Forex k liye bank se qarza lena

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    is ma ap ko asa koc ni karna cahya is ma agr ap ko kam he karna ha to is ka forum ma post ka kamkaro or bounss ma trading karo sab kaliy ha forexak online business ha sab ka liy ha forex ak acha business ha
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      since there is not much documentation involved in forex trading being done generally and regulator does not allow banks to engage in this business in general, there is not much of a chance really that bank loans are an option for forex
      • #363 Collapse

        mara piyray bank say qarza lana say trading kaarna thik nhi hay agar ap ko forex trading may experience hay agar nhi hay to ap pakistan foerx forum may posting kary or is may acha knowledge ly or phir trading kary trading ka ya best trika hay
        • #364 Collapse

          agar aap aik experieced trader hain lekin aap k pas trading karnay kay lia amount nai to i think aap bank se le saktay hai is kay bar aks agr aap ko trading k bare main nai pata or aap start hi loan se kar rahay hain to i think ye bewaqoofi hogi aap sb kuch lost kar do gay or ghareeb hojain ge or apni kismat ko koso gey better to avoid bank loans.
          • #365 Collapse

            orex trading business aik bohat hi mushkil online business hai jiss per ager hum bank se qerza le ker trading kerien gay tou humein iss business mein loss bhi ho sakta hai iss liaye mein iss business ko risky business kehta hoon
            • #366 Collapse

              Apko karza laine ki koi zarorat nhe forex sy bonus ly kar ap trade karein ar agar apki trading skills achi hen to ap forex k diye gy bonus sy trading k zarye kafi paisa kama skty hn. Lakin apko trade achin trh ati ho ta k ap ko loss na ho..
              • #367 Collapse

                bhai jan forex trading k liye bilkul bhi kisi loan nahi lena chahye oan lena aik buri thing hai islam bhi iss baat ki ijazat nahi daita hai or jo kaam aap loan ly kr kro gy ous main barket bhi nahi ho gi or na he nafa mily ga forex trading k business main koi pata nahi hai kub loss ho jaye agr loan si ki gaye investment main loss ho jata hai tu ous se buhat mushkil ban jaye gi aap k liye
                 
                :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                • #368 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Bank se qarza le ker to waise bhi koi or kaam kerna he risky hai lekin loan forex trade k liye liya jaye to risk double ho jata hai kyun k loss ki surat main aap k liye qarz wapas kerna inthai mushkil hota hai to iss liye apne pas mojod choti raqam se he kaam start kerna behter hai.
                  Mery khyal main forex trading main investment karny kay liey bank say qarza nahi lena chahiey balkeh pakistani forum par kam kar kay es say bonus earn kar kay es say trading karni chahiey.
                  • #369 Collapse

                    ye ap par or ap ki qabliyat par depend karta ha k ap trade kar k loan wapis kar sakty hain k ni for example k ap bank sy loan lety hain or ko bad mr trade k doran ap ka los ho jata ha to ap loan kahan sy wapis dain gay.
                     
                    • #370 Collapse

                      mnvf fyt fityguiygy]x fcuifhuiasd fhuy sfehoiuf ouiyfuyadbajsdycb asyudf byuasdfbayusfb sudcysafayusfd bfdsayufbadyausdf
                      asdscasdcadsvdasdvvadfvadfvdafvadvadvad
                      vadfvafvadfvadnbadfavad cvuiaddvhcauycv gayicvyia dvgayidv adyvi
                      a;vu avgavadvadf vadfyviaod fv
                      • #371 Collapse

                        may dear hum forex ma business ka lay hum log bank say loan be lay sac tay hay hum forex ma trading ma online work ker hum bank ko loan wapes ker sac tya hay or hum trading be ker sac tay hya or hum ka bank ka qerza be wapes ho sac ta hay
                           
                        • #372 Collapse

                          as you know that forex is a risky business, so if loss then it is very difficult to return it with interest. So i disagree with you, if you have your own money so do this business otherwise not.
                           
                          • #373 Collapse

                            forex trading ma ya bat ziada profitabla sabit ho gi ka hum real pasa sa start krn ..... oterwise bank qarza lana is sooorat ma bhtar ho ga ka is trsding ma bht ziada experienced hon keo ka agar hma forex trading ma loss hi jata ha or bank ka lone specific time ma pay nhi kar pata to wo is qarza ko or ziada coplex bna data hn .jis ko wapis dana mushkil bun jata ha
                            • #374 Collapse

                              Dear forex ke liye ap bank se qarza le to sakte hain,lekin ye bohat ziyada risky hoga apke liye kiunke agar ap apni mony lose kar jate hain to phir apke liye ye paise wapis karna bohat mushkil hojayega.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                aap bank se qarza zaroor le saktey hain but us soorat main jab tak keh aap forex ko achi trha se larn karne main kamiyab nahin ho jatey hain aur jab aap is main acha experience kar len to phir aap is main qarza bhi le saktey hain.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X