Overconfidence in forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
    Agar aap forex trade ker k aik acha profit earn ker rahe hain or successful hain to ho sakta hai k aap main overconfidence a jaye or next time aap apna sara he profit invest ker dain jo k bohat risky hai so skata hai to hamesha soch smajh ker invest karain.
    over ha hi bara bhai is me phari ho bi overconfidence wo bi forex trading business tu hum ko result hasal ho ga loss ki sorat me yer hum ko chay is business confidence se work kary na ky overconfidence se
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      Forex trading hamesha relax mind aur confidence say ki jati hy. Lekan jab aap ko yeh yaqeen ho jaye keh aap ko hamesha profit hi milay ga aur aap key all decisions correct hon gey to is ko overconfidence kehtay hain. Overconfidence say hamesha bachain aur soch samjh kar aur is bat yar yaqeen rakh kar trading karain keh jahan profit hota hy wahan loss bhi ho sakta hy.
      • #1023 Collapse

        Overconfident forex main bilkul bhi acha nahi hai. cnfident se hum frex main acha kam karty haian ur acha earn bhi karty hain akin agar hum overconfident sa hum loss kar sakty hain aur ziada big loss kar sakty hain iss liye kabhi bhi forex main over confident na banaye aur soch samjh kar trade decision karain.
        • #1024 Collapse

          is main thura confidence ki zaroorat hoty hai.agar hamaray pass kafi ziadah confidence ho ga tu hamain is main say loss ho ga.
           
          • #1025 Collapse

            Forex trading men 2 banday kabhi beh profit hasil nahe kar saktay hain aik owh jo lalach karta hai aik woh jo bilkul over confidance ho jata hai or woh apnay aap ko master samhjta haai kay loss nahe ho sakta woh loss kar jata haai yeh bat confirm haai
            • #1026 Collapse

              kissi bhe field main over confidence honay ke zroorat nhe kunkeh is say nuksaan ka andaisha rehta hay specially forex trading kay business main kun keh is business main experience he kam aata hay
              • #1027 Collapse

                dear hamen forex k business men kabi b overconfidence nai hona chahiye balkay humen chahiye k ham sirf confidence k sath he kam karen aur jab ham confidence k sath kam kren gay to phir ham achi kamyabi hasel kar sken gy
                • #1028 Collapse

                  Hmen is business me kabhi bhi onver confidence k sath kam nahi karna chahye kyun k is business me hm over confidence k sth kam karty hain tu hmen kafi loss ho sakta ha kyun k over confidence is business me greed ko le ata haa
                  • #1029 Collapse

                    jee jaanb aap nay bikul theak kaha hai yeh aiik online busnsie hai is amin jab agr aap overconfidance ho jauo gay to aapk oloss ho sakta hai or aap ka account wash ho skata hai
                    • #1030 Collapse

                      bhai jan forex me over confidence hame loss he deta hai jitna ham ko is me over confidence hota hai khud per utna he ham ko is me nuqsaan hota hai is lye hame koshish yahi karni chahiye ke is me slow and steady ho kar he kam karen .
                      • #1031 Collapse

                        ji mein yehi kahun ga yeh kam krny kl iey hunen yeh kam sahi trhan sy smjh k krna chaheay yeh kam sahi hai acha hai bht
                        • #1032 Collapse

                          ye bat tu ap bilkol theak farma rahy hain, some time aisy hota ha k jub hum forex market mai enter ho jaty hain tu after successful trading hum next time k ley overconfident ho jaty hain jes ke bena per hum earn shuda capital ko bhe kho dety hain.
                          • #1033 Collapse

                            yes my dear friend i would like to tell you that over confidence is a very very bad thing for all of the traders. hamesh kisi bhi business main over confidence bohat harmful sabit hota ha. ic liye over confident bhi nai hona chahiye.
                            • #1034 Collapse

                              Forex is not that much hard and you don't need to learn that much about this market:D But even after 1 year, losing couple of thousand dollar his mentality remained quite same like before. Overconfident will be hurt themselves. No ones can help us if we can not help. I see a lot of trade are lose there account for overconfident and over trade.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                Forex aisa online business hy is main over confidance hon se loss ho sakta hy kyo k jab hum overconfidance ho k trading krty hn to is tarah loss ho jata hy forex main confidance se trading krni chahye,,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X