Overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    over confidence nahi hona chahiye is bussniess mein kam karty hue ku kay over confidence ki waja se ap ko aksar nuksan ka samna karna par jata hai or ap ne jo kamaya hota hai aksar ap wo b gawa bethty ho.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      hlo dear i think jo log apny kam ko over confodance se karty hain wo destory he hotay hain
       
      • #1083 Collapse

        i think k overconfidnce se ap life main pichy rah jaty hain or kamyab nai ho paty is ie confdnce to rakho par over confidance kabi b nai rakho
           
        • #1084 Collapse

          hi dear jo log over confidanent ho jaty hain apny kam main unko humesha loss he hota hai
           
          • #1085 Collapse

            over confidence nahi hona chahiye is bussniess mein kam karty hue ku kay over confidence ki waja se ap ko aksar nuksan ka samna karna par jata hai or ap ne jo kamaya hota hai aksar ap wo b gawa bethty ho.
             
            • #1086 Collapse

              brothr ap ki baat sahi ha agr ham forex trading se ak acha profit earn kar rahy ha aur apny har zarorat ko pura kar rahy ha tu ham overconfidence ho kar ham apni sari money invest kar sakty ha aur yeh bohat risky ha is liye ham ko forex trading ma overconfidance nah o
              • #1087 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                Agar aap forex trade ker k aik acha profit earn ker rahe hain or successful hain to ho sakta hai k aap main overconfidence a jaye or next time aap apna sara he profit invest ker dain jo k bohat risky hai so skata hai to hamesha soch smajh ker invest karain.
                yes i agree with you over confidence buhat buri cheaz he or es ki waja sey buaht sary log faile ho jaty he forex market mien.hamein forex trading mein confidence hona chaye but over confidence sey hum ko loss ho sakta he or hum apna capital b loss ker sakty he.
                • #1088 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                  Agar aap forex trade ker k aik acha profit earn ker rahe hain or successful hain to ho sakta hai k aap main overconfidence a jaye or next time aap apna sara he profit invest ker dain jo k bohat risky hai so skata hai to hamesha soch smajh ker invest karain.
                  forex ma hum sub sa pala to is ma hum point ko bana ta ha or is ma trade kar ta ha or is ma eran kar ta ha or is ma hum ko ager is ma loss ho ta ha to hum is ma phir sa point ko bana ta ha or in ko trade kar ta ha or is ma phir sa trade kar taha or is sa hum is ma eran kar ta ha or is ma hum hud sa be pasa ko laga kar is ma trade kar ta haor is ma eran kar ta ha ha ha ah
                  • #1089 Collapse

                    forex main kaam karnay k liay hamin is main over confidence say kaam nahin laina chahiay.is tarah hamain is main say nuqsaan ho sakta hai
                     
                    • #1090 Collapse

                      ap nay over confidence ka jo aik bohut hi normal rojhaan samjhaya hain main is say 100% mutafiq hun hum ko kabhi bhi profits ko zada dekh kay over confidence nahin hona chhaiyea hain kay hum next time apan saray ka sara profit re invest ker dain and loss kertay chalay jayin
                      • #1091 Collapse

                        Bhai jan Confidence k sath trading krna theek hota hai or trader profitalbe trading krnay mai b kamyab hota hai lakin agr wohi confident overconfident mai change ho jaye to trader ko bohat c difficulties ko face krna pr skta hai or ho skta hai k loss b ho jaye.isi liye 1 target k sath trading krni chahiye or over trading bilkul nhi krni chahiye.
                         
                        https://t.me/pump_upp
                        • #1092 Collapse

                          forex main overconfidence sey nuqsan trader ka hi hota hai aur is sey wo bach nahi sakta hai ziada tara.
                          • #1093 Collapse

                            je han janab maine ap ki bat say agree hon asal maine jo aik aam trader jo kay is sa kama kar aik acha business man ban jata hai wo doble ko tripple karnay kay liye is main esara sarmaya invest karnay ko tayar ho jata hai greed barh jata hai or wo aik din k=maine lakhon kama na chahta hai
                            • #1094 Collapse

                              is businessmia over confidence he ap ko ly dobta hai ya ni ap ako is ki waja sy he loss face karna parta hai or ak greed hai jo ap ko loss face karwa ti hai to is lyie ap ko yek dona chezzn nai use karni chyie
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                Forex trading mein hamay kbhi bhi overconfidence create nhi karna chahiye kio kay jab ham over hoty hai to hamare liye trading diificut hojati hai or hamare liye profit earn karna bhi tough hojata is liye hamay confidence hona chahiye lekin overconfidence nhi

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X