Wise trader learn with mistakes
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    hum ko kabhi bhi aik hi galti baar baar repeat nahin kerni chhaiyea haamin yeah koshish kerni chahiyea kay hum ko mistake aik baar ker rhaya hain ussi say sekhain aur us ko ahinda kay liyea repeat na kerin werna nuksaan sara sar hamara hi hota hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      such as forex situation, its rules and regulation or our luck after having an unexpected loss. However wise trader always analyzes his own mistakes and learn a useful lesson form them to not repeat in future.
       
      • #858 Collapse

        dear I agree with you the trader or man also learn with mistakes but people who work with hardness are always success in Forex business because it is world wide and online business. Experience and knowledge is also key to success in business.
           
        • #859 Collapse

          dear ma ap ki baato se agree ho k trader apni mistake se he forex ko sekhta ha aur is tara se he trader ko market ka experience hota ha aur next time wo apni un mistake ko nahi karta is tara din ba din trader ak professional trader ban jata ha
             
          • #860 Collapse

            Wise taders always take the mistake in his mind which he done before to save the money and time every time and learn the mistake not to repeat again. The best and better trader always learn the mistake and carfull in the future in forex trading
               
            • #861 Collapse

              dear sab se aqalmand yeh hai k jab ham log loss kertay hain tu us ko zaror dakhin k loss kiss waja se hiwa hai or dubara na ho
               
              • #862 Collapse

                agr sary traders apni mistake ko foolw kry or next time asi galtain nae kry gy tu yeh trade un k liye ek acha khas business bn seti hai is liye apni mistake ko avoid krna chaye then hum kafi kuch kr sekty hain agr apni mistake ko br repaet kry gy tu phr loss he ho ga .
                   
                • #863 Collapse

                  forex trading esaa busineess hy es me joo be mistake kry gaa usy lose zroor hoo gaa es lye jb aap mistake krooo too sb se pehly apny mistake koo kaabo me kroo aur us mistake koo door kroo aur pher trading kroo too pher he aap forex forum busineess me kamyaabi haasil kr sklty hoo forex forum ak acha busineess hy
                     
                  • #864 Collapse

                    Forex Trading main start main hum say mistake hoti hain laken un ko hum Demo account par control kar skty hain . aik successful trader vohi hota hay jo apni mistake ko control karey aue un ko repeat na honay daye.
                       
                    • #865 Collapse

                      forex pr apne loss hone ki waja se tou uss loss ko behtar banaya jaa skta hy na k loss ki waja se disheart hun touu wise traders wahi hoty hain jo aqalmandi se apni ghaltioun ko sudharty hain or issko better krne ki koshish m laggy rehty hain
                         
                      • #866 Collapse

                        Forex is not easy business so we can mistake easily but we should not give up after mistake. We can gain experience from mistake and we can get teach so that we cannot never same mistake again.
                           
                        • #867 Collapse

                          hamein apni galtiyon se seekhna chahiye bajaye iskay k ham dusron par ilzaam lagayen k unhon ne ye kya ye hamari trade hai aur galti bhi hamari hi hoti hai aur hamein pehle trading theek se seekh leni chahiye k zyada galtiyon se bach sakein aur agar galtiyan ho bhi jati hain
                             
                          • #868 Collapse

                            my dear.forex mein jo bhi traders ata hain tu start mein wo bhut ziada mistake karta hain aur forex mein wo he traders success full hota hain jo forex mein apni mistake se learning karta hain kyun k forex mein agar hum apni mistake se learning nahi karta tu hum forex mein kabi bhi acha trader nahi ban skta hain.
                               
                            • #869 Collapse

                              apny theek kaha k wise trader apni mistake sy he sekhty hain us k liye wo kam investment kar k dekhty hain to in case loss bhi hota hai to us k liye sorrow nahi hoty aur us ko apny liye lesson bana k us galti ko nahi duhraty hain aur agy ja k kamyab hoty hain..
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                sahi bat hai humai apne ghalatiyo sai sabak sekhna chahiyai aur ainda oun sai guraiz karna chaiyai. Aik achai businessman aur trader ke bhe yehi pehchan hai kai wo apne ghalatiyon sai seekhai aur ainda ous ko na dohrae. aur nuksan kar kai bhagnai ke bajae dobara koshish karai au apne ghalati sai sekhai
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X