Friends forex trading Mein lot sizes aur pip values bahut zyada importance hai aaj Ham lot sizes aur pic values ke bare mein baat karenge Asal Mein Hote kya hai.
Lot sizes
Currency trading lots ki shakal me hoti hai. Lots base currency k unit pe mushtamil hoti hai.Ziyadatar broker 3 tarha ki lots trading k liye pesh karte hai.
Standard lots jo k 100,000 unit ki hoti hai.
Mini lots jo k 10,000 unit ki hoti hai.
Micro lots jo k 10,000 se kam unit per mushtamil hoti hai.
Pip value
Friends Mini lot (10,000) ki trade me 1 pip ki value aam tor per $1 k barabar hoti hai jab k standard lot (100,000) ki trade me 1 pip ki value $10 hoti hai isi tarha jitni barhi lot hogi utni hi pip value hogi.
Dosto Agar aapko yah post knowledgeable Lage to aap is per Apne khayalat se zarur reply dijiye ga Ta k Ham is bare mein aur zyada clarify ho saken.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим