Overtrading ke nuksan?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Overtrading ke nuksan?
    insan ko overtrading Ka khyal rakhna chahie kyunki agar aap ek din mein trading karte Hain to fir aap profit bhi hasil kar lete hain lekin fir se aap Kisi trap mein Na paise isliye intezar Karen dusre opportunity ka dobara se usi vahan per aapko opportunity Milne ke chances kam hai vahan per aap sirf a short-term trade kar sakte hain agar aapane ek dafa long time trade se profit hasil Kar Liya hai to fir Majid long-term trade ke bare mein Na socho FIR aap ek nai opportunity dekhen ok acchi trade mumkin ho sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Overtrading ke nuksan?

    Over trading ka noksaan bohat acha swal hai forex mein aap over trading krtay hai tu aap ko noksaan hota hai aap ka account bi wash ho jata hai agar aap over trading nahi kray gay tu aap ko acha profit bi ho ga or Aap ka account bi safe rhay ga iss Lia AP ko over trading nahi karni chaiy aap ko àchi trading Kar Kay kamyabi hasal karni chaiy
    • #3 Collapse

      Re: Overtrading ke nuksan?

      Je dear over trading krny se kaffi nuksan hu jatta hai at a time one yh two trade laga len because yh best hai itna risk lena in chiye trade mai k aik hi waqt mai 5/5 trade laga den is se agar loss huwa tu bhut hu ga or isi trhan agar profit huga tu bhut hi munfa hu ga hammy hammy soch smjh k lagani chiye every trade
      • #4 Collapse

        Re: Overtrading ke nuksan?

        forex mai hm kam kar ky pasia kaam sakty hai hm is mai raat mai be kam kar sakty hain hm is mai din mai be kam kar sakty hain hm gar ai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hm is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain hm gar mai bth kar is mai kam kar sakty hain isimai hamara ki be boss nahi hain
        • #5 Collapse

          Re: Overtrading ke nuksan?

          Aslamoalaikum........... red karte waqt agar aap trading Ko Nahin samajh Baat Nahin samajh sakte training ke bare mein aapko Uske bare mein album Nahin Hota experience Nahin Hota tabhi aap usmein aur Karke apne aap ko nuksan pahuncha sakte hain Agar aapane market ko analyse mein kiya tha main aapko attaining Karke apne aap ko nuksan de sakte hain Agar apne aap ko Bachana Hai Shan se to trading ke bare mein knowledge Hasil Karen Uske bare mein experience Hasil Karen aur Market ko analyse Karen kis Waqt Humne market Mein train trading karni hai aur kis Waqt mahaul Sanskar ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Overtrading ke nuksan?

            Forex mai overtrading woh log karty hain jo log bohut lalach karty hain ya confusion mai trade lety hain jab woh loss mai hity hai to loss cover karny k leye aur trades open kar lety hain jis sy aur bhi loss ho jata hai. Is leye forex mai zeyada trades open karny sy sirf loss hota hai.
            • #7 Collapse

              Re: Overtrading ke nuksan?

              Asalam o alikum dear member
              Overtrading ka nuqsan yh ha ka ma agr hm overtrading krain gy tu hmin is ka bht nuqsan hoga hmara acount b wash hjy ha is liye hmin chye ka apny overtrading sy Bach a chye or tb hmara acount b wash ni hoga or hm save rhain is liye hmin chye ka zaida time mehnat krain or hmara acount b wash hny sy Bach jy ga
              • #8 Collapse

                Re: Overtrading ke nuksan?

