Overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    ham overconfidence ho kar ham apni sari money invest kar sakty ha aur yeh bohat risky ha is liye ham ko forex trading ma overconfidance na ho aur soch kar fesal kare tu hamry liye behtar ha.trading main over confidence ka hona is very bad enemy for us kiun ke isse se hamen apni tarding main bohat nuqsan hota hai jab koi trader contineusly achi tarde open karaha hota hai aur usse uski earning bhi achi horahi hoti ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      aap ne 100 persent bilkul theek kaha jo loog kuch ziada hi our confidense hoty hain wo jb harty hain tou ya tou wo forex choor dyty hain ya apna sir peet k dobara join krty hain in ko chahiye k pehlly hi soch samjh k treading kryn k baad mai yeh nobat naa aye...
      • #198 Collapse

        jee bhi jaan yi ik acha sawalhay kay forex tradding may ap ko apnay ap kayoper over confidence nahe hona chahyia q kay is ki wajah say ap loss ka samna ker saktay hay buss jitna ap ko apay oper confidence hay wo he theek hay
        • #199 Collapse

          forex busienss main confidence rahana assi bat hai lakin app ko forex busienss main over confidence na hi honi chyea hai . ku ki over confidence greed ki samil hai jo ki forex ki lyea bohut hi buri chij hai jo app ko avoid karna chaya hai.
          • #200 Collapse

            forex trading buhaat Zyada burbaaarr or Cool mind persorn Ka kaam hai,buhaat Soch samajh kar trading Karna parti hai phr jab profit earn kiyaa jataa hai tou us main Say teen hisay Withdraw Kar lain or ek hissaa apnay Capital K Sath jor Dain... is Say Ap Ki pocket bhi full rahay Ge or Aap Ka Capital bhi increase hota jaye Ga.
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #201 Collapse

              Ager overconfidence hogy to apka hi nuqsan
              hoga ..ap apna sara profit kho do gya aur just
              apk hath mein loss aye ga. .ap sirf apny
              experience k mutabiq kaam karyn to hi best
              hay...
              • #202 Collapse

                maine abi hi start kiya hai lekin ek mera dost is sy bht zyada earn kar raha hai or totally uski life change ho gyi hai pehly usi bandy ne phaty purany jooty or boseeda kapry pehny hoty thy lekin ab us bandy ne ek new white mehran ly li hai or ab wo apni car main uncha music laga k ghoomta hai
                • #203 Collapse

                  g bhai jan thik kaha apny k hamin forex mai kabi b over confident nahi hona chahia q k waqt kisi b time badak sakta ha agr hm kamyab han to hm nakam b ho sakty han is lia kabi overconfident nahi hona chahia
                  • #204 Collapse

                    you are right friend.in forex treading overconfidence and emotion both are risky and create loss.if you invest in forex without experience then loss must.so get experience and then invest
                    • #205 Collapse

                      Jab bhi app ko kisi bhi kam main itna itmad ho jye tu app ko is main kam karne ka maza ata hay aur app ko is main kam karna easy huta hay aur app ko is main itna bhi zada apne app per itmad app ke liye forex main loss ki waja se ban jati hay aur app ko is main apne knowledge aur app ko is main kisi na kisi na strategy ko bana kar trade ko karna chahye .
                       
                      • #206 Collapse

                        Yes g ha sir forex me ap ko saber sy he si me trading karni chaye our ap ko is me over confidence nahe hona chaye q k is me ap ko pir loss ho jata ha jis sy ap ko forex me bachna parta ha our ap ko forex me pir profit kafi time k bad he hota ha to achy ye hota ha k ap is me over confidence nahe hona chaye.
                        • #207 Collapse

                          yar forex mein 100% sure koi bhi nai hota. bus expect hi kiya ja sakta hai by technical analysis say aur fundamental. risk to business ka rule hai profit bhi hota loss bhi hota.
                          • #208 Collapse

                            Salam Friends, :rolleyes: Forex trading is a great profitable business, you can earn a lot of profit here. If you want to be successful here than you should have to be confident but no overconfident, you should avoid to be over confident. You have to make strong decisions besides this you have to control your emotions and have to avoid shortcuts and greed.
                            • #209 Collapse

                              Overconfidence in forex is not good . it will bring loss if you show it in your trading . Forex is the most changeable business that's why we have to stay on learning in everyday
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                jb humara confidence forex me use hota hai to ye profit me change hota hai lekin jb baad me ye confidence over confidence me change hota hai to hame bhot sara loss hota hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X