Wise trader learn with mistakes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2086 Collapse

    yes because only wise traders get the success because they are wise enough for it because they learn from everything and make them a lesson.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2087 Collapse

      Yes wise trader learn with mistake kyoun k humen apni mistake se bhot kuch sekhne ko milta hai is se humara apna he benefit hota hai islye humen apni mistake ko kabhi bhe ignore nahe karna chaye is se sekhna chaye
       
      • #2088 Collapse

        mistake k sath hum nay agar is ko mind mai rkhty hain next time trade krny k time to is say humy is kaam ko learn krny mai madad milti hai or humy is mai zada behter kaam krny ka moka milta hai or kisi ki mistake say sabik hasil kro ap
        • #2089 Collapse

          jnab humain agr trading main loss nai chahiye ot humain is main agr success hasil karni hay tohhumain trading main learning kar kay kam karna ho ga ta kay huamin loss nai ho saky
          • #2090 Collapse

            My bro aap ko apne mastak sa seek na cahay our in ko bar bar nhe karna cahay our Jo log apne mastak ko sabaq samj kar acecupr kartyha to ow he successful traders ban saky gay our him ko is ma bar bar galte nhe Karna cahay q k is sa loss Kay chances bar jaty haour this is a good business.
            • #2091 Collapse

              ji haan bhai jaan sahi baat hai k ek aqalmand trader apni ghaltion se seekhta hai aur hona bhi aesy he chahiye k insna ko apni ghaltion se seekhna chahiye ek ghalti dobara nhi krni chahiye kbhi bhi.
              • #2092 Collapse

                Humin loss ka blame kisi aur per nai dalna chahye balky khud apni wo khami dhundhni chaye ke jis ki wajha se hum ne loss uthaya hota hai kio k apni ghltion se seekhna he aqalmandi hai forex mai apni ghltian hi apko sikhti hn.
                • #2093 Collapse

                  Apki baat sy agree hon. Ziada tar trader aisa he karty hain. Apni mistakes ko nahi manty aur forex pe blame shuro kar dety hain. Aisa nahi karna chaiye bal apni mistakes ko notify kar k un pe control karna chaiye. Yahi aik successful trader ka sheewa hai. Wo apni mistakes ko accept karta hai aur un sy sekhta hai.
                  • #2094 Collapse

                    yes ghaltiae beshaq hotii hee is liye hain k hum un se kuch seekh sakain aur un sko next time na dohrae tou mistakes ko acceopt karna aur un pe ghor kar k un se seekhna aur next time na dohrana ye aik aqaal mund trader ki nishaani hai
                    • #2095 Collapse

                      Technical Analysis of the most important tools available to predict
                       
                      • #2096 Collapse

                        Forex trading bohat acha busniss hy jis sai apko profit or loose hota hy jis ke waja sai ap trader ko chahye ke loose hona ke surat mai wo dusron ko blame mat karain
                        • #2097 Collapse

                          jee bilkul janab ap bilkul theek keh rahay hain, dekahin Forex k iss business main loss kisay nahin hota .. sabko he hota hae lekin ek aqalman trader wohi hota haee jo apni pichli ghaltiyon se seekhta hae or unhain theek karnay ki koshish karta hae or unhain future main repeat nahin kartaa..
                           
                          • #2098 Collapse

                            wise tradeers kabhin bi nakamiyabi ki batray nai kartay hai wp kabhi bi pehcya nai hotay hai trade kay karnay say tarde ko acha aur posotive karnay say trading pe bohat hi baray earning point miltay hai
                            • #2099 Collapse

                              g han forex trading mein wo hi trader kamiyab hota hia ke jo is mien apni ghaltiyon se seekhta hai is mien apko chahiye ke ap apni mistakes se seekhen aur unko kabhi bhi repeat nahi karen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2100 Collapse

                                brother forex trading busienss mein hamara sabse behtreen ustad hamari apni ghaltiyain hi hain jitna hum apni ghaltiyoun se seekh sakthey hain shayad hi koi aur humein forex mein uthna seekha saktha hai toh learn from your mistakes and never repeat them again.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X