best time for trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    best time for trading
    Helo guys kon khta ha is sham ko kro ya subha kro trading nhi asa bilkuo nhi ha guys ap aik week ma 5 din jab marzi trading kar sakty ho but best time woh hi jab market achi move kar rahi ho kiu k us say market k trend ka b pata chal jata ha..thek market 12 bjay k bad start hoti ha pakistani time k mutabik..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mere hisabs e sb se best time trading ka london session aur new york session hota hai aur us tiome market achi move karti hai.
    • #3 Collapse

      g haan dear friend ap nain sahi kaha hai k market main hum weekly kitnaian days ker sakty hain and iss ay faida haisl ker saktay haain.
      • #4 Collapse

        gee bhai hmein apne trading mein hr wqt sahih time trading ke lie milta he bat yeh hote he keh hmein apne trading mein experience ho ga to hm apne trading mein shaih trading kr ke ache income haisl kr skein ge is lie hmein apne trading ke learning pr ziada tawaja dene ke zarort he
         
        • #5 Collapse

          her trader k trade kerny k apny oqat hain. but trader ku market k sessions k mutabiq chalna chahye kun k market movement jitni bhi show kerti hai wu different sessions k start honay say hi effects show keri hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            gee bhai hm ko apne forex trading ke sahih time ka pta ho aur hm apne forx trading mein sahih wqt ka intzar kia krein aur jb hm ko apne forex trading market ke trend ka sahih pta chl jae phr hm apne trading mein order lagaya krein aur acha profit haisl krein
             

            اب آن لائن

            Working...
            X