Forex k liye bank se qarza lena

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1336 Collapse

    Forex k bussiness k liay ap ko bank se loan nahi lena chahiye q k ye aik bohat hi risky bussiness hai baki forex main hamen apni mehnat or time invest karne se b earning ki ja sakti hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1337 Collapse

      o bhai qrz ly ker ni kerna lost must hy ko join kare iss me ap ko forex ke bare me tmam information bil mile gi or ap ko bonus bi mile ga or iss free bonus se tred ker lo thori si mahnat aur to kuch ni hy
      • #1338 Collapse

        Assalam o alaikum g Bhai g trading karnay kay lea haman karza lanay ey ab zarorat nhe kyon kay Forex nay ab ya masla hal kardiya ha. Forex forum apnay traders ko free trading karwata ha. or un ko aik successful trader bannay main help karta ha
        • #1339 Collapse

          forex kay liye qarza nahi lena chayie bank say aur learning is very important for earning agr aap kay pass ilam nahi hoga tu aap forex say money made karnay mein nakaam ho jayn gayn isi liye aap forex ko ziyada say ziyada learn karay because yeh aik good business hay aur unlimited money make kar saktay hay .
          • #1340 Collapse

            forex kay liye bank say qarza nahi lena chaye is liye ap learning karo aur forex hamary country mein be rozgari ka khatma kar sakti hay just aap logo ko chayie kay forex ko learn karay takay aap ka knowledge increase ho aur aap forex say daily achi earning kar sakay mein forex ko bahot pasand karta hon yeh lifetime busines hay .
            • #1341 Collapse

              asluam alekum bahi jan bank say karza le kar to bnadi or bhi kaam kar sakta hay treading karnay ky lie peasa ka hona zarari nahi hay bast mehnat karni parti hay
              • #1342 Collapse

                jee, humen forex k leye bank se qarza nhi lena chaye kun k ye ek risky business hai or is men humara loss b ho sakta hai to humen loan return karna difficult ho jaye ga humen pass chati raqam se he kam start karna chaye or us se he profit gain karna chaye
                • #1343 Collapse

                  nahi forex k liye bank se qarz le kr nahi krna chahye ku k forex ak risky business hai is liye ho skta k apko loss b ho jaye is liye qarz nahi lena chahye agr ap k pas paise nahi b hain to is fourum pas posting kr k b apna account bana skte hain phr is se b trading kr skte hain.....
                   
                  • #1344 Collapse

                    my dear brother aap bnk sy loan ly k trading kr skty ho or us ko return be kro ye be aap py he depend krta hy ..... or iss k liya aap ko hard work krna zarori hota hy or kaam krna be
                    • #1345 Collapse

                      forex ki liye loan mat lena chayie aur forex sab kay liye hay is mein har koi trading kar sakta hay aur female bhi is mein achi earning kar sakti hay lekin un ko bhi forex ko achi tarha say sekhna hoga kiyon kay loss ho sakta hay isi liye tu logo ka is mein bahot loss hota hay aur kuch logo ko profit bhi hota hay .
                      • #1346 Collapse

                        Behtar hai k bank se qarza na lia jay jo paisay ap k apnay hon un se hi trading ki jay takay loss honay ki surat me kisi maslay ka samna na karna paray.
                        • #1347 Collapse

                          Mere khyal se pehley training purposes post kar ke real account use karo agar samge ayy ke tum kar sakty ho to pair agla step bank se warze na lo acha ha
                           
                          • #1348 Collapse

                            yaar mera khyaal hay forex kay liye bank se qarza lena ksis bhi surat theek nahi hay bulkay buhat se brokers ke website per and kuch leanring websites per yeah likha hota hay kay invest urs money which u r ready to lose
                            • #1349 Collapse

                              saalam bhai jee app ko bank se karza laynay ki koi zarooat nahi hai agar app o loss ho gaya tu kahan se pora karna hai ??????????????????????????
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1350 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                                Bank se qarza le ker to waise bhi koi or kaam kerna he risky hai lekin loan forex trade k liye liya jaye to risk double ho jata hai kyun k loss ki surat main aap k liye qarz wapas kerna inthai mushkil hota hai to iss liye apne pas mojod choti raqam se he kaam start kerna behter hai.
                                G bilkul main is baat se bilkul agree krta hu k bank se qarza le kr forex main invest nae krna chahiye ku k qarza wese e wapis krna bht mushkil ho jata hai or forex k lye bank se qarza lena to bht risky hai,,is lye ap k paas agar thori raqm bhi hai lekin apni hai wo forex main invest kr den to acha hai...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X