Forex k liye bank se qarza lena

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1831 Collapse

    bank sey qarzaa lei kar to waisy bhee koe aur kam karna he khatarnak ha, lykin karza Forex trading ky ley liyaa jay to risk doguna hao jaata ha, kayon ky lose ke suraet mei app keh leye qarz wapaes krna inthaee hard hotaa ha, to is ley aapne paas exist kerte chaot.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1832 Collapse

      kissi sy loan laina woh bhi Forex keh leye toubaa toubaa friends aisee mistake kabhi be na krana ager loss hao gia to app uskao kidher sy dogy acha yehee hei keh shakhs apnee zatee invest yaa phir go forum sy go bouns milay iss sy trad kry.
      • #1833 Collapse

        dekhin ager app Forex ko behtar tarha sy sekh chukeey han or aapko aapne apar fully eitemaad he to tab app bank say udhar liye ker tadi kr sakty hein warna aapko lose hi hogaa aor ap kahen ki nahi rehengeey.
        • #1834 Collapse

          Bahi Jan aghr tu ap aik bahot achy trader hain tu apko bank se loan le Lena chahiye aghr ap achy trader nhi hai tu bank se loan na lein bus trade ko jati rahken bonus is best
          • #1835 Collapse

            salaem to all friends mare khaeil may Forex may agar traders ke skill ussaa is ke laik kertee hein too wo interest-free karza la kr trading shuru kar sektaa hei.
            • #1836 Collapse

              je bhae je ap nay absolutely theik kahaa hai, kah hamen bank say udhar ly kr Forex treading ko joinig nahi krna chahieey ku treading mei loss kaa bhee kaafi ziyada chances hotaa hai, aur wesy nbhee bank wale karza kay saath soaod bhee letey hen go hmary islam mein bahot barree laaenat hei aor hamen soaod jaisee laaenat sey avoid karna chahieey.
              • #1837 Collapse

                brother hamen bank say loan nahi laina chahiyaa kieon keh ager hum bank sey lone laetin han r hamenloss hao gya to hai pir kaese on kaa woh qarz utaeren gaa hamen bank sey lone laineey ke jaga Forex forum per job krana chahiyaa jiss sy hamen bonus bi miltaa hai, jes ko hay tradings mein use kar saktaein hen.
                • #1838 Collapse

                  yei bohut he khatarnak kaam ha, baaz okaat aap karza to ly leti hao mugir Forex jasi busines mei 1 dinn mein b aap wapes kr skti hao aor aapna sari amunt ap 1 dinn mein lose b kr sakti hao so aap ko is me loss say door honaa hga to aap ko ess mein zydaa profits ha
                  • #1839 Collapse

                    jee mare pieare bhai app nei achi bat ke hai, ky humi Forex main invest krny ky ley karz nahe leina chaye ku kei Forex khatarnak busines hai ager ham ko lose hao jaey to hm ye karz kaisy wapes kary gey iss ley hm ko little invest sey he Forex tradings ko shuru kr laina chaheay aor jb hm ko nice experince hao jaey tb karz laina chaheay.
                    • #1840 Collapse

                      Forex poori duniyaa mei chalney waala aik risk karobar hai aur iss karobar mein hm ko serf otna he invest krna chahye jitnaa kei hm bearing kr sakty hoon lykin yeh go qarzey waala kam hai yeh to mairy khayal sy absolutely he wrong bat hai essa Forex karobar mein nahin krna chahye.
                      • #1841 Collapse

                        Yes bhi ap nai surely thik frmaya hai, hm jitnaa more industrious kry gei hamey otna hi more benefit hao gaa kiyoo ke hum jitnaa mazeed industrious kry gei hamey otna hi mazeed information ore experince achieve hao gaa or hm trading bi achee kr sakey gey.
                        • #1842 Collapse

                          oh bahi yeh buhat badi mistake hain kabhi bhi forex se kisi se loaan nhi lena chahiye aur bank se loan lena tu humari sub se badi mistake aur sub se badi bewaqoofi hu gi aur jo k mein n nhi krni
                          • #1843 Collapse

                            Bank se ya kahin se bhi qarz na lein, 1 to ap ko interest dena paray ga dusra har waqt zehni pareshani hogi and forex kay liye to hargiz qarz na lein kyun kay jo shakhs qarz leta ha to zahir ha us ko financial problems hain, ab wo qarz se forex mein trading karay ga and us ko loss hota ha to wo phir kiya karay ga? Qarz kaisay wapas karay ga, is liye apni spare income ko hi forex mein invest karain, jis kay loss honay par bhi ap ko ziyada farq na paray.
                            • #1844 Collapse

                              main ap logon ko yahe mashwara don ga k ap forex ko karne k lie bank se kbhy bhe karza ni laina chahie kyun k agar apko forex main loss hojata hai to ap bank ko paise kahan se wapis do gay is lie apko chahie k ap kbhy bhe bank se loan lai k trading na karo
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1845 Collapse

                                yes dear main b ap ki bat se 100% agree hoon k humain bank se qarz lay ker koi b business ni kerna chahie aur Forex ko to bilcul ni kerna chahie kuink ye aik risky business hay ager is main loss ho jay to bank k rupee k sath sood b dana hota hay aur ye very difficult hay humain apne pass se Forex ko start kerna chahie ager kisi k pass money na b ho to b wo Forex forum main kam ker k aur is k bonus se Forex main trade ker sekta hay aur profit earn ker sekta hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X