Robot trading kay benefits

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Robot trading kay benefits
    Assalamu Alaikum dear members main aaj aapse group pot trading se related Kuchh information Hasil karna chahta hun kay Robot trading karte hain uski Humko kya advantages mil sakte hain aur isko complete karne ke liye kya process Hota Hai?


    Click image for larger version

Name:	images (9).jpeg
Views:	10
Size:	26.6 کلوبائٹ
ID:	12469833Click image for larger version

Name:	images (8).jpeg
Views:	8
Size:	23.2 کلوبائٹ
ID:	12469834
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Robot trading kay benefits

    Robot Trading Kay Bhut Say Fawaid Hain Robot Trading Khud Hi Trading KO Manage Karta Hai Or Wo Khud H Hamein Limited Profit Nikal Kar Deta Hai Is Say Hamein Safe Trading Tu Milti Hai But Hamein Kabhi Is Feature Say Trading Experience Nhi Hasil Hota

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





    • #3 Collapse

      Re: Robot trading kay benefits

      hamy market ko achy sy samj kar trading karne chahey hum is mai robot trading be karne chahey hamy trading karny ky har aik asol ko pora karna chahe ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky hamy kamyabe ky tools ko use kar ky is mai trading karne chahey ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky yai aik asa karobar hia jo ky pore duna mai pahl cuka hai hum ismain live kam karty hai
      • #4 Collapse

        Re: Robot trading kay benefits

        Frndz dekhein jb hm apna Kam khud nai krein ge tb tk hamein hardwork ki adat nai ho gi so apna kam khud krna chaiye apni mehnat se jb hm apna Kam mehnat se khud krte hein to hamein yaqeen hota ha kamyabi ka kion jo b Kam mehnat se Kia gia ho us mein sakoon tasali hoti ha so apna kam khud krna chaiye
        • #5 Collapse

          Re: Robot trading kay benefits

          Robot trading :-
          Dear ap ko sab se pehly main ye batna chahta hon k robot trading kya hoti hai tu ye aik automatic trading software hoty hain jo agar ap apny account par use karyn tu apki trading automatically hogi robot he apki trading open aur close kary ga chahye profit mein kary aur chahy loss mein close kary
          How TO USE ROBOT :-
          Dear robot trading k liye hamyn pehly work out karna hota hai kyun k different types k robot hoty hain aur aik acha robot select kar k us ko purchase karna hota hai us k bad apnt account par ham robot use kar sakty hain robot k liye hamyn payment karni hoti hai
          ROBOT TRADING K FAIDY :-
          Robot agar acha ho aur apka account balance zayada ho tu ap ko ye faida hota hai k ap ki automatically trading hoti hai robot khud he open aur close karwata hai aur apko zaroorat nahi hoti agar apki trading achi na bhi ho tu ap ka robot agar acha hai tu apko acha profit ho sakta hai
          ROBOT K LOSS :-
          Dear robot use karny k kafi zayada disadvantages hain jaisy k ap ko agar robot use karyn gy tu kabhi achy trade nahi ban sakty aur doosra disadvantage ye hai k ap ko robot k liye payment karni hoti hai aur ye bhi zaroori nahi hai k robot sari trades profit mein he close karta hai robot se loss bhi ho sakta hai
          Is liye main ye advice karta hon k ap khud trading seekhyn aur khud analysis kar k apni trades open aur close karyn
          • #6 Collapse

            Re: Robot trading kay benefits

            Robot trading ka big advantage ye hota hay key hamy manual trading Karny ki zarorat hi pesh nahi ati hay aur ham Forex market me trading key sath job ya business activities be continue rak sakty hey manual trading me ham apni Marzi ka risk be le sakty hey aur apni marzi ka profit be earn kar sakty hey magar es key ley zarori hay key ham proper time be spend karen jab key robot trading key ley ye bilkul be zarori nahi hamary orders automatically market me open be ho sakty hey aur close be ho sakty hey.
            • #7 Collapse

              Re: Robot trading kay benefits

              Assalam walekum ji Bhai jaan aapki baat bilkul theek hai or ummid karta hun aap sab khairiyat se hongeji agr hm Pakistan forex form main Kam kr rahy hn to agr hm chaty hn kh hamri jagh main agr rabot Kam Karn to is ky ye advantage hn kh hm Jo bhi is ko command dn gn to ye yahin command ko fallow Kary ga or is ka or ye advantage hi kh hmra time bhi waqt bhi Bach sakta hi
              • #8 Collapse

