Forex k liye bank se qarza lena
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1846 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: naseer-ch پيغام ديکھيے
    yes dear main b ap ki bat se 100% agree hoon k humain bank se qarz lay ker koi b business ni kerna chahie aur Forex ko to bilcul ni kerna chahie kuink ye aik risky business hay ager is main loss ho jay to bank k rupee k sath sood b dana hota hay aur ye very difficult hay humain apne pass se Forex ko start kerna chahie ager kisi k pass money na b ho to b wo Forex forum main kam ker k aur is k bonus se Forex main trade ker sekta hay aur profit earn ker sekta hay.
    gee han hmein apne business ke lie apne investment se trading krne chahe aur hm apne business mein kabhe kse bank se qarza le kr apne trading nhe krne he aur hm apne trading mein ihtiat se kam krein aur apne trading mein risk management ko smjh kr apne trading krein aur apne he investment se forex trading krein
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1847 Collapse

      ap forex trading k liy bank se qarza lay sakty hein ager ap k pas experience or skills hien tu ap forex k ly bank se qarza lay skaty hein or ap forex men kam ker skaty hein mager dear ap k pas ager experience nahi hai tu ap bank se qarza mat lein is se ap double double tens ho sakti hai
       
      • #1848 Collapse

        forex kay liay bank say qarza lena bi aik achi bat hai likin jub tak ap apnay apsay say satisfy nai ho jatay hai tub tak apko kabhi bi bank say qarza lenay kay baray em khayal bi nai karna cahoy kyu kay traders qarzay say lost ho jiay tu apko hi return karna parta hai
        • #1849 Collapse

          app ko sirf iss haal mein bank sey karza lena chahiye key app trading key barey mein bohat zyada achey tarikey or bohat zabardast trader ban chukey hoo or app ko pora yaqeen ho key app ab loss nahi kar saky gy agar app iss cheez pey amal kartey ho to app bohat achi trading kar sakty hain to phir app bank sey qarza ley saktey hain
          • #1850 Collapse

            forex trading main agar hum kam karnay kay liey bank say loan lena chahty hay to lay sakty hay but es say batter humary pass forex forum ki option hay so humay chahiey keh forex forum par kam kar kay es say trading karen
            • #1851 Collapse

              bank se Qarza Lena wesy he thk nh hota q k hmain bank ko texes k sath wapas krna hota hai agr hmain lose ho jata hai tu hum bank ko time py qarza wapas nh de paengy or hmara risk double ho skta hai es liye forex mn trading k liye bank se qarza nh lena chahye
              • #1852 Collapse

                forxe kay business ko start karnay kay liay bank say qarza lena koi bi bad bat nai hai likin apko qarza lenay say pehlay apni khud ki poerformance ko achi taraha say check karan chaiy
                • #1853 Collapse

                  G forex trading business ko kise se bhi qarz lay kar nhi karna cahaiye kiok forex trading mein agr acha profit hy tu forex trading business mein loss bhi buht ziada hy aur forex trading business risky bhi buht hy is liye apne pas se kam investment kar k hi trading karain
                  • #1854 Collapse

                    ehsa krna bhot hi galat hy kio k agr ap ehsa krty hy to ap ko phr jab loss ho jata hy to bank walo ko to phr dyna hi hota hy to jab ham ko is my loss ho jay to jo ham ny pasy liya howay hoty hy who bhi chaly jaty hy our hamary pas kam krny k lya bhi nai bachty hy our uper sy hampr qarza bhi hota hy to phr ham mushkil my ah jaty hy is liya ehsa nai krna chiya
                    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                    • #1855 Collapse

                      forex kay liay bank say qarza lena bi aik achi bat hai likin jub tak ap apnay apsay say satisfy nai ho jatay hai tub tak apko kabhi bi bank say qarza lenay kay baray em khayal bi nai karna cahoy kyu kay traders qarzay say lost ho jiay tu apko hi return karna parta hai
                       
                      • #1856 Collapse

                        Mera payara dost bank sa qazra lay kar forex trader ma kam kar saktha hain but bad ma muskal hoo sakti ha apni he kamai sa agar hum kam chala sakta hain to bank sa qarza mut lain humarm this from both achi hay agar hum dily tor se or ayman dari se kam karain ga to allaha tallah humain kamyab kara ga.
                         
                        • #1857 Collapse

                          Kuch loog forex may kaam karny k lyr bank say qarza ya loan hasil kar laty han or ohr is ko forex may invest karty han ye batt theek nahi ha agar ap loog bank say loan latynhan is k against ap ko is ka intrest b pay karna oarta ha is lye ap ko chiye knap asaa na karyen or just forum pr kaam kryen
                          • #1858 Collapse

                            I think life mein koi bhi buisness ap qarza ly k na kryn.aur forex mein to bilkul qarza ly k kam na kryn because market down hoi to loss hoga aur apne jo qarza liya wo zaya ho jaye ga.
                            • #1859 Collapse

                              Bank loan to Islam min jaiz ni hai q k sood lena Allah tala se dushmni krna hai oor jo banda ik dafa sood k daldal min phans jai to us ka nikalna mushkil hai or kabhi bhi usey sood ki raqam se koi faida hasil ni ho sakta jo bhi kam krey ga nuqsan hi ho ga so plz sood sey bachi oor Forex k lie jo kuch zati tor pr ho wo invest krin chahey cent account hi q na ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1860 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                                Bank se qarza le ker to waise bhi koi or kaam kerna he risky hai lekin loan forex trade k liye liya jaye to risk double ho jata hai kyun k loss ki surat main aap k liye qarz wapas kerna inthai mushkil hota hai to iss liye apne pas mojod choti raqam se he kaam start kerna behter hai.
                                Exactly, trading bilkul uncertain h to karza leke trading karne ka sochna buhat bari galaty h, hamesha apne pas jo extra pese ho wahi use karne chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X