Overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    je han forex trading may ap ko buhat soch samagh kar trade karna hota hay hosakta hay apko first time he acha profit ho jaye or ap overconfidence ho jain or ap wihout sochy samjhay trading karnay lagay to yeh apkay liye loss ka bais hosakta hay apko her hall me confidence say soch samajh kar trade karna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      confident hona achi cheez hai magr over confident hona achi bat nhe hai.. kuch log over confidence ka shikar hoty hein or ultimately loss ki traf chaly jaty hein. meri rai ye hai k forex forum me over confidence na hon,, pehly kam ko samjhen , seekhen or phr kren.. tbhi ap aik successful trader ban skty hein.
      • #138 Collapse

        mara bhai mara khayl se forex ma traning karta hova huma bhot aram tabyet se karna chayia aur o log overconfident se trading karta hya vo akir ma loss ka shekar hota hay is liya overconfidence nahi kara chayia
        • #139 Collapse

          overconfidence hona humain kabhe bhe hero say zero bana dyta hay humain overconfidence honay kay bajaey apnay work pay concentrate karna chaheay ta kay hum better say better result avail kar sakain...
          • #140 Collapse

            jahan tak over confidence ki bat hy to forex main wo hi over confidence ho sakta hay jis kay pass 10 sy 20 sal ka experince ho q k usy maloom hota hay ka kis waja sy isy loss ho ga or kis waja sy nuksan to is wo over confidece ho sakta ho jo new hon or overconfidence hon to nuksan hony k chances ziayda hoty hain.
            • #141 Collapse

              jo log over confidence hte hain wo khud ko perfect smjte hain inko lagta hai k wo trading k barey me sb kuch jan gaye hain aisa nahe hai yaha per overconfident hne ka matlab hai khud ko nuqsan phchana islye hme is se door rhna chaiye
              • #142 Collapse

                yes youa re right, trading main over confidence ka hona is very bad enemy for us kiun ke isse se hamen apni tarding main bohat nuqsan hota hai jab koi trader contineusly achi tarde open karaha hota hai aur usse uski earning bhi achi horahi hoti hai to woh acahnak se over confidence ka shikar hojata hai aur phr woh big profit lene ke chakar main apni pori investment ko katam karwaleta ha. Hamen chaye ke agar hum future main expert tarder ban bhi jayen tab bhi hum kabhi bhi greed aur over confidence ko apne pas na ane dain kiun ke yeh bhot dangerous hain hamari trading ke liye.
                • #143 Collapse

                  over confidence simply kills your all and all investment so over confidence say kabhi bhi trading nahin kerni chahiyea confidence bohut hi helpful sabit ho sakta hain trading main mager over confidence bilkul bhi nahin achaw hota hy ...
                  • #144 Collapse

                    forex aik aesa business ha jsme hme over confidence bilkul bhi h hna chahie agr hm aik acha trader banna chahte to aur agr hm over confidence hojaenge to hm glt step utha skte aur loss ho skta hme bht islie over confidence se bachna chahie
                    • #145 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: hamza786
                      Bilkul .. Hum humesha tab he nuksaan uthaty hain jab humein overconfidence apni taraf kheenchta hai .. hum is se bach kr he kamyaab trader ban skty hain otherwise nhi
                      forex ke liya bhut bura hai over confidence . hum agar business me over confidence se kaam late hai tu loss ka chance hota hai. forex me aap lalach nai kare.
                      • #146 Collapse

                        JE haan over confidence kisi bhi cheez main ho wo nuksan deh hi hota hai islye apko chahye k ap apny trading main normally reh kr trade krayn takay apko achi tarha trading ka pata chalta rhay aur iss main lalach aur jald bazi sy bilkul door reh kr trading kryn tab apko loss bhi kam sy kam hoga aur trade bhi achi hogi.
                        • #147 Collapse

                          bhai jan forex me over confidence bohat muksan deta hag sk trader ko over confidence se bacna chahye g forex me over confidence se ak trader bachta ha to wo gain krne k kabl ho jata ha g forex trading me over confidence or greeed se ak trader ko cachna chahye g
                          • #148 Collapse

                            i think that confidence make a trader skillful but over confident is very dangerous.. over confident refer a trader to fall in greed..
                            • #149 Collapse

                              overconfidence to kisi bhi kaam main acha nahin hoota.ye loss ki waja say bann jaata hai.is leiy agar aap ko agar achi earning ho jaati hai or aap ka target poora ho jaata hai to phir overconfidence nahin hoona chaheiy.rest karni chahiey.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                G ha sir forex me ham ko sirf our sirf trading par he diyan dena chaye q k forex me ap ko ek ghalty bare he loss dy sakty ha our ap ko pir wo loss ko pora karna hota ha our yaha tak ap k account bi loss me katam ho jata ha to is lye ap k forex me aram sy he trading karni hoty ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X