                Re: Robot trading kay benefits

                is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karein gay so hamain is k bary main practice karni ho gi aur forum main kam karny k kabl ho sakty hain so hamain is k bary main enter hony say pahlly is k bary main earn karien gay so hamain is k bary main trend k ouse kar k hi hum achy say tradr ban sakty hain but hamian chahye is k bary main practice karni ho g tab hi hum run karein gay s ohamain is k baryy main practice kar k hi hum achy say trader ban sakty hain tab hi hum real main kam karin gay ta k earn ho
                • #9 Collapse

                  Re: Robot trading kay benefits

                  Dear AJ ke mozu Bohat hi best hai day Ka to eskay benefits yehi hoty hai robot trading ke ye multi-tasking kerlety hai or human SE zayada tez work Kerty hai. Ye aik SE zada operations ko manage karlety hai jesa ke market ma entry or exit jab leingy hamy to Bohat sochna Hota hai phir Hamm market ma entry or exit lety hai esi liye ye Hamm SE fast hoty hai or yeh kaam kerlety hai. Uskay ilawa ye stop losses or take losses ko be handle Ker lety at a time. Or to or yeh Bohat sari currency pairs ki trade ko be Bohat achy SE aik time ma manage Ker lety hai.
                  Gharz koi Kam ASA nhi Jo ye Hamm SE Acha na kartay ho robot trading ki waja se traders ki Zindagi asaan hogye hai.
                  Meri nazar mein esay yehi Kuch benefits hai .
                  Shukria.
                  "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
                  • #10 Collapse

                    Re: Robot trading kay benefits

                    hamy soch samj kar robot trading karne chahye hamy trading karny ky har aik asol ko pora kar ky he profit hasil hota hai hum is mai live trading karty han hamy apny experience ky hesab sy pair yai currency chose karne chahey or is mai trading karne chahye hamy trade lagany sy lagany sy pahly is mai stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Robot trading kay benefits

                      Rebort campatur language men ak programme hota ha jis men technical signals feed kiay jatay hen r button daba dia jata ha.Jab price agay barhti market men jab priy agay barhti ha to programming kbhisab sa trade automatically open ho jati ha.Apka camputer cahahy on ho ya off ho trade open close hoti rehti ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Robot trading kay benefits

                        Bhai acha topic liya hy apne faide bht hy isse aur risk be hy mtlb ye k yahan ap trade to kargy but kuch confrm nahi hota Hy k Kia hoga q k risk be hy isliye acha hy AP khud seekh k samjh k trade kare bot trading k uper mt jaye
                        • #13 Collapse

                          Re: Robot trading kay benefits

                          robotic trading Kay Bhut Say Fawaid Hain robot buying and selling Khud hello trading KO manage Karta Hai Or Wo Khud H Hamein restricted income Nikal Kar Deta Hai Is Say Hamein safe trading Tu Milti Hai however Hamein Kabhi Is feature Say trading revel in Nhi Hasil Hota
                          • #14 Collapse

                            Re: Robot trading kay benefits

                            Ghan bhi gan ap bil kul theek kah rahe hain aapki is Baat se main agriculture Karta Hun Ki Ek Achcha Sawal Kiya Hai Hamen chahie ke Hamen Roop Forex ke Roj ko follow karna chahie Agar Ham per Uske Roop Ka Palan Karte Hain To Ham is Samay Achcha knowledge Hasil kar sakte hain aur acche knowledge ki vajah se Ham ismein acchi earning Hasya kar sakte hain isliye Hamen chahie ki ismein mehnat Karen aur kamyabi Hasil Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Robot trading kay benefits

                              Assalamu Alaikum aaj duniya bhar mein takriban 90% log Forex per kam kar rahe hain aur ek acchi aur handsome income hasil kar rahe hain Forex ek aisa platform hai jo aapko kareeb se Amir Bana Deta Hai agar aapke pass acchi skills and knowledge hai to aap Forex mein Kabhi loss Nahin uthate aap jitni vestment karenge usse do gana aap Forex se hasil karenge lekin uske liye sabse pahle shart ye hai ki hamara knowledge achcha Hona chahie tab Ham doston Se request hai ki Forex per daily basis per kam karte rahen aur Market ki analysis karte rahen Tamam doston Ka Shukriya Allah Hafiz

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X