhota ha tab ja ka ap logo ko kamyabi milti ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Kamyabi itne saste nahe

                        Assalamu alaikum my dear friends kaise hain aap Navneet Karti hun kya aap sab Allah Pak ke Karam se Khush aur khairiyat se Honge aur mein yah Kahana chahti hun ke Pakistan Forex forum Ne kamyabi Itni bisti Nahin ke har Aane Wale member ko mil jaaye kamyabi pane ke liye Hamen Jyada Se Jyada mehnat karni padati hai kamyabi ki Kunji sirf aur sirf manate hai jab tak Jyada mehnat Nahin Karenge Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar Payenge isiliye Hamen chahie ke Ham sirf aur sirf mehnat Karen aur Sabar se kam Karte Rahen Agar Ham Ek Bar nakam Hote Hain To Hamen Bar Bar Koshish Karna chahie aur Hamen Allah Paryatan rakhkar kam Karte Rahana chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Kamyabi itne saste nahe

                          kayabi hasil karna har kisi ka khawab hota ha jo job kar rahy han bussness ha ya karobar ha ap chahty han ka jitna jaldi ho sakta ha bas ham is main kamuyyab ho jaen jab ka esa hota nhe ha is main time lagta ha oir mehnat sa kam karna hota ha otr yehe ap logo ki kamyabi ki qeemat hoti ha jab ap log esa karty han tab market main ap ko kamyabi bhe mil jati ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Kamyabi itne saste nahe

                            Assalamu Alaikum dear Forex member main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex main acche earning Hasil kar rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main kamyabi Hasil karna Koi Aasan Baat Nahin kamyabi Hasil karne ke liye Hamen bahut se knowledge ki jarurat hoti hai aur bahut jyada mehnat ki jarurat bhi hoti hai aur hard working jarurat bhi hoti hai Jab Ham bhi chijen Mukammal kar lenge To Ham Jarur kamyabi Hasil kar sakte hain isliye yah Soch Le Ke Kamyab hone ke liye bahut jyada mehnat ki jarurat hoti hai isiliye FIR milenge Khuda Hafiz
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kamyabi itne saste nahe

                              ap nay theak kaha hay kah kamayabi itne saste nahain hay kah koi aya aur aa kr kay ap ko ap ke jhoulay main aa kay dalkar chahla jay iskay lay apko mahnat krana parta hay ap ko chahya kah ap kam main nahanat sy karnay ke ap ko zarooray hay apko chahya kah agar ap kamayab issan manana chahtay hain to ap ko mahnat karna ho ge tab ja kah ap ko kamayabi malay ge ap ko chahya kah ap is kay laya jab bhe kam karnay ke ap ko zaroorat ho ap aias kam karin jis main risk kam sy kam ho aur nafah ho ap ko us main mahnat karna ho ge tab ja kay ap kam kar saktay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X