Forex k liye bank se qarza lena

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    bhai mera jahan tak khayal he ke forex trading ke lye bank se qarza lena sahi nahe he q ke forex trading ka kisi ko pta nahe hota ager apko loss hogya to ap bohat brri mushkil men prr sakhte hen ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      ap k pas jitni payment hai ap mehnat se or lagan se usi se kam start kar dain agar ap loan lain ge kisi se b ya bank se to agar ap ko loss ho gya to ap k lie ek nae muskil khari ho jae gi k ap loan wapis kaise karain ge es lie jitni chadar ho utne paon philao jitne paise hain utne se kam start kar lo bhtr rae ga
      • #918 Collapse

        dear sir mere khayal se me to kehti hun k forex business k liye bank se qarza lena bilkul thek nhe hai q k yeh boht hi riski business hai aap k liye behtar yeh hoga k aap forum par posting kar k is me bonus invest kro or us se trading karo yeh behter hai ap k liye...
        • #919 Collapse

          forex kay liy qraza lana ap pr ha keh ap kis trah is ko lay skain gy aro kis trah fiada lain gy agr investment acha ho to faida to market bht acha data ha aro success ho jati h a
          • #920 Collapse

            dear friend mai samjhta hoon kai forex trading aik aisa business hian jis mai profit kai sath sath loss bhi hota hai to ese liye hamy chahyie kai ham forex mai bank kai qarzy per trading na kary
            • #921 Collapse

              ji nahi hbi ji hum k forex kai liy benk si aqarzalainy ki koi zarort nahiai q kaa agr hum nai qarza lai liya to hum ko is kainadr loss oh gya to kha sia pora krina gai skianadr bonnuce saia kamm chalo
              • #922 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                Bank se qarza le ker to waise bhi koi or kaam kerna he risky hai lekin loan forex trade k liye liya jaye to risk double ho jata hai kyun k loss ki surat main aap k liye qarz wapas kerna inthai mushkil hota hai to iss liye apne pas mojod choti raqam se he kaam start kerna behter hai.
                dear sir mere khayal se me to kehti hun k forex business k liye bank se qarza lena bilkul thek nhe hai q k yeh boht hi riski business hai aap k liye behtar yeh hoga k aap forum par posting kar k is me bonus invest kro...
                • #923 Collapse

                  Forex ek risky business hai is k liyay kerza lena ek bohat baree hamaakat haikyoonkeh ager trade mein loss ho jae to recovery mushkil hogee to aisay mein bank ke payment kaisay hogee
                  • #924 Collapse

                    nai me is ke sakht khilaaf hun kyunke bank hamesha aap ko loan ke sath interest bh bharna parega aur agar aap ko loss hua tou aaur bhi ziada pressure ayega aur aap trading khule dimag se nai kar sakte hen
                    • #925 Collapse

                      In my point of views we should abstain to submit the give from funds if we want to piss the physiologist and fortunate trading, because forex trading also dangerous trading job and sometimes we eff to grappling the release, so we should only outfit from our benefit for doing the relax trading.
                      • #926 Collapse

                        mere khayal main koi zaroori nahin hai kay hum bank se loan lay kay trading karain humain yahan lalach nahin karni chahiye is forum se bonus haasil kar kay he trading karni chahiye taa kay hum qarz daar na ho jayein.
                        • #927 Collapse

                          forex profitable business hai but is k sath risk bohat ziada hota hai agr app bank se loan lay kr forex me invest kry gay to risk double ho jye ga or is se tenshan b ziada ho jati hai jis waja se kam b thik trah se nahi kr skty han jis waja se loss ke chance ziada hoty hain or loss ki sorat me ap ko bank load wapis krna mushkil ho jye ga
                          • #928 Collapse

                            ji nhe bro humey is main mere khyal main bank se karza nhe laina chahie kyun k agar ALLAh na kare humey loss bhi ho jayte to wo humare hi paison ka ho na k bank se liye we kyun k apne cheez apni hoti hai
                            • #929 Collapse

                              forex ke lye bank loan lena agr ap chahte hain tu le sakxte hain magar is ke liye apko success trader banna pardega kyun ke agar ap ache trader honge tabhi ap apna money double akr sakte hain agar apko trading skills ke bare mein koi knowledge aur experience nahi hai then ap qarza na hi len tu behtar hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                Dear, mere khiyal se bank se qarza lena bewaqoofi hai. forex market main agr ap ne trading krni hai to phir khud apni invest se reall account start krna chahiye. loss bhi ho ga to apna bhi loss ho ga kisi ki tension nhi hoti apna kro ziyadaa kro ya phir thorra

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X