Wise trader learn with mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    yes wise traders always learn with mistakes. agar hum apni ki hui mistakes ko baad me analyze karain aur un se result nikaalain k yeh mistakes akhir q hui thi tau hum next time unhain repeat nahi karain gay jis se hamara work buhat better ho sakta hae aur hum kamyaab ho sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      G han esy bahot se traders hey jo apni ghaltiu ki waja se apni investment ko loss kar dety hey or blame brokers ko karty hey un ko chaye k wo apni ghaltiu se hi learn karen to un ko result acha mely ga.
      • #453 Collapse

        yes i agree with u apni ghaltion sy seekhna e asal kamyabi ki zamanat h jb ap apni ghaltion ko accept krny k leye or un ko darust krny k leye ready hojaty hen tu 50% successfull us wkt e hojaty hen or baki 50% tb hoty hen jb apni ghaltion ko correct krk dobara unhen repeat ni krty.
        • #454 Collapse

          Accurate view businessmen always learn from our mistakes, and other errors to blame and do not use their own analysis, and the best strategies to use and best plan, so wise traders our mistakes teach
          • #455 Collapse

            forex mein jo bhi acha acha trader bana hain wo learning k baad forex mein apni mistakes se learning karta hain kyun k forex mein jo bhi start mein ata hai tu wo forex mein mistakes zaroor karta hain forex mein agar hum apni mistakes se learning karta hain tu hum iss business mein success full ho jata hain.
             
            • #456 Collapse

              bhai aap ne sahi khai hai loss hamari learning ka hisa hai agr forex per kamyab hona hai to apni mistakes ko repeat karne se bachna ho ga aur un se seekh kar future k actions ko tarteeb dena chahain is se hum ek ache earner bun sakte hai. ..............
              • #457 Collapse

                ji han acha insan wohi hai jo mistakes say sekhta hai aur mistakes ko kabi repeate nan kerta, man ap ko ye kehna chata hun k trading main bhi wohi kamyab trader hai jo apni mistakes sa sekhta hai aur mistakes ko kabi repeate nain kerta isi liye mian is system ko boht pasand kerta hun kion k is main ghalti ki saza milti hai
                • #458 Collapse

                  the best thing is ke apni ghalti ko dhondo aur uspe work krke unhe khtm karo taake ap aage wo mistakes na karo aur apny business ko ache tariqe se chala sko aur earning kr sko
                  • #459 Collapse

                    Yeh darust baat hai aik aqalmand trader ki yeh bhi quality hai ke woh mistakes se sabaq seekhta hai, agr wohi ghalti koi baar baar karta hai to zaahir si baat hai usy nuqsaan ka saamna karna parta hai lekin aik wise person apni mistakes se seekhta hai aur unhen remove kar ke trading ko mazeed improve karta hai.
                    • #460 Collapse

                      zaroori nahi k aap trade karo to lose hi ho aur ho sakta hai aap lucky ho aur aap ko lose bhi na ho aap earn bhi kar lo aur experience bhi mil jaye. aur yeh bhi hai k why not u try out demo there will be nothing too lose and plenty to learn so jiust do it in thios way. but even in demo contest you can have nothing to lose but plenty to earn
                      • #461 Collapse

                        g bilkul bhai jaan or banda wo hi kamyaab hai jo bandda pani ghaliyon se nhi seekhta us k jitna pagal koi banda bhi nhi hai so jab bhi koi ghali ho jaye to us pe ghabrany ki bajaye us ghalti se seekhain na k us pe pachtawa karen
                        • #462 Collapse

                          dear ager aik trader kisi mistaks ke waja se loss karta hai to use chaheyai ke himmat nahi hare balke apne mistakes ke correction kre aur dobara zyada hard working kare aur trading start kare to loss ke chances buhat had tak kam ho ge yahi wise trader ki nishani hai
                          • #463 Collapse

                            yes wise traders always learn from their mistakes and dont do the same mistakes again. They dont panic when they lose their capital. They just think that lose as a lesson for the next trade. Thats why they are so calm in trading
                            • #464 Collapse

                              forex mi jo successful traders ha unho ny b start mi kafi mistakes ki ho gi or wo apni mistakes sy bohat learn karty ho gy or hard work kar k apni mistakes ko remove karty ho gy or next time un mistakes sy bach k trade karty ho gy or profit earn karty ho gy es lia mistakes hona koi bari bat ni ha but next time again mistake karna bohat he bura ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                yes this is very much true .... aik kamyab or akalmand trader woi hota hay jo apni mistakes say seekhta hay and un mistakes say lessons hasil karta hay ... woi aik kamyab trader hay .... jo log apni mistakes say ni seekhtay woo hamesha loss may rhtay hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X