                Ji bilkul overtrading ka bahut jyada nuksan hota hai Hamen apne business Mein isliye Hamen overtrading se avoid karna chahie Hamen kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie Hamen apne business Mein Hamesha Apne kam ko acchi quality wala banana chahie Jab Hamara kam acchi quality wala Hoga To Hamen Apne is kam ka Achcha Se Achcha reward Milega Hamen Apne kam mein kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Jo trader Apne business Mein overtrading karta hai use Kabhi Bhi Apne Business mein kamyabi nahin milati Ho se apne kam Mein Hamesha nuksan hi hota hai isliye Tamam member ko chahie ki vah overtrading ko avoid Karke Forex trading ke Business mein kam Karen
                • #9 Collapse

                  Re: Overtrading ke nuksan?

                  dear friend forex trading mn kbi bhi overtrading naen krni chayay keun k over trading sa hmesha nuksan he hota ha keun k jo log ziada profit k chakr mn overtrading sa kam letay hn to jb unki trades loss mn jati hn to jald he account bhi wash ho jata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Overtrading ke nuksan?

                    forex aik best busienss hain hum is mai agar over trade kary gy to hamara loss hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hainhm is ai posts akr sakty hain hm is mai trade be laga sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to hamra loss hain hum is mai agar tuka system sy kam karty han to harma loss hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Overtrading ke nuksan?

                      Assalamu Alaikum Forex friends doston overtrading ke bahut jyada nuksan 8 hote hain Agar have trading ke bare mein jyada information Nahin rakhte aur trading ke profit ki lalach mein profit karne ki koshish Mein Ek Se Jyada trade Laga Lete Hain To aap ka account bhi wash ho jata hai agar aapane level bhi bi munasib Nahin Rakha Hota Apne capital ke hisab se to aap ka sara sarmaya chala jata hai aapko aur trading Mein profit Nahin Hota balke aapko bahut jyada nuksan ka Samna karna padta hai
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Overtrading ke nuksan?

                        Hum ko kbhi bhi over trading nhi krni chaiy bulky humesha soch smajh kr kam krna chaiy dear agar hum soch smajh kr kam nhi krein gy tu hum kbhi bhi kamyabi hasil nhi jr saky gy hum ko achi opportunity ka wait krna chaiy aur jab market k trend ka pra chal jay us k bad hi trading krni chaiy ta k hum loss sy buch saky aur achi trading kr saky
                        Like tu banta hay ik🙏
                        • #13 Collapse

                          Re: Overtrading ke nuksan?

                          Ji han Hamen overtrading bilkul bhi nahin Karni chahie Kyunki overtrading Se Hi Hamesha nuksan Hota Hai. Aur jo log overtrading karte hain unko Hamesha nuksan hi Hasil Hota Hai vah Kabhi kamyabi Hasil nahin kar sakte hain usko kabhi bhi achcha profit Hans Nahin ho sakta Kyon Ke overtrading karne se hi Hamesha nuksan Hasil hota hai Hamen overtrading ko divide karne ki koshish Karni chahie Taki Ham is Mein Apne account ko sev Rakh sake aur Hamen kam karte waqt ismein bilkul bhi jaldbazi nahin Karni chahie Jo log over trading karte hain wo Hamesha jaldbazi Mein kam karte hain jaldbazi mein Hamesha nuksan hi Hasil Hota Hai Kabhi profit Hasil Nahin hota hua Kabhi acchi kamyabi Aage nahin kar sakta wi Kabhi Kamyab Nahin Hota
                          • #14 Collapse

                            Re: Overtrading ke nuksan?

                            agar hum over trading kuray gay to es say humain kafi nuqsan ho gaa agar humain nuqsan say buchna hai to es ky liye humain over trading say avoid kurna ho gaa q keyh over trading kurnay say he humain nuqsan hota hai to humain aisi cheezon say avoid kurnaa chahiye jis say humain loss ho to humain soch samujh kay sath apna kam kurna chahiye or over trading say avoid kurna chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Overtrading ke nuksan?

                              lafz over by nature hai he negative word. ye Jahan b use hoga is ka mtlb or effect Galt he hoga. over trading sy Murad basically aise mokun par trading krna hai Jahan koi trade setup ya entry na ho. or aisi jaga par trade krne sy nuksan ho hoga faida to to proper trading strategy k according he trading krne me hai hum strategy hasil krne me mehnat he is he liye krty hen k is sy hum sirf required condition me trading Karen. agar hum phr b har setup me enter hojaen gy to hum is sy apne loss me he izaafa Karen gy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X