Resistance and support sahi hain ya nahi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Resistance and support sahi hain ya nahi
    Asalamu Alaikum.
    Kesy pata kiya jaye k jo resistance and support lagaya hain wo sahi lagya hain ya nahi.???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Resistance and support sahi hain ya nahi

    Walekum assalam dear jab aap support level or resistance level ki recognition kar rahe hote hain no doubt yah difficult process hota hai lekin Jab aap 2 different prices zone per 1 line draw Karte Hain To usmein Jab process usko Kai bar touch Karti Hai To aapki resistance aur support level ki confirmation Ho Jaati Hai Agar market usko just Ek Dafa touch karti hai aur uske bad usko Breakout Karti Hai To vah aapki e resistance level aur support level Nahin ho sakta isliye aapko koshish Karni chahie ki iski confirmation se related conscious Hona chahie.

    No doubt Jab aap different levels ko properly observe sakte hain aur resistance level aur support level se related conscious hote hain to aapko bahut hi important decision making Karni Hoti Hai Jiski wajah se aapko profit aur nuksan hone ki chances ho sakte hain isliye support level or resistance level se related aapko Soch samajhkar decision-making Karni chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Resistance and support sahi hain ya nahi

      Dear ap na bohat acha topic share Kia hai support and resistance ko samajana bohat zurari hai kion ka jab Tak Ham support and resistance ko nai samajy gay hamy acha benefit nai Mily ga .
      Dear forex trading mein kaam karne ka Kay hamy tenical analysis or tools SC help Lani ho ge.
      • #4 Collapse

        Re: Resistance and support sahi hain ya nahi

        Walekum assalam dear jab aap support level or resistance level ki recognition kar rahe hote hain no doubt yah difficult process hota hai lekin Jab aap 2 different prices zone per 1 line draw Karte Hain To usmein Jab process usko Kai bar touch Karti Hai To aapki resistance aur support level ki confirmation Ho Jaati Hai Agar market usko just Ek Dafa touch karti hai aur uske bad usko Breakout Karti Hai To vah aapki e resistance level aur support level Nahin ho sakta isliye aapko koshish Karni chahie ki iski confirmation se related conscious Hona chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Resistance and support sahi hain ya nahi

          G han bhai jan resistance aur support level ko must follow karna chahiye but ap k technical analysis itny achy hon k apko exactly support aur resistance level ka idea ho aur us k bad ap market ko monitor karyn agar ap k support ya resistance level ko market bar bar tuch kar k retest kar rahi ho tu us ko ap strong support ya resistance level kahyn gy but agar market foran first time he support ya resistance level ko break kar jati hai tu usko ap support ya resistance nahi keh sakty
          Aur dear ap ko support aur resistance k different level par market ko monitor kar k he trade open karni chahiye tab apko acha profit ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Resistance and support sahi hain ya nahi

            Assalam walekum ji Bhai jaan aapki baat bilkul theek hai agar or ummid karta hun aap sab khairiyat se hongeji agr hm Pakistan forex card main Kam kr rahy hn to hm ko is platform main Kam karty hn or hmollow karna chahiye but ap k technical analysis itny achy hon k apko exactly support aur resistance level ka idea ho aur us k bad ap market ko monitor karyn agar ap k support ya resistance level ko market bar bar tuch kar k retest kar rahi ho tu us ko ap strong support ya resistance level kahyn gy but agar market foran first time he support ya resistance level ko break kar jati hai tu usko ap support ya resistance nahi keh sakty
            Aur dear ap ko support aur resistance k different
            • #7 Collapse

              Re: Resistance and support sahi hain ya nahi

              Forex trading ke andar 2 levels bahut jyada importance rakhte Hain Ek Ko Ham sport level Kahate Hain Aur Ek Ko Ham resistance level Kahate Hain support level vah level Hota Hai Jahan market apni minimum price ko touch karti hai aur uske bad downward trend khatam ho jata hai aur resistance level vah level Hota Hai Jahan market Apne maximum price ko touch karti hai aur vahan per upward trend khatam ho jata hai agar aap Forex trading ke andar Kamyab Hona Chahte Hain To aapko chahie Ke Jab Bhi trading start karne lage to support level aur resistance level ko Jarur Samne rakhen Is Tarah aapke liye bahut aasani Rahegi aur aap market ko acche se analyse Karke trade kar Sakenge aur accha profit Hasil kar Sakenge
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Resistance and support sahi hain ya nahi

                hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hm is mai dinmai be kam kar sakty hai hamy market mai mahnet akrne ho ge pher he hum agy bar saky gy hm is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasal ho jy ge hum gar ai bath kar is mai kam kar sakty hain

                اب آن لائن

                Working...
                X