Fast trading ke nuksan?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Fast trading ke nuksan?

    fast reading your sakti hai ke market mein Jo pyar aapane select Kiya hai vah fastly munh kar rahe ho uska fayda bhi hote hain aur nuksan bhi hote hain usne aap prediction nahin kar paate ke market karo kis taraf hai market confused Hoti hai aur bi aur sala donon hi takat varya kamjor hote hain isliye aisi halat mein ab trade na Karen han agar aap shor ho rahe hain ki market ka kya ruk banne wala hai to ab trade kar le uska fayda Hoga lekin short time failure short time nuksan mein nahin aana chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Fast trading ke nuksan?

      yes dear right kaha fast trading say big loss hota hian earning nhe hoti hain is liey trading karna hain tu soach smajh k kaaam kare fast trading big loss deti hain earning neh hdeti hain is liye har traders ko kaam karna hain tu hard work karna hain pak froum amin best earning ho jati hain jis b traders ne learning ko strong kia usne full kamyabi b hasil ki jsien learning ko week kiya tu feature main big loss ho jyga is liey relax mind k sath kaam karna parta hian relax mind k sath hard work karna parta hain tu kamyabi hain
      • #18 Collapse

        Re: Fast trading ke nuksan?

        forex mein kamiyabi k liye mehnt ki zarort hy hamsha kam nahi karti or kahi par ap ka experince bi kam ata ha or ager experinence ho ga to ap ka skills kam kara ga app trading main acha profit kama skty hain is main app ko jb app ka experience zayda ho ga tu app ki skill bohat kam aye gi in per amal kar kay app acha profit kama skty hain
        • #19 Collapse

          Re: Fast trading ke nuksan?

          hamain is k bary main practice karni h gi tab hi hum run karein gay so hamain foruum main enter hony say paly is k bary main earn karein gay har jeet tu sath sath hoti hai so hamain is k bary main expeirence hho ga tba hi um run karein gay practice karni ho gi tab hi hum run karien gay so hamain is k bary main analyse kar rk hi hum loss say bach sakty hain ta k earn karien gya
          • #20 Collapse

            Re: Fast trading ke nuksan?

            fast trading k bht zada nuksanat hain achi knowledge hain to phir apki skilss bhi apk kaam ati hai ap apni skilss ko achi trah use ker sakte ho or phir usk baad apki qismat jab ye sari chezein apk pass hon to phir ap bht kamyaab trader ban sakte ho or ap bht achi eanring ker sakte ho
            • #21 Collapse

              Re: Fast trading ke nuksan?

              jaldbazi ka kaam hamesha apko nuksaan dyta hy sath Sath he Skills barhtay jatay hain,luck bhi hoti hai magar Market Kuch mathematical Formulae par chalti hai is liyee luck say zyada Parhnaay par zoor denaa chahiyee jaga important ha is lia hama sirf learn karna chahia ya sab apnay ap hamara andar abilities ati jay gi or hama apnay ap ko considered karna chahia work ma
              • #22 Collapse

                Re: Fast trading ke nuksan?

                Je hammy fast trading ka nuksan us waqt hu ga jab market movement bhi taiz hu gi or uper se ham 3 4 trade Aik dam laga dengy tu tu hammy bari mikdar mai loss ka smna krna parega behatr hai k aik waqt mai aik hi trade lagiai jy tu acha hai wrna loss yaqenan hu skta hai
                • #23 Collapse

                  Re: Fast trading ke nuksan?

                  Forex mai hum bohut wait karny k bad he achi trade lety hain . Achi trade k leye appko pehly analysis karni hogi aur sath he achi entry ko dekhna hoga aur proper management ko or confirmation k bad trade lena hoga.
                  • #24 Collapse

                    Re: Fast trading ke nuksan?

                    forex ki market mai chand factors aisay hain jin ki waja se ap forex mai loss krtay hain aur mostly traders ko issi waja se nuqsan hota hai iss mai pehli cheez hai lalaach ka hona jb insan kay andar lalaach ka element a jae tu ussay loss he hota hai, dosri cheez haifast trading market ko without analyze kiyay howay trade open kr dyna b loss ka bahis banta hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Fast trading ke nuksan?

                      agar Ham trading karte hue jaldbaji se trading karenge to iska hamen bahut jyada nuksan hota hai isiliye hamen trading karte hue kabhi bhi jaldbaji nahin karni chahie hamen hamesha market ko dekhte hue hi trading karni chahie agar Ham market ko dekh kar aur soch samajh Kar apne account capital ke mutabik money management ke sath trading karte Hain to iska hamen jarur fayda hota hai aur agar Ham jaldbaji mein trading karenge to is se Ham mein humse Koi galti Ho jaati hai jiski vajah se hamen nuksan hota haiisiliye hamen trading karte hue hamesha shabar ke sath aur itminan ke sath trading karni chahie hamen kabhi bhi trading karte hue jaldbaji hi nahin karni chahie agar Ham aisa karenge to hamen nuksan hota rahega aur ham forex trading mein kabhi bhi achcha munafa hasil nahin kar sakenge shukriya
                      • #26 Collapse

                        Re: Fast trading ke nuksan?

                        jee haan i am agree with you hamy in teeno cheezo ki hi zarurat parrti he yani k hamy skills b chahiy or hmari kismat b achi honi chahiy or hmary pas knowledge b hona chahiy phir hi ham profit hasil kar sakty he jo es ko samaj jata hai wo kamyab ho jata hai baki luck be thori c count hoti hau k jo kaam ap kartay hai pura ho jata hai aur kamyabi mai knowledge be bohat count hota hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Fast trading ke nuksan?

                          dear trader ap ne boht hi khoob likha hay read kar kay boht acha laga ap ne likha hay kay fast trading ke nuqsan dear biggners is mein ap ky
                          leiy ek boht hi achi point of view ye hay kay apko koi bhi kam jald bazi mein nahe karna chaheiy ku kay jald bazi mein kia huwa har kam
                          nuqsan deh hota hay dear biggners forex trading ka kam to sansative hay to apko sabur kay sath kam karna chaheiy
                          • #28 Collapse

                            Re: Fast trading ke nuksan?

                            Kabi b jald bazi men Koi trade open ya close na Karen balkay soch samajh kar aur market ko analyse karnay k bad he trade open ya close ki jaye. Jald bazi men aksar Koi ghalti ho jati hai jis ka bad men apko nuqsan hota hai.
                            • #29 Collapse

                              Re: Fast trading ke nuksan?

                              Dear member ap ne thek kah ha fast trading ka nuksan hote han know ka hum koy ahge pitch ni dakte na hum market ka uhtar dakte han or na charho trading business me or ager hume pak forex forum ka knowledge bi ni ho gah or na hi experience ho gah or uper sa hum jaldi jaldi apna karobar bi shro kar den gay to hume nuksan hi ho gah hume pak forex forum per in sari chzon ko dhak ker business trading karni chay take hum business me loss na ho balke porfit hob hum pak porex forum per market ko chak kar ka is business pletfom per apni trading karni chay na fast trading kar ka noksan karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Fast trading ke nuksan?

                                fast trading apke account ko wash kr sakti hy kay yi teeno cheezo say he ap tradding ker saktain to ap ko yi teeno cheezy zariri hain so all three must hain product ki market situation py ha jo k luck py depend kerti ha bhi trade my profit ya loss per efect hoti ha. volume selection hi profit ziada ya kam kerti ha. volume ko select kerna luck ha k kitna volume select kia.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X