Forex k liye bank se qarza lena
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    nahe mere khayal ma forex trading ka liye hamye bank se qarza nahe lena cahye keo ka ye bohat zeyada risky business hai is ma hamye utna he invest karna cahye jtna ka hum is ma loss afourd kar skye ye bohat zeyada risky business hai is ma hamye zeyada investing nahe karni cahye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Bank se qarza le ker to waise bhi koi or kaam kerna he risky hai lekin loan forex trade k liye liya jaye to risk double ho jata hai kyun k loss ki surat main aap k liye qarz wapas kerna inthai mushkil hota hai to iss liye apne pas mojod chot
       
      • #48 Collapse

        yes dear forex trading kay liye ap bank se loan se sakte hain aur ap ko asani se loan mil bhi jae lakin mere khayal se ap demo account me lazmi practice karain ta kay ap asani se apne bank loan ko forex se recover kar sakain.
           
        • #49 Collapse

          bahi jan forex trading may loser k liyeh koi jaga nahi hoti hai agar ap bonus par profit nahi kar saktay ho tu ap loser ho our ap ko bank say loan lay kar b ap loser hi ho gay na k winner ho jao gay brother so trading mind say ki jati hai na k bank loan say
           
          • #50 Collapse

            Forex k lie bank se karza lena boht riskey he q k forex aik aesa business he jis me ager trader ki luck sath de to trader ko boht faida hota he so that jb tk ap ko forex me experience na ho tb tk ap bank se loan le k business start na kro q k ager loss hogea to is ko recover krna boht mushkil ho jae ga.
            • #51 Collapse

              this is not the right way that you can trad ein the forex. you have to pay back that bank load. that is why you should not do that. and you have to invest the little and make it more with trading.
              • #52 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                Bank se qarza le ker to waise bhi koi or kaam kerna he risky hai lekin loan forex trade k liye liya jaye to risk double ho jata hai kyun k loss ki surat main aap k liye qarz wapas kerna inthai mushkil hota hai to iss liye apne pas mojod choti raqam se he kaam start kerna behter hai.
                mery khayal sy ahemn qarza ly lena chahye, ap bikul theak bata ya hume ku ke forex trade markit kafi riski businiss hai or esa karke hum yhan apna risk or bhi barlte hain jse shaid hum pershrlyis ho kar work karne or hume bajae profit ke loss hojat ahi tu hum low parhi tarde karna chye or hum jald he rich ban sakty hain
                • #53 Collapse

                  dear ager ap forex trading ko thek taran chala sakte hen aur is me full experience rakhte hen aur ap ko khud par yaqeen hai k ap is me earning kar saken ge to ap bank se qarza le kar trade kar sakte hen
                  • #54 Collapse

                    ge haan mere dost forex business to ek risky business hy or new trader to is main kamyaab nai hosakty is main buht sara time lgta hy or mehnt krni hoti hy bank se loun na liya jaye aap ka paas jo bhee rakm hy osi se acount bna kr tradeing ki jaye is k leye insta forex buht hee behtar hy gee
                    • #55 Collapse

                      g hana ap forex me tradig ka lie bank sa loan laana chhye lakin is sorat me lana chhye ka hamara pasz experince aor knowldge to baohat hi zaida hona chhye koi ka with out experince ka hamna kkoss hao jae ga aor ham bad me qarza lana ka pcyhtae ga
                      • #56 Collapse

                        bhai main to forex trading kay liya kabhi bi bank say karza nahi loon ga.kue kay forex trading main risk buhat zayada hay,or is main hum ko kabhi ya nahi pata chal sakta hay.kay market ki sahi movement kaya ho sakty hay.is liya main to us business ko is forum kay bonus kay sat hi ker raha hoon..
                        • #57 Collapse

                          bhai forex ak bohat hi bra risky business ha is me bank se loan le k ager ap kam kro ge to ap ko nuksan ho gia to ap k lie bohat bri problem creat ho jay gi is lie loan na lo ap or forex me jo amout ap loss k lie bear kr sko utna hi invest kro behter ha
                          • #58 Collapse

                            ma ap ko ya he advis do ga k ap kbi be bank sy loan la kar kbi be kam na kara ku k Allah na kara agar ap ko loss ho ja to ap bank ka loan kis tarh wapis kara ga is lia best ya he ha agar ap na forex ma investment karna ha to bank sy loan la kar na kara.
                            • #59 Collapse

                              mery dost mery khyaal se ye treeka bilkul fazool hai kiun k forex market aik boht hi risky market hai iss main admi jitna b kooshish kary loss ho hi jata hai loan aap tabi lo ge jab aap forex main aik achy trader nai ho ge to phir aap ko loss hi ho ga aur agar aap forex main aik achy trade ho to aap ko loan ki zaroorat hi nai pary hi kiun k aik acha skillsful trader kam captail se hi earning kar leta hai aur successful ho jata hai iss liye mery mashwara yehi hai k aap forex ko learn akr demo ac py practice karo phir trade karo IN SHA ALLAH aap ko loan ko zaroorat nai pary gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                mere khayal main to is forum ke hotey huwey hamen kahin se bhi qarza lene ki zaroorat nahn hoti hey aur hum is forum ki madad se free main bonus bana kar is amin work kar sktey hain aur acha profit hasil kar saktey ahin.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X