Head And Shoulder Patterns Kya Hy? Jaiza

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Head And Shoulder Patterns Kya Hy? Jaiza
    AoA dear forex members umeed hy sb log achy se kam kr rhy hen jesa k sb janty hen Pakistan Forex Forum Best Website For Earning to is lehaz se aj apko btaty hen k head and sholuder patterns kya hota dear members ap logon my mt4 men dykha hoga k jb ap chart pe click krty hen wahan pe mukhtalif lines oper neechy ja rhi hoti hen us chart men mukthalif aqsam k patteren hoty jin k mukhtalif names hoty hen jin men head and shoulder patterns hoty hen us se trading men faisla krny men asani hoti hy
    Jb market start hoi hy to neckline se oper jati hy to thori c oper ja k neechy ajati hy neckline pe usko support milti hy aur market up krty hoye shoulder se head tk move kr jati hy jahan pe apko full profit mil rha hota hy wahan pe stop krnu hoti market q k bad men market neechy neckline ki trf ajatai hy
    imranhaider
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Head And Shoulder Patterns Kya Hy? Jaiza

    mery payary dost forex trading main achi or miyari trading karny k liye humain market ko follow karna hota hai laken es ka mtalb yah nahi hota hai k hum market ko oper jaty buy kar skty hain or nehy aty hum sell kar skty hain forex main apko jub market ko watch krna hota hai os se pahly apko market ki achi movement ko follow karna hoti hai jis k bad hum forex main achi tarde kar skty hain or acha profit lay skty hain

    forex market main jub hum apny analysis use karty hain tu osk liye humain market main banny waly patterns ka bhi use krna hota hai q k market kbhi bhi oper nechy he move nahi krta hai yah apni oper nechyany jany ki movement se boht he pattern banati hai jis k bad hum apni tarde kar skty hain or os main acha profit lay skty hain q k jub ak market k banny waly patterns ki smjh nahi ai hai tab tak hum apni tarde nahi kar skty hain

    forex market main market main banny waly patterns main aik head and shoulder pattern hai jo apny name se he explain krta hai k yah aik aysa pattern hoga jis main aik bara head hoga or osk sath shoulder ho skta hai jo head se nechy hota hai or es k ilwa shoulder do hoty hain jub k head aik hota hai same aysa he aik head and shoulder forex market main bhi kbhi ban jata hai jis ki movement ko hum asani se smjh kar os main trade lga skty hain

    forex market main jub aik shoulder ban jata hai jis main markt oper move karti hai laken abhi es k es pattern k banny ki koi bh confirmation anhi hoti hai laken jub yah bara head banata hai tab humain pata calta hai k ab es ki nxt movement left shoulder ki ho skti hai jis ko hum aik neck line laga kar confirm karty hain jub market neck line ko braek akrti hai tab os time humari tarde ka time hota hai jis main hum api trade kar k os se profit lay skty hain

    aik haed and shoulder hota hai or aik inverse head and shoulder hota hai jis ki shape yahi hoti hai laken yah olta hota hai jis rha main ap k sath pic share karta hun
    • #3 Collapse

      Re: Head And Shoulder Patterns Kya Hy? Jaiza

      Assalam o Alaikum dear dosto umeed ha ap sab theek hongy dosto aj ma apko jis par apna jawab dunga wo forex trading ma head and shoulder pattern ha dosto jasa k tamam bhai iss bat sa bakhoobi waqif hain k forex trading duniya bhar k logon k lia asa tareen ghr baith kr paisy kamany ka asani tareeqa ha lakin dosto yahan kuch batain samjhny wali hain k trading ma apko trades ki uo down ka knowledge hona bhi e zayada zaroori hota ha dosto specially forex trading ma lots lagany ka apka achy sa pata hona chayea iss k alawa apko indicator ka sahi istemal bhi ana chayea dosto agr ham bat krain k trading ma head and shoulder pattern kiya hota ha to dosto jab ham mt4 open krty han to hamain bht sary pattern wahan par dikhai dety hain aur sath e ha dakhty hain k bht sari lines kis tarha sa opar neechy ho rahi han to dosto in patterns ma Head and shoulder pattern bhi waha par mojoud hoty hain jin ki madad sa ha easily trading ma koi bhi faisla kr paty hain

      Dosto jab bhi trading hoti ha yani k market ma kak start hota ha to market neckline sa opar jati ha aur luch time k baad phir neechy aa jati ha yaha neckline par market ko support milti ha aur iss doran market head sa shoulder tak move krr jati ha aur dosto wo point asa hota ha jahan pa market full joban pa hoti ha aur apko faida da rahi hoti ha wahan par apko market ko close krna hota kuon k uss k bad phir market neckline sa neechy ki taraf move krti ha aur loss ho sakta iss lia zayada profit k lia zaroori ha k market ko wahan par e close kr dein
      • #4 Collapse

        Re: Head And Shoulder Patterns Kya Hy? Jaiza

        Dear Forex trading members aap ne both Achcha thread generate Kiya Hai Main aapko appreciate Karunga Forex trading main Head and Shoulder pattern technical analysis kitabe bahut Best pattern hai Hame Forex trading main technical trading analysis ko importance deni chahiye Forex trading main market ki understanding bahut important hai fundamental or technical analysis combine and analysis ko bhi zaroor dekhna chahiye forex market main different kisam kay pattern hay agar hum en pattern ko follow karty huway trade karnay say he faida hota hayhumay chahiye keh har kisam ka knowledge gain kar kay trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money managemnet karty huway kam karna chahiye agar aap Forex per Ek management ke sath aur acchi planning ke sath kam Karte Hain To aap Forex per bahut jaldi Kamyab ho sakte hain koshish karen Ke Apna ek time table banaen aur uske ke hisab se aap acchi planning ke sath Forex per kam Karen aap Achcha profit Hasil Karenge aur acchi earning hasil Karenge.Thanks
        • #5 Collapse

          Re: Head And Shoulder Patterns Kya Hy? Jaiza

          Assalamu Alaikum Umeed karta hun aap Sabhi Kariya se ho gai Allah Ke Karam Se Ji Bhai aapane Sawal Sawal Kiya Hai Head and Shoulder pattern kya hota hai ji han mere doston Jab market start hoti hai to mis palant's se upar Jati Hai Thodi Si Upar jakar niche a jaati hai usko support milati hai aur Market aap karte karte aap karte hue Chhota se gya Tak kar Jati Hai Jahan per aapko phoolpur Aftab mil raha vahan per stop Karen karne ke liye DJ Jaati Hai
          • #6 Collapse

            Re: Head And Shoulder Patterns Kya Hy? Jaiza

            Ji bilkul der member Head and Shoulder jo hai ek pattern Hota ji share market Kannada Laga sakta hai ki market ki next moment kya hoge is Hamen Pata Chalta hai aur ham aap market ke sath 88 karte hain jisse Hamari TM atke movement ke sabse mote Hamen pocket Hota Hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Head And Shoulder Patterns Kya Hy? Jaiza

              Assalamu Alaikum Umeed Hai Tumhara Forex member theek hun Biji bhejna aapane bahut acche se Sim kya hai kya Pakistan Forex form a head and shoulders kaun se signal Jay kya hai store integer chalne matlab head head and shoulders ko market Mein Kyon use Kiya Jata Hai yah in ki kya advantages to hai aapko signals ke bare mein batate hain ke kaun se signal pata hai ki taraf ja rahi hai aur kaun si chaal ki taraf ja rahe hain kis Teesra aap bhi laga ke sath kar sakte hain aap ke bare mein information yah Kumar kiski movement ke bare mein information Dete Hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X