positive thinking.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Ji han hum positive soch ky sath hi forx se kmai kr skty hain. Hum forex se earn krny ky lye forex ko learn krna ho ga . tbhi hum forex se ayk achi earning kr skty hn.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Jab bhi trading karain to khofzada na hon aur mayoosi sey trading na karain balkeh positive thinking rakhain keh hum ney is business sey profit lena hy aur yeh koi mushkil nahi hy. Jo log negative sochtey hain un key sath negative hi hota hy. Hamesha apney mind ko fresh rakhain aur relax ho kar trading karain aur dar ka koi kam na karain.
      • #18 Collapse

        G forex trading mein mehnat aur hardwork k sath hum ko apni soch bhi achi rakhni cahaiye kiok achi soch se bhi hum forex trading mein kaamzab trader ban sakty han kiok hum ko ye nhi sochna cahaiye k loss ho ga balke mehnat aur hardwork kar k knowledge aur experience se trading karni cahaiye aur ye sochna cahaiye k profit earn karen gay
        • #19 Collapse

          g bhai forex trading mien apko chahiye ke ap is mien hamesha hi positive sochen aur is mein ap apne tamam negative thoughts ki chutti karden aur market ki reading seekhen.
          • #20 Collapse

            G mehnat aur hardwork tu koi bhi kaam karna ho us k liye zarrori hoty han likn forex trading business k liye mehnat aur hardwork buht zarrori hy agr hum forex trading business mein mehnat aur hardwork karty han tu forex trading mein kaamyaab trader ban sakty han aur is k sath hum ko apni soch ko bhi acha rakhna ho ga
            • #21 Collapse

              thinking ka asar hamesha trading per or trader per dono per he parta rehta hai thinking jitni clear and positive hoti hai us ka impact utna he acha or positive parta hai jitna ziada sakoon ke sath mind ko fresh rakh kar trading se kamate hain utna tensed mind se kabhi nahi kama sakte .
              • #22 Collapse

                G han ap bilkul theek keh rahay hain k hamen hmesha positive thinking kay sath forex pay kaam karna chahiye loss kay baray main sochtay nahi rehna chahiye loss ka fear dil say nikaal dena chahiye beshak jahan profit business ka part hay wahan loss bhi usi ka part hay lekin agr ap mehnat karen gay aur planning kay sath chalen gay to ap zaroor kamiyab hon gay
                • #23 Collapse

                  ji bilkul humein chayein ky hum humesha positive thinking rakhey yahan kkaam kartey waqt jabhi hum yahan asani se kaam kar paye gy lehaza mehnat bht zaruri hy yahan par guys soo guys positive thinking rakhey aur zaida se ziada mehnat karey yahan par
                  • #24 Collapse

                    jee dear ap ki bat bilcul correct hay aur main ap ki bat se 100% agree hoon k ager hum forex trading k lie positive thinking rekhain aur is k lie mehnat krain to he hum forex trading main successful ho sektay hain aur is se huge profit earn ker sektay hain I think k forex trading aik acha aur profitable business hay.
                    • #25 Collapse

                      sahi bat kehi ap nay forex man wysy hi earning nae ker sakta koi ju trader mehnat kerta hai ic business k tamam tools or techniques seekh laita hai wohi trader profit earn kerta hai.
                      • #26 Collapse

                        g han forex trading me apni soch ko positive rakna chaye loss ka dar app ko nahi hona chaye agar app k pass acha expernice or knowledge hay to app ka mind positive hi app ko successful karwa sakta hay.
                        • #27 Collapse

                          positive thing bohat zarori cheaz hai forex k leyeh humy chahiyeh slow slow lagy tubhi kamyab hu sakty hain or forex jitna acha kaam koi nahi hai humy chahiyeh slow slow lagy rahy tubhi kamyabi mil sakti hai
                          • #28 Collapse

                            han g dear hamain forex main positive soch rakhny ki zroorat hai ., or mery khyal main jo banday forex per trading kar rahy hai un ko pta hai k forex aik real site hai or aagr un ko loss ho b jata hai to wo is k bary main negative nahe sochty . balky wo apny aap main fault search karty hai q k un ko pta hai k forex aik positive earnig site hai . or is k bary main bura nahe sochty
                            • #29 Collapse

                              Forex trading business mein kaamyaab hone k liye apni sooch ko bhi acha rakhna ho ga aur forex trading mein ye nhi soochna cahaiye k loss hi ho ga forex trading business mein kaamyaab hone k liye achi aur positive thinking bhi rakhni cahaiye tab hi kaamyaab trader ban saktay han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                duniya ka koi bhe kam ho brother us mein postive he rehna acha hota ha k positivty he hameen kamyab hony ka tirqa batai ha or yehi raz ha k ek acha or acha work krny sy hamesha kamyab earning dilata ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X