Kya forex trading ki Earning Halaal hoti hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya forex trading ki Earning Halaal hoti hai??
    Mera ap sab sy sawal hai k forex trading main jo hm earn krtay hain wo earning halaal hoti hai??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya forex trading ki Earning Halaal hoti hai??

    Salam dear trader!! Good question... Dekhen dost jahan pe mehnat ker ke kuch na kuch kamaya jae wo kamana halal ka hota he yane ke hum forex me buhat ziada mehnat ker ke business ko samjne ki koshish kerte hen buhat ziada study bhi kerte hen or buhat ziada active bhi rehna perta he or buhat ziada focussed bhi rehte hen or currencies ki fluctuate ko samajne ke kye buhat ziada analysis bhi kiya kerte hen ab ap bataen ke itni ziada mehnat kerne ke bad agar hamen kch profit milta he ham earn kerte hen to ye kaise ho sakta he ke forex ki kamai haram ho???
    • #3 Collapse

      Re: Kya forex trading ki Earning Halaal hoti hai??

      Ji bilkul Achcha Sawal hai aapka ka ke Forex ke kamai Halal hai ya nahin to dost aisa hai ki koi bhi Aisa kaam business jismein loss aur profit donon aapki Kismat Mein Ho aur apne na se kam aaen to vah per Halal Hota Hai ji bilkul yah Forex Oram ki kamai hamper Halal hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Kya forex trading ki Earning Halaal hoti hai??

        Jaruri nahin hai kya earning earning haram ho jismein nafa nuksan donon ho to vah halal hai jismein sirf fayda ho vah suit mein aata hai shodh aur shuddh haram hai Kabhi bhi jamapunji ek dafa na lagaen ek hi dava lagane se nuksan bhi utha sakta hai aur kabhi kabhi fayda ho sakta haiagar ek hi dafa Sara laga Diya hai to nuksan ho jaega to nuksan hone se mana dobara trade nahin kar sakta Jo ek hi dafa nuksan ho jaaye vah juaa Hota hai kafi ko chhote chhote is samay tak seen Karen agar ek dafa nuksan ho jaaye to koi fark karna pade munafa ho to aapko fayda ho jaega
        • #5 Collapse

          Re: Kya forex trading ki Earning Halaal hoti hai??

          hm trading kar ky pasia kama sakty hain hm is mai kam kar ky earning gai nakr sakty hain hm is mai night mai be kam mkra sakty hain hm is mai day mai be kam karsakty hain hamy is mai analysis k or indciator ko use kar ky kam kara ho ag pher he hum agy bar kay gy hum is mai bager balance accoutn bana kar be kam kar sakty hain asane ky sat
          • #6 Collapse

            Re: Kya forex trading ki Earning Halaal hoti hai??

            ba hasiyat muslaman ham logo ka sawal karna bhe banta ka forex halal ha ya hamaram ha pheli bat to ye ha ka koi bhe insan is market ko move nhe kar sagta apni marzi sa dosra ye ka kis ki movement countirs ki economic par depend karti ha or jo sab sa bari bat ha woh ye ha ka esa kam jis main ap sirf nafa ho woh haram ho sagta ha lakin yahan ap nafa bhe hota ha or nuksan bhe hota ha islye is bary main zeyada rehnomai koi aalim he kar sagta ha baki is main sood vagera ka koi chakar nhe ha
            • #7 Collapse

              Re: Kya forex trading ki Earning Halaal hoti hai??

              Ji bilkul forex eik legal aur authentic business hy bht sy log is mein kam kr rhy hy aur is sy earning kr rhy dear hum ko bhi chaiy k hum forex mein kam krein dear agar hum forex mein kam krein gy tu hi hum is sy achi earning kr saky gy
              Like tu banta hay ik🙏
              • #8 Collapse

                Re: Kya forex trading ki Earning Halaal hoti hai??

                Gee han forex ek legal business hai or is mai achi earning ho sakti hai agar app pori mehnat karein or acha trah learn kar k kaam karein . Is mai profit bhi hai or loss bhi hai. App rules k sath acha profit kar skty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kya forex trading ki Earning Halaal hoti hai??

                  Insan jis kam m b mehnat kry mehnat sy kmaya howa rupy pesa hlal hi hota h kiyo k forex m b hm mehnat hi krty hen or ksi ka hak nai khaty balky apni mehnat se hasal hony waly rupy pesy ko hi withdraw krwaty hen aj kal logo m ye questions k halal h ya haram es liye paida ho rha h kiyo k aj kal tmaam kaam hard se soft m hoty ja rhy hen ahsta ahsta hard crunsi ki value khtm hoti ja rai ha or es ki jgah soft crunsi ny ly li ha .. esi trah aj kal business bhi soft hoty ja rhy hen jin ko online business ka name dia jata h ye aj kal k dor ka takaza hai aj kal online hi mehnat hoti h or es se erning ki jati h
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya forex trading ki Earning Halaal hoti hai??

                    Assalamu Alaikum Eid karta hun aap Sabhi khairiyat se ho gai Allah Ka Karam chahie bhai aapane Sawal kiya kya Forex trading ki Adnan hi Lal Hoti Hai yah bilkul Achcha Sawal aap Kiya faruq's mein kam hai Lala hai ya nahin to Dosti aisa hai ki koi bhi Aisa kam business jismein loss or profit donon aapki istemal Mein Ho To vah Kam hi Lal Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya forex trading ki Earning Halaal hoti hai??

                      Han ji bilkul Kyon Ke Ham Parekh Mein Mana karte hain mat karne ki vajah se Hamen Ishq Ka Sila Jarur Milta hai agar Ham mehnat Nahin Karte To Hamen loss ka Samna karna padta hai isiliye Hamen chahie ki Ham forest mehnat Karte Rahen Kyunki Agar Amarnath Karenge Mein Milega ek hi hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya forex trading ki Earning Halaal hoti hai??

                        Dear all forex members umeed hai ap sub khariyat say hon gay je bilkul agar hum kamyab hona chahtay hain to hamain is per mehnat Karna chahiyay aur hamain ziyada say ziyada experience Karna chahiyay aur hamain ziyada say ziyada focus karna chahiyay aur hamain lalach NAhin karne chahiyay aur hamain earning hasil Karna chahiyay je bilkul forex trading aik bhot aacha bussiness hai aur yahan forex trading ke earning bilkul halal hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya forex trading ki Earning Halaal hoti hai??

                          Earning gain u's Surat Mein Hai Jab Ham acchi Surat Mein acche information lete hain isliye Hamen chahie Ham Achcha Waqt bolun aapse Waqt Mein kam Karen acche work to main Ham Yahan per hardworking par focus Karen Is Tarah Jab Bhi acchi koshish Kijiye market ke Mata ki Jay market to samajhne ke liye good maloomat Lena Hamare ko possible Hai Is Tarah Hamesha kamyabi se kam Mein Aati Hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X