Wise trader learn with mistakes
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    ji ha mere dost app bilkul thik kaha kue ki ek successful trader appni app galti ko manke apni business ko agge barata hai fir bhi maius na hi hoti hai or app yea bat assi tarha janta hai ki mistake se hai people ko learn milty hai so mistake ki bad miaus na hi hone chyea.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      yes brother forex tradeing me hamin loss hony ki soorat me kisi doosry ko nahin kosna chahiey ku keh loss to hamin apni ghalti ki waja sy hwa hy is liy hamin chahiey keh ham khud tradeing ko achi tara samajh boojh kar karen is tarh hamin loss nahi hoo ga
      • #108 Collapse

        wise trader hamesha apni mistakes se hi sheek kar aghe bharta he or usko apni mistakes se bohat fida hota he mistakes to sabse hi hoti he but jo apni mistakse se sabaq sheekta he wohi asli trader hota he har trader ko apni galtiyon se sabaq sheekna chaiye or mehnat karte rehna chaiye is se unko kafi sheekne ko milega or jitni galtiyan kam honngi utna hi profit ziada hoga
        • #109 Collapse

          g han hm ek cahey traders buntey hain to us main hmare ghltyoon sey ji hm ney sekha howa hota hey us ke bohat ehmiut hoti hey kyun keh hm jo kuch apni ghltyoon sey sekh sktey hain woh kisi aur chez sey ni sekh sktey hain ager hum u s oeh twja dain
          • #110 Collapse

            yes it is true that wise trader learn with his mistakes and want to escpe himself from any type of loss which is not good for any type of trader who is doing this business everyone want to earn more and more in this field and want to go ahead in this fields
            • #111 Collapse

              that is the reality the trader who want to become the professional they learn from the every single point and the loss is the main if we will learn from the mistakes and we will not repeat the mistakes then surely not face the loss in the forex
               
              • #112 Collapse

                g bilkul koi bhi wise trader apni ghalatiyon se hi seekhta hai lekin ham jaise traders unhi ghalatiyon ko baar baar dohrate hen or loss kha jate hen is liye hamien bhi wise trader jaise hi banne ki koshish karni chahiye or us se training hasil krni chahiye.
                 
                • #113 Collapse

                  yess dear aik kamyyaaab trader apni ghaltion ko controlll aur un se sabak seeekhne ke baad hhiii sab kuch kar sakta hai kun ke jinn ghaltion se use loss hua th awo ghlatian wo dubara nahi karta
                  • #114 Collapse

                    G han bilkul theek kaha apne ke ek wise trader apni mistakes se hi learn karta hai aur ye hi unki kamiyabi k araaz hai.to ap bhi hamesha apni mistakes ko identify karen aur phir unse lesson zaroor len aur phir ye make sure karen ke ap un mistakes ko dobara repeat nahi karenge.
                    • #115 Collapse

                      Jab ham trading business main lose karty hain tou hmari mistakes hoti hain aur hamen apni gahltion ko theek karna chaiye takeh ham next trade main acaha work kar k best earning kar saken.
                      • #116 Collapse

                        Yes i agree with all of you friends .kion kay koi bhi kam start kia jataa hai to us main ghaltian zaror hoti hain kahaain na kahain .aaik acha trader apni in ghlaation say kuch na kuch seekhta hai na kay unhian ignore kar daita hai .trading main kamyab honay kay liey zarori hai kay un ghaltion say seekha jaey .yaahi successful traders ka secret hota hai .
                        • #117 Collapse

                          Beshak, samagdar or wise trader hamesha apni mistakes se learn karta he, agar osy forex trading ka sahi tarha ilm he to, kiu k osy pata hota he k next time mistake se mugy kitni pr0blem ho sakti he, is liye apni mistakes se learn karin.
                           
                          • #118 Collapse

                            koi bhi acha trader tab banta he jab wo apne mistakes ko sudharta he har insaan kabhi na kabhi ghalti karta he lekin kamiyab wo hi hota he jo apni ghaltion se sekhta he
                            • #119 Collapse

                              ek acha trader woi hai jo apni mistakes se sabaq seekhy .. humein cahahye k hum apni mistakes ko dobara na dohraeyin or unko overcome kr k acha profit hasil krein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                dear you says right wise trader always learn the mistake and careful about this in the next trading. Wise taders always take the mistake in his mind which he done before to save the money and time every time and learn the mistake not to repeat again. The best and better trader always learn the mistake and carfull in the future in forex trading

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                Working...
                                X