Apki pehli trade ka result kia tha? Profit ya Loss???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apki pehli trade ka result kia tha? Profit ya Loss???
    Dosto apki pehli trade ka result kia tha? Apki trade Profit men close hui thi ya Loss men???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apki pehli trade ka result kia tha? Profit ya Loss???

    Trade Mai Profit Loss Bhut Zaida Matter Karta Hai Or Meri Trade KA Result Start Mai Bhut Bura Tha Jesy Mai Acha Expereiance Gain Karta Gaya Usi Hisab Say Mghe Profit Hota Raha Or Mai Kamiyab Hota Raha Agr HA Agr Apko Bhi Achi Trading Kanri Hia Tu Apko Chahiye Keh Ap Profit Bananey Kay Liye Practice Lamzi Karein Demo Account Par

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Apki pehli trade ka result kia tha? Profit ya Loss???

      jab Traders market Mein Apni trading karte hain aur isase trading Mein Apni utrade open karte hain to use Waqt Jab unhen market Mein profit hota hai ya FIR loss hota hai unhen apne is profit or loss ko dusra ke sath share karna chahie Taki aap ke Dariya se market ko acchi Tarah se confirm kar sake aur Market Mein Apni trade lagakar market Se Achcha result bhi Hasil kar Saken Forex trading ki market mein aap Jab Bhi apni trade Lagate Hain to use Waqt aap ko stop loss profit kolaj me use karna chahie Iske jariya se aap market Mein Vah Jyada nuksan se bachake aur Market Mein stop loss or profit ke jariye se acche benefits Hasil Karke market Mein Apne trade ko ek informative trade banaa sake
      • #4 Collapse

        Re: Apki pehli trade ka result kia tha? Profit ya Loss???

        Dear member Forex per Jaise hi Maine Apni pahle trade Lagaya thi, Tu Mujhe Forex trading ke bare mein itna Nahin Pata Tha Na Mujhe indicator aur candle ke bare mein itna Pata Tha To Main pahle time hi loss per chala gaya tha, yani Meri pahle e Jo trading thi uska result loss tha..
        • #5 Collapse

          Re: Apki pehli trade ka result kia tha? Profit ya Loss???

          market mai hm trade laga kar mufna hasal kar sakty hain hum is mai agar mistake kar ky kamk arty hain to harma loss ho ata hain hamy aik time tbale bana ark kam karna ho ga hm is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai di mai be kam kar sakty hain hm is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain is ko samna asna lam nahi han
          • #6 Collapse

            Re: Apki pehli trade ka result kia tha? Profit ya Loss???

            ge han dear app nain acha sawal kia hai forex main abi trade nai ke q kay mera account bonus abi kam ha main umeed karta hun kay jab bhe pahli trad karon ga mujy acha profit hasil ho ga main app say bhe yahe kahon ga kay hamain forex main acha or quality wala kam karin gy to he hum is main kamyab hon gay forex aik best online business hai
            • #7 Collapse

              Re: Apki pehli trade ka result kia tha? Profit ya Loss???

              Assalamu Alaikum dear member Jab Main trading karna start kiya tha Tu Mo fast time bahut Achcha profit hua tha Aur Main usdjpy pr trade Ki Thi Aur mujhe jyada Achcha profit aaya tha aur main bahut Hosh bhi hua tha dear aap sab Jo new member Hai is bar ko serious Karen yah kam bahut Achcha hai aapke liye is aap apna future bana sakte hain bahut jyada paise Kama sakte hain lekin ismein mehnat ki jarurat hoti hai aaj mujhe kam kiye hue takriban 6 month ho gaye hain aur main bahut Achcha ismein income Hasil Ki Hai Lekin main bahut nuksan bhi ismein khaya hai aur Mujhe Sabar Hai ismein Main Aur Jyada acchi income Banaunga aur Inshallah aur Jyada Kamyab Hoga aur apni Jyada mehnat karunga
              • #8 Collapse

                Re: Apki pehli trade ka result kia tha? Profit ya Loss???

                ha ha ha bhi ji do maheenay ho gaey hain aj tak mayri to pehlai trdae lagi ho nhen bohot mehnat or koshish ki ja rhi hay jnab main to kafi martba kafi thak sa jata hon or kuch kam pakistan forex per krnay ko dil hi nhen krta so bas is kam main dhyan rakhayn k bas quede azam wali policy ab tak main nay to ikhtiyar ki hoi hay yani kam kam kam or sirf kam is ka result daykhtay hain kal ka wada kia hay doat nay trading k liayy so try to the best and do the best and get the best for ever
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Apki pehli trade ka result kia tha? Profit ya Loss???

                  ab itna to yad Nahin hai kyunki mujhe trading mein Aaya do sal ho gaye hain ke pahle trade mein ne yah to yad us pipli thi magar yah yad nahin hai ki prakhand mein thi yah last mein thi aap mein itna Nahin yad rakhna matlab itna to yad Kisi ko Nahin hota ke prakhand mein thi ya nahin thi to main lagaya kya chahunga ki alhamdulillah alhamdulillah ab meri Jo trade se Hain vah kafi bata rahi ho chuke hain ab mujhe Jo matlab loss hota hai vah meri apni roti ki vajah se hota hai meri apni lalach ki wajah se hota hai jab bhi matlab mein bahut jyada lalach karne ki koshish ki hai usko tujhe loss hota hai jab mein lalach nahin karta to use din mein loss nahin karta aur matlab profit mein Nahin aata to last mein bhi nahin 200 prakat Hoti hai yah loss hota bhi hai to thoda bahut minimum lal alhamdulillah aap mein acchi setting kar raha hun to aapko bhi main yahi kahunga ki pahle aap sikhen sikhane ke bad setting mein Aaya aur achcha profit hasil Karen.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X