Overconfidence in forex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2146 Collapse

    Insan ko mere khayal agr firex tracing mn over confidence itni bari bat ni ha ye cover ho sakta ha but ap ko under cconfidence ni hona chahie is tara ap agr under confidence hn tu ap fail ho jaen ge tradinf k waqt
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2147 Collapse

      G main apse agree karta haon apne bahot achi baat ki hai k kuch logon ko jab profit ho raha hota hai to wo over smart hona shuru ho jate hain autlr trade ko itna zayda smjh aur planning k sath nahin karte aur natija loss hota hai
      • #2148 Collapse

        forex main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main experience hasil kar k hi hum sucess hon gay aur market main experience hasil kar k hi hum market main achi trade kar k hi hum sucesss hon gay aur confidence say hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main trend ko use kar k hi hum achi trade karein gay aur earning ho saky gi
        • #2149 Collapse

          Forex mn jis trah emotion ni chalta tu asi trah over confidence bhe forex mn ap ka bahut bara dushman hai ager ap over confidence sy trading kren gy tu bhe ap kbi successful trader ni ban suken gy as liay forex mn over confidence sy bachna bahut zarori hai
           
          • #2150 Collapse

            Forex trading mein overconfidence kisi bhi trader k liey nuqsaan dah saabit ho skta hy chahy jitna profit ho raha ho trader ko chahiey k wo bagher kisi laalach m aaye mukammal confidence k saath trading kry
            • #2151 Collapse

              agr hum is main confidence say kam karty hain to kam karn akafi sai hota hay magr is main high risk main kam karty hain to kam karna kafi risky ho sakta hay humain demo ki help say market ko use karna ho ga ta kay market main trade karny say achi earning hasil ho sakti hay over confidence say market ko use karna humary liye kafi nuksan dy hay
              • #2152 Collapse

                Forex main agr ap bar bar kamyabi hasil kar rahay hein tu yeh lazmi bat hai ke ap overconfidence ka shikar ho jaein gy. Aur kesi bhi kam main overconfidence insan ko nuqsan ponchta hai koun ke insan jb kuch hasil kar leta hai tu apy se bahr a jata hai aur baghir kuch sochy samjhy kesi se mashwara key baghir faslay karny shru kar deta hai jis se nuqsan bhi uthata hai
                • #2153 Collapse

                  waisy to zindgi overconfidence ki wja sy frd ko nuqsan ka andesha hota hy lakin agr tsweer ka dosra rukh daikha jaye to market mai muslsal rabity ki wja sy confident mai bhi izafa hota hy.mgr baz dfa overconfedent ki wja sy loss bhi ho skta hy...
                  • #2154 Collapse

                    Bahut he acha thread post kea ha bhau nay meray zehn m bhi yahe bar a rahi thi k soch samjh k tradig krain. Ziyada overconfidence baz dfa insan ko nuqsan deti ha. Lehaza cool mind k sath order place krain
                    • #2155 Collapse

                      Overconfidence her business k Lea nuqsan da sabit hota ha or forex trading ak ASA business ha jis main overconfidence ki koi jagha Ni ha agr AP trading SA kafi profit milta ha tu agli bar ap Sara profit invest KR dety Han tu ya bhuut risky ha or apko kafi loss ho sakta
                      • #2156 Collapse

                        forex main experience hasil kar k hi trade karni ho gi aur hamain confidence say kam lena ho ga tab hi hum run karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main profit hasil ho saky ga
                        • #2157 Collapse

                          forex trading main trading skills or exppernce ki base par aghr hmain khud par confidence hai k hmain sub kuj pta hai tu yah bat sahi hai maghr jub hmain yah lgta hai ya hmain yah sochny lag jaty hain k hmain tu kuj sikhny ki zarorat he nahi hai hum khud he tees mar kahna hain forex k tu un ko jald he pta chal jata hai k yah mahnaz un ki soch he hai
                          • #2158 Collapse

                            Forex mn trading krty hoy kbi bhe overconfidence sy trading na kren ager ap ny kbi achi trading sy acha earn kr lia ho aor ap satay balance sy trading krny lag Jain apny overconfidence ki vjha sy tu ap k liay bahut ziada harm ful hai q k as sy ap apni sari balance bhe loos kr sukty hain as liay forex mn trading krty hoy bilkul bachty rakhen overconfidence sy beshak ap ko 100dafa bhe profit q na aa Jay kbi bhe overconfidence na hon
                             
                            • #2159 Collapse

                              Dear friends insan hamesha us waqt ghalti karta ha jb wo overconfident ho jata ha.wo samjhta ha k ab usy sb a gya r wo ab koi mistake ni kary ga.r without any planning apny sary capital k sath trading mn kood parta ha r market k reverse hony pr capital sy hath dho bethta ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2160 Collapse

                                agar hum overconfidence ho kar trading karen gay to humari trading theak nahi ho sakti so humay chahiey keh es business main theak say money management karty huway kam karen ta keh esmain acha earn kar saky ye aik bohat acha business hay esmain sahi say time dainay main he faida hